View Single Post
Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate - 25th July 2015, 04:32 PM

Film : "AMAR" (1954)


wo tamanna lut gayi phir bhi, Tere dam se mohabbat hai
Mubaaraq gair ko kushiyan, Mujhe gham se mohabbat hai

Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate
Agar duniya chaman hoti to veerane kahan jaate

Chalo achchha hua apno mein koi gair to nikla
Ji koi gair to nikla
Agar hote sabhi apne to begaane kahan jaate
To begaane kahan jaate

Duayein do mohabbat humne mitkar tumko sikhla di
Duayein do mohabbat humne mitkar tumko sikhla di
Mohabbat tumko sikhla di
Na jalte shamma mehfil mein to parwane kahan jaate
To parwane kahan jaate
Agar duniya chaman hoti to veerane kahan jaate

Tumhi ne gham ki daulat di, Bada ehsaan farmaya
Bada ehsaan farmaya
Zamane bhar ke aage, Hath failane kahan jaate
Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate.




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote