Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 10th July 2006, 10:29 AM

rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai

kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

jism numaaish karnewalon husn-e-sharaab na khatam ho jaye
pee rahi hai aankhein kai aur aap gaafil hai

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.

-MANOJ KUREEL


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#2)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 10th July 2006, 10:55 AM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai

kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

jism numaaish karnewalon husn-e-sharaab na khatam ho jaye
pee rahi hai aankhein kai aur aap gaafil hai

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.

-MANOJ KUREEL
Manoj Bhai,
shabdon ka gareeb mehsoos kar raha hoon aapki is behtareen peshkash ke aage. Bahaut lambe arsey baad aaj kuch aisa parha jisse mann tow saath lekar chal raha tha magar kabhi shabd saath nahin de paaye. Aapne apne shabdon se isse saakaar kiya hai....... aapka bahaut bahaut dhanyavaad isse prakaashit karne ke liye.
"Rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai / mohabbat hai sadak inki jism manzil hai"

aapka
v i p i n


विपिन


   
Reply With Quote
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 10th July 2006, 11:54 AM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai

kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

jism numaaish karnewalon husn-e-sharaab na khatam ho jaye
pee rahi hai aankhein kai aur aap gaafil hai

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.

-MANOJ KUREEL
Manoj ji
Namaskar..!

Bahut acchi tarah se appney takeed ki hai appney dosto ko, aur bahut badiya shabado mai ki hai.

Mubrakbaad kabool kijiye


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
10th July 2006, 01:19 PM

rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

waah waah waah...saari duniya jaise is aik sher main bas gayi ho
ghazab likha hai yeh aapne...


"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#5)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 10th July 2006, 01:55 PM

rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai


Wah.......bohat umda

kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.



Very Very Nice.........




Dear Manoj bhai

bohat khoobsurat haiN ye Qalaam..sabhi sher itne ache haiN ki kisi ek ko chhun.na mushkil haiN...Sabse jayada aapke Qalaam ja maqtaa pasand aaya mujhe..


tah e dil se daad kabool kijiye bhai

Shukriyah


APKA

Diggaj


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#6)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
10th July 2006, 03:21 PM

helo manoj ji...kaise hai...hope u will fine & enjoying monsoon without a lover (according to ur kalaam)

rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

- DIL HI TO HAI JO AAPKO YAHA LATA HAI..
HASINAO SE NA SAHI SHAYRI SE TO MOHOBAT HAI..
TO U KAHE KI KISI TO MOHABAT KI SADAK PE CHALTE HAI..
JISM MANZIL NA SAHI..SHAYRI.COM PE TO AAHE BHARTE HAI..


befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai

- LE LO LUTF HAWAO KA KISI HASEENA KE BAGAIR..
SAB RANG FEEKE LAGENGE US HASEENA KE BAGAIR..
YE BAAT JAANOGE MERI JAB USKI BAAHO ME AAOGE..
YAKIN NA HO TO...DEKHNA TAB HAMAR BAAT SAMAJH PAOGE


kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

- GAR HAI KHUD PER YAKI TO TERE-E-NAZER SE KYA DARNA..
SHEHER KO CHHODO APNE DIL KI GALIYO KA KHAYAAL RAKHNA..

jism numaaish karnewalon husn-e-sharaab na khatam ho jaye
pee rahi hai aankhein kai aur aap gaafil hai

- AANKHE TUMARI KYU DEKHTI HAI JISMO KI NUMAAISH KO..
KYU NAHI DEKH PAATI ...AANKHO SE NIKALTI DIL KI SACCHAI KO..

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.

- HAM NA JALENGE SACCHAI SE PARDA UTHHA DENGE..
KIS GUMNAAMI ME REHTE HO..MOHOBAAT KHUDA HAI..YE BAAT AAPKO SAMJHA DENGE....

HA...HAA....HAAA....HAAAA...

HOPE MANU U WILL READING & ENJOYING .....THAT I WANT...

OK BYE...T/C//
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
10th July 2006, 09:45 PM

Bahut hi khoobsoorat nazm pesh ki hai aapne Manoj bhai...

aise hi likhte rahiye..

take care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
11th July 2006, 08:23 PM

rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai



Behad khoobsuurat aur andaaz e bayaaN la -jawaab.. daad haazir hai..

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Re: Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#9)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 12th July 2006, 03:13 PM

vipin bhai
kaise hai aap??? behad khushi hui aapko yahan dekh kar,,,aur aapka reply padh kar sukoon bhi bahoot mila,,ki aapki vichaardhaara bhi mujh jaisi hi hai....yeh aapka baddapann hai ki aap aisa sochte hai,,,
aap jaisa kavi kabhi shabdon ka gareeb ho nahin sakta,,kyunki aapke paas vichaaron ki daulat aur kalam roopi talvaar jo hai..dua hai aap hamesha is daulat se labrez rahe...aapki hauslaafzai ke liye mein tahe dil se aapka shukrguzar hoon..
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#10)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 12th July 2006, 03:18 PM

sunita ji
aapki hauslaafzai ke liye dil ki gehraiyon se aapka shukrguzar hoon...apna khayal rkahiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
12th July 2006, 03:54 PM

RUCHIKA JI
aap mujhe padhti hai aur waqt nikaal kar meri hauslaafzai bhi karti hai,,aapke liye mein dil se aabhari hoon...apna khayal rkahiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
bhut pyari gazal hai
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut pyari gazal hai - 12th July 2006, 04:03 PM

manoj ji appkay qalaam ka humay bhut besabri say intzaar rehta hai.....is daffa to app chha gay ho......punjabi main kahae to.....tusee chha gaye o bhapa ji.......yeh share bhut acha lagga.....


rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai......

appka dost raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
12th July 2006, 05:30 PM

bhai jaan,aapko padh kar lagta hai ki likhna kitna sahaj bana dete hain aap,samaaj ko chetawni dena aur aise muddon ko uthana ghazal ke madhyam se bahut hi kathin mana jata hai.par aapne ise itni aasani se kar diya hai ki bas alfaaz nahi hain tareef ke liye,bas guzarish yahi hai ki aap aage v yunhi likhte rahiye.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#14)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
12th July 2006, 05:41 PM

rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai......


Namaskaar Manoj bhai,

kaise hain aap?? aaj bahut dino baad site per aane ka mauka mila to aapki likhi creation ko sabse pahale padha. aapne es ek line mein bahut kuchh kah diya hai. ek diljale ke liye esline mein vah her baat hai jo vah ummid kerta hai.. likhate rahiye..

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Re: Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#15)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 24th July 2006, 06:25 PM

DIGGAZ BHAI
bahoot bahoot shukriya naacheeez ki koshish ko pasand karne ke liye.....
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
4th August 2006, 09:03 PM

Manoj ji,

Aap ka yeh kalam mujhe bahut pasand aaya, iss me aaj ke sach ko bahut khoob pesh kiya hain aapne, daad kubul kijiyega aur likhte rahiyega.

take care!
   
Reply With Quote
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#17)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 4th August 2006, 09:41 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai

kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

jism numaaish karnewalon husn-e-sharaab na khatam ho jaye
pee rahi hai aankhein kai aur aap gaafil hai

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.

-MANOJ KUREEL
namsaakr manoj ji

aapko bhaut dino ke baad padha

aur fir se aapki kalam khyaalon ka jaadu dil par asar kar gaya hai

khyaal mai comments bhi dekhe aur sach ami dekha hai
aise hi likhte rahe dua hai


shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
Old
  (#18)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai - 5th August 2006, 12:06 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
rehna hoshiyaar unse haathon mein jinke dil hai
mohabbat hai sadak inki jism manzil hai

befiqri ka lutf lene do safar mein mujhe shaadi se pehle
jindagi ke is mod se aage ki raah jara mushkil hai

kisi haseena ke teer-e-nazar se dil ghayal na ho jaye
shehar ki sadkon par khule_aam ghoomte yeh qaatil hai

jism numaaish karnewalon husn-e-sharaab na khatam ho jaye
pee rahi hai aankhein kai aur aap gaafil hai

jal jaye parwane beshaq shamma roshan rehni chaiye
ham diljalon ke nagmon se "kureel" aabaad mehfil hai.

-MANOJ KUREEL

apne likha to acha hai but hamesha yahi nahi hota ki ladkiya kisi ka dil tode.

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
hi
Old
  (#19)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 5th August 2006, 12:07 PM

Mnoj
kaise ho yar?
bohat din bad tumhre lafzon ko parhne ka moka mila
khub likha hay yar....lagta hay apne hi kisi safar ka hal
likha hay....
acha laga parh kar
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
6th May 2009, 04:02 PM

manoj jiii.............................ek baar phir aapki yeh gazal padkar labo.n par muskaan tair gaye...........mubarkbaad kabool kijiye es khoobsurat poetry par


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#21)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
6th May 2009, 06:59 PM

sunita sahiba
guzre waqt ki meri gazlon ko aaj main page par aap kuch yun le kar aayi hai jaise koi "guldasta"aap ne mujhe dia ho..beshaq "gul" purane hai,,magar unse jazbaaton ki kuch mehak ab bhi mehsoos kar sakta hoon... ...
ek baar ko laga jaise kisi ne qabr se taaboot ko nikaal kar taza hawa mein rakh dia ho...waqt ki dhool aur jazbaaton ke jaalein hata kar jab dubaara inhein dekha to utar gaya us daur mein jab inhe likha tha,,kuch ne muskurane par majboor kiya to kuch ne sanjeeda bana dia.jo bhi ho...aapne aaj mujhe hairaan kar dia..aap ki meharbani ke liye shukriya..khushi is baat ki hui ki aapne hamein yaad rakha...aapki izzatafzai ka shukarguzar hoon...apna khayal rakhiye
manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#22)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th May 2009, 10:48 PM

ManoJ Bhai........ Aadab.

Itni damdar shayari bahut kaam padhne milti hai.... really I am thanking to Sunita Dii ke unhone aapki yeh kalam front page per laker... Hum jaise naye padhne walon ko Aapse mukhatib karwaya.

Bhai Wah yeh dilfareb Gazal ne to ek jadoo ker diya mujh per, itne kathin jazbaton ko aapne itni saralta se pesh kiya hai ke kya kahun...ek ek sher sidhe dil per asar ker gaya hai aapka.

Kafi umda likhte hai aap...

Aapko aage bhi padhne milenga yehi ummid karta hun..

Duaon ke sath daad kabool kijiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#23)
yogesh sanwara
Registered User
yogesh sanwara is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Oct 2011
Location: jaipur
Rep Power: 0
4th November 2011, 12:47 AM

kya baat h guru chaaa gaye... rahna hoshiyaar hatho me jinke dil h
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
jinke dil nahi hote main unse ruuth jata huun. baagi Aapki Shayri 11 15th January 2012 11:37 PM
*Mere Haathon Ki Laqeeron Mein** Shimul Ghazal Section 3 6th March 2006 09:46 PM
En haathon kee lakeeron mein. sager Shayri-e-Dard 2 18th December 2005 11:55 PM
Jinke honthoon pe hanshi, ankhoon mein nami hoga Arnab Shayri-e-Dard 0 2nd June 2003 10:39 AM
mere haathon mein...... mahima Shayri-e-Dard 2 11th April 2003 01:59 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com