bhaiya mai kya kahun kya na kahun kuch samajh nahi aa raha hai...
aaj aankhen bhar aayi ye post padhke..aapne sahi kaha hai ki shayri site par ab sirf shayri nahi panapti balki kuch or chijen hi hone lagi hai..par ek baat sochiye ki ye sab karne waale or koi nahi hai hum hi hai..hum hi kassurwaar hai agar hum chahe to in sab ko rok sakte hai...
par aaj sabko apni reputation apni seat ki lagi hai..har koi apna ek alag mukaam pana chahta hai..apna ek alag mukaam pana bura nahi basharte wo doosro ko hurt na kare tab tak hi..
kher aapki ye anu thoda bahut samjhi hai jo aapne kehna chaha hai is post k jariye..
ek ek lafj mei sacchai hai aapke
khushi hui kisi ne to soch se sacchai ki taraf kadam badhaya....
thanx from d core of my heart