View Single Post
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
29th September 2008, 08:09 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post

Di yeh baat main sabse Pahele aapko batayi thi...Main Orissa se hun,Kolkata main raheti hun,...Mujhe Hindi itna thik se maloom nehin ...shairi pasand hai isiliye koshish karti hun 2/4 line likhun...aapke saath Mahfil ishq main rahte rahte jo kuchh sikhi usi ko bayaan karti hun...main koshish humesha karti hun ki galat na likhun ..per apne aap galti ho jati hai..
..
its okie.....kaya yaad karegi tu roshni...chal maaf kiya, par jaldi se acchi tarah hindi likhna seekh lo


Mujhe shikayat hai apni Billi (MANI / KOI TO HO) se, usne santra khake wali game par mausam ko "jumat ul widah mubarak ho di santra kha ke" yeh kah ke wish ki par hume nahi...usne aisa kyuN kiya main 2-3 din sochti rahi....
vaise mujhe es wish ka matlab bhi nahi pata ki yeh kis baat ki mubarakbaad hai...thorra sa andaza hai ki EID se related hi kuch hai...esi liye mujhe jayada bura laga....mujhe har dharam ke festival acche lagte haiN aur mere liye koi hindu, sikh muslim bhi nahi so jo bhi festival hai...hum sab ka hai...next se es baat ka har member khayal rakhe ki hum sab ek hai...koi bhi hindu, muslim, sikh ya eshai nahi hai....thats all


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote