Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
must read...!!!
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
must read...!!! - 11th July 2003, 03:59 PM

sab "shaarabi" bhaion ke liye ek chetawani wala sher bhej raha hoon ummed hai aap sab ko pasand aayega...


hazaron beh chuke hai in botlon ke band pani mein
dooba jo gilaas mein ek baar,wo phir na ubhra zindgani mein

Manoj Kureel
manojkureel@yahoo.com
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Must read...
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Must read... - 12th July 2003, 03:41 AM

Manoj jee,
sorry ke mein bhi parlee. Aapka yeh line parke mujhe kuch bolnahi parha. Gustakhi mafh.

dooba jo gilaas mein ek baar,wo phir na ubhra zindgani mein

Waise dubke bhi koi agar samajh sake ke dub gaya toh nikaal aa bhi sakte hein.

It's my experience. Kyu ke sharab pike jo bhula na chahte hein usko baas yeh ahsaas ho jaye ke woh aur bhi barbad ho rahe hein toh woh nikal sakte hein.

I am sorry, I may have said something which I shouldn't have told. Please mujhe mafh kardijiyega. Thanks. Take care.
Regards, Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: Must read...
Old
  (#3)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Must read... - 17th July 2003, 05:10 PM

shimul ji
main reply dair se de raha hoon isliye aap se muafi chahta hoon.
aap ne bilkool sahi kaha ki gilaas mein doobna achi baat nahin aur agar doob bhi gaye ho to nikalna aap ke apne haath mein hai.yaani...
"himmat-e- marda ..madad-e-khuda"
mere parsonal life mein bhi kuch aisa hi hai main "doob" kar "nikal" chuka hoon. aur log na doobe isliye maine yeh sher kaha tha.

ye kaisii muhabbat kahaan ke fasaane
ye piine pilaane ke sab hain bahaane
vo daaman ho un kaa ke sun-saan seharaa
bas ham ko to aaKhir hain aansuu bahaane

bye & take care
-Manoj Kureel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd January 2007, 04:57 PM

Quote:
Originally Posted by manoj kureel View Post
sab "shaarabi" bhaion ke liye ek chetawani wala sher bhej raha hoon ummed hai aap sab ko pasand aayega...


hazaron beh chuke hai in botlon ke band pani mein
dooba jo gilaas mein ek baar,wo phir na ubhra zindgani mein

Manoj Kureel
manojkureel@yahoo.com


wah kaya baat hai manoj ji aap bhi jaha...


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Must read urdu sher from "Mirga Zhalib" 8-)... Read & enjoy.... Tausif shaikh Humourous Shayri 7 23rd June 2010 11:15 AM
A Must Read Story!!!spare Few Mins And Read It! farhana General Stories 8 25th December 2009 09:52 PM
Please Read it ! baba Aapki Shayri 2 6th January 2004 01:27 PM
Please Read it ! baba Shayri-e-Dard 2 5th January 2004 05:03 PM
Don't read it mohit Humourous Shayri 13 25th September 2003 05:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com