Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Buraai tum me kahaN
Old
  (#1)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool Buraai tum me kahaN - 7th December 2002, 12:12 PM

Pyare DostoN meri ye rachna kisi ko bhi chot pahuNchane ke udeshye se nahi likhi gai hai, Mai Sharaab peene ke nuksaanoN ko bhi jaanta hooN, bas maine is rachna me sharaab ke maadhyam se kuchh alag kehne ki koshish ki hai.

Kripya koi bhi iske arth ko anytha na le.



Burai tum me kahaN...


Kon kehta hai ke tum bure ho
Mai to ik umr se tumhaara diwaana hooN,
Wo nadaan haiN shaayad,
Jo tumhe badnaam karte haiN'

Buri tum nahi
Buraai to hum insaanoN me hai
Jo bina nashe bhi ladte haiN
Or betahaashaa peekar tumhe badnaam karte haiN

Ik teri hi chaukhat par aakar
Mai logoN ko itna kareeb paata hooN,
Varna jamaane ka ye haal hai yaaroN
YahaaN logoN me tangdili is kadar hai,
MandiroN MasjidoN ke bheetar tak
Mai unhe nafrat se bhara paata hooN,


Mai har us jagah jaana chahuNga
JahaaN insaanoN me bhed na hota,
Mai har wo cheej apnaana chahuNga
Jiska koi Dhrm or warN na hota ho.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand

Last edited by Chaand; 7th December 2002 at 12:20 PM..
   
Reply With Quote
gr8
Old
  (#2)
Nitin
Registered User
Nitin is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 88
Join Date: Sep 2002
Location: coimbatore, india
Rep Power: 22
gr8 - 27th December 2002, 10:50 PM

yeah chand ji i am agree with u coz nashe main hi insaan ki asliyat mallom padti hai nasha dil ki sachchai joobaN par laata hai
nasha kisi ko nahi bahkata nashe main insan apni asli jindagi bayn karte hai .
thanx


justnitin










 Send a message via ICQ to Nitin Send a message via Yahoo to Nitin Send a message via AIM to Nitin  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd January 2007, 04:44 PM

Quote:
Originally Posted by Chaand View Post
Pyare DostoN meri ye rachna kisi ko bhi chot pahuNchane ke udeshye se nahi likhi gai hai, Mai Sharaab peene ke nuksaanoN ko bhi jaanta hooN, bas maine is rachna me sharaab ke maadhyam se kuchh alag kehne ki koshish ki hai.

Kripya koi bhi iske arth ko anytha na le.



Burai tum me kahaN...


Kon kehta hai ke tum bure ho
Mai to ik umr se tumhaara diwaana hooN,
Wo nadaan haiN shaayad,
Jo tumhe badnaam karte haiN'

Buri tum nahi
Buraai to hum insaanoN me hai
Jo bina nashe bhi ladte haiN
Or betahaashaa peekar tumhe badnaam karte haiN

Ik teri hi chaukhat par aakar
Mai logoN ko itna kareeb paata hooN,
Varna jamaane ka ye haal hai yaaroN
YahaaN logoN me tangdili is kadar hai,
MandiroN MasjidoN ke bheetar tak
Mai unhe nafrat se bhara paata hooN,


Mai har us jagah jaana chahuNga
JahaaN insaanoN me bhed na hota,
Mai har wo cheej apnaana chahuNga
Jiska koi Dhrm or warN na hota ho.
good one...........!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kahan Se Kahan Tak Junior_Ghalib Shayri-e-Dard 0 23rd May 2006 01:10 PM
kahan The Hum Aur Kahan Aa Gaye... 1_bedaag_chand Shayri-e-Ishq 1 1st June 2005 09:01 PM
Kahan Ho Tum smack_07078 Shayri-e-Ishq 4 26th March 2004 10:21 PM
kahan kahan nahi dhoonda chintal_007 Humourous Shayri 0 23rd February 2004 08:22 AM
kahan ho tum!!!!!!!!!!!!!!!!!! bindya Shayri-e-Ishq 2 13th December 2003 09:51 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com