View Single Post
Re: Nadaan hain wo
Old
  (#8)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
Re: Nadaan hain wo - 9th January 2005, 03:10 PM

Quote:
Originally posted by karan q
nadaan hain wo jo teri hansi me chupe tere aansoo na samjhe,
aise nadaan logon ke shahar me dard humdard bann gaya to hume hairat nahi,
Raat aankhon ko kuch khwaab bechti hai, raat se dosti ker lo
iss bahane ek naya humdard mil jaaye
izzajat
karan.q
Isi nadani mein log jane kya kya kar jate hain
dard dete hain woh aur unhe khabar hi nahi hoti
logon se shikayat nahi hamein
kyonki hamein apne dard se hi fursat nahi milti
raat ne yun to beche hain kai khwaab hamein
par jane kyon khwaishein puri nahi hoti
raat se kya dosti karein hum
ki hum to ab khud ke hi dost nahin
humdard mile na mile ab hamein koi gum nahi


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote