View Single Post
Old
  (#9)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
8th July 2014, 05:38 AM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
koi sahil pe tashna mar gaya hai

alag manzil alag hi raasta hai
ye duniya se hame kab waasta hai

hukumat sub ki hai bus chand roza
jahan me kaun hai jo derpa hai

ibadat habshe dam ki kar jaanu
fana kahte hain kisko kya baqa hai

bhatak umr saari dar ba dar ab
hamara dil bhi banjara hua hai

labo'n per muskurahat hai hamare
agarche ru ba ru apne qaza hai

hai tera aasra tu hi bacha le
hawa ki zad me nanha se diya hai

musalsal hijr me chahera tumhara
wazu ashqo'n se karke khil gaya hai

lo ghoome shahr me majnu ki manind
qadeer ab ishq me pagla gaya hai

Qadeertoopchi
AsSalaamAlaykm AbdulQadeer Bhaee!!

Sub'hanAllah! Buhat aalatareeN ghazal se nawaza haye aapnay! Sabhee ashaar aalaatareen misaal hayn khoobsoorat takhayyul wa taghazzul kee!! Bayshumaar daad qabool farmaayayn!

Duago
Ahmad


Duagoh

Ahmad
   
Reply With Quote