Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Shaayad Isliye
Old
  (#1)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Exclamation Shaayad Isliye - 25th November 2002, 11:27 AM

Ey dost tu to jaanta hai meri aadat
Ke mai maikhaane nahi jaata,
Chupke se hi mila do mere painaane me bhi
Kuchh booNdeiN sharaab ki
Meri baat bhi reh jaae shaayad
KyoNke ye dard ab saha nahi jaata,

Ab mai mehfiloN me logoN se
Khul ke nahi mil paata,
Sab kehte hai mere chehre par
Wo mast andaaz nazar nahi aata,

Sochta hooN ye sharaab hi shaayad
Kuchh kaam kar jaaye,
Sabhi to jhumte haiN pi pi kar
Iski kuchh booNdoN se shayad
Meri ye hichkichahat hi mit jaaye.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
it's nice
Old
  (#2)
vikram seth
Registered User
vikram seth is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Nov 2002
Location: ghaziabad
Rep Power: 0
Thumbs down it's nice - 25th November 2002, 12:36 PM

my dear..it's really very good ..
i like that kind of shayri very much..
just accept my first appreciation to the first person
of this site....bye


yours...
vikram seth...keep it up.
   
Reply With Quote
bahaut khoob
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
bahaut khoob - 18th December 2002, 05:18 PM

apne toh mere mere dil ke gardish bayaan kardi. ek apna pan sa laga apki shayri sunkar.nihayat accha likkha hai apne.hum toh apke kayal hogaye.

MERI TARAH SARE MEHFIL UDAAS THA WOH BHI
KISINE HAAL JO POOCHA TOH RO DIYA WOH BHI...

likhte rahiyega.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd January 2007, 04:41 PM

Quote:
Originally Posted by Chaand View Post
Ey dost tu to jaanta hai meri aadat
Ke mai maikhaane nahi jaata,
Chupke se hi mila do mere painaane me bhi
Kuchh booNdeiN sharaab ki
Meri baat bhi reh jaae shaayad
KyoNke ye dard ab saha nahi jaata,

Ab mai mehfiloN me logoN se
Khul ke nahi mil paata,
Sab kehte hai mere chehre par
Wo mast andaaz nazar nahi aata,

Sochta hooN ye sharaab hi shaayad
Kuchh kaam kar jaaye,
Sabhi to jhumte haiN pi pi kar
Iski kuchh booNdoN se shayad
Meri ye hichkichahat hi mit jaaye.
wah...wah

bahut khoob.....!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~.. Shayar huN isliye magar rakhta huN janumanu Shayri-e-Dard 15 28th June 2010 01:53 PM
isliye man udas hai lovely_c Shayri-e-Dard 9 29th August 2006 06:23 PM
isliye naraaz hu duniya se................. mehul jain Shayri-e-Dard 12 15th February 2006 09:48 PM
@@##-- isliye darna jaroori hai --##@@ gaurav_ahl Shayri-e-Ishq 1 23rd September 2005 07:41 PM
isliye dil udas rehta hai.... koituhoo Shayri-e-Dard 2 17th November 2004 07:37 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com