Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

View Poll Results: dil se kehta hoon
post new threads 0 0%
post replies 0 0%
post attachments 0 0%
edit your posts 0 0%
Multiple Choice Poll. Voters: 0. You may not vote on this poll

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kalam-e-saqib sahili
Old
  (#1)
abduljabbar
Registered User
abduljabbar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Jun 2003
Location: pakistan...karachi
Rep Power: 0
Lightbulb kalam-e-saqib sahili - 19th June 2003, 08:54 PM

main teri talash main hoon ek umer se aur

tujhe pane ko ek umer aur chahiye

ye zindagi to beet gai asaar-e-ishq sameet te

enhian nibhane ko ek umer aur chahiye

beshak hai tere gird hujum-e-duniya aj magar

tere dil ki kushi ko ek reh guzar aur chaiye

har hunar-e-duniya se feziyaab hai tera dil leken

mere dil ke mana ne ko ek hunar aur chahiye

nahi baki tere wadiy-e-chashm main ek katra aur

shola-e-dil ke bhujane ko ek samander aur chahiye

raat awal bhi jo kamra-e-tareek main teri

tere talafi ko mujhe tab bhi ek seher aur chahiye

ye basti ab tere kaam ki na rahi saqib

tere fun-e-sukhan ko koi nagar aur chahiye


teri zuban-e-kalam ka andaaz kuch es tarha saqib

jaise bayaan ho fikr-e-iqbal ba andaaze-e-ghalib
  Send a message via Yahoo to abduljabbar  
Reply With Quote
saqib sahili the poet
Old
  (#2)
abduljabbar
Registered User
abduljabbar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Jun 2003
Location: pakistan...karachi
Rep Power: 0
Red face saqib sahili the poet - 7th July 2003, 02:46 PM

hum se takeed-e-wafa aur apni soochain ge

har kaam ho odhar pe zarori to nahi

yoon to hum har safar ko zeer-e-kalam karte hain

har safar ka karian ekhtimam tere diyaar pe zari to nahi

nigah-e-sahil se leakhe to mozoo aur hi rakh

har ghazal main ho do misre yaar pe zarori to nahi

tu wo bota bhi ho jo khil na sake to kar umeed

har nazar ho mokoof nikhar pe zarori to nahi

gulshan-e-umeed hai nazd manzil-e-aakhir pe to kya

mera har gul chadhe mazaar pe zarori to nahi

' hame apno ne luta ghairoon main kya dam' khoob hai sagar

har gham ho ghairoon ke enhisar pe zarori to nahi

tu mard-e-musalma emtiyaz aur maidaan main bhi rakh saqib

tera bharam rahe faqat ashaar pe zarori to nahi


teri zuban-e-kalam ka andaaz kuch es tarha saqib

jaise bayaan ho fikr-e-iqbal ba andaaze-e-ghalib
  Send a message via Yahoo to abduljabbar  
Reply With Quote
saqib sahili the poet
Old
  (#3)
abduljabbar
Registered User
abduljabbar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Jun 2003
Location: pakistan...karachi
Rep Power: 0
Cool saqib sahili the poet - 12th July 2003, 01:18 PM

kya karain jaan kar daam kushiyoon ka bazaar main

ghubar-e-ghum zindagi se hate to pochoon

os ki aankhoon main mera bharam kya ab bhi hai baki

ranjishain darmiyaan ki mitain to pochoon

sazishain kuch ghairoon ki bhi thi shamil

shab-e-hijraan ye kate to pochoon

gila ghairoon se karian itna waqat kahan hai

haat apnoon ke girebaan se chute to pochoon

kushiyaan kya hain ye jaanta hai Sahil

ghum Saqib ke bhi batain to pochoon


teri zuban-e-kalam ka andaaz kuch es tarha saqib

jaise bayaan ho fikr-e-iqbal ba andaaze-e-ghalib
  Send a message via Yahoo to abduljabbar  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Saqib Sahili the poet of new age saqib_sahili Shayri-e-Dard 1 19th January 2004 01:00 PM
saqib Sahili the poet of new age saqib_sahili Ghazal Section 1 19th January 2004 12:52 PM
Saqib Sahili the poet of new age saqib_sahili Aapki Shayri 0 14th January 2004 09:38 PM
kalam-e-saqib sahili abduljabbar Shayri-e-Dard 4 9th July 2003 12:21 PM
kalam-e-saqib sahili abduljabbar Aapki Shayri 2 9th July 2003 12:04 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com