Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
'Ey Sharaab' - Tujhe Aazaad Kiya
Old
  (#1)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool 'Ey Sharaab' - Tujhe Aazaad Kiya - 19th February 2003, 09:23 PM

'Ey Sharaab' - Tujhe Aazaad Kiya

Ye paimana ik umr se hathoN me tha
LaboN ko chune ka jigar na ban pata tha,
Kai baar himmat karta or ..Jaane !
Kis-kis ki ruswaaiyon se dar jata tha,

UngliyaN thakne lagi thi, ik umr
Ye 'uljhan-e-piyaala' uthane se,
Rangat tak jaane lagi thi, ey nashe
ik umr tujhe, garm hawaoN me ghumaane se,

Chal aaj aazaad karta hooN
'Ey Nashe' tujhe apne khayaloN se,
Le ulat di hamne teri chaahat
Ey haseeN 'Sharaab' in piyaaloN se.

Chaand

Ye na thi hamaari kismat, ke wisaal-e-yaar hota,
Agar or jeete rehte, uooNhi intzaar hota.

- Mirza Ghalib -


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Shukriya Ansh
Old
  (#2)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool Shukriya Ansh - 20th February 2003, 11:43 AM

Khushi hui dost ke aapko ye post pasand aai, or shukriya jo aaplog mera waqt be waqt hausla barhate rehte haiN, or ye sab aaplogoN ki hi encouragement hai ke mai kuchh likh paata hooN.

Shukriya dost.

Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd January 2007, 04:53 PM

Quote:
Originally Posted by Chaand View Post
'Ey Sharaab' - Tujhe Aazaad Kiya

Ye paimana ik umr se hathoN me tha
LaboN ko chune ka jigar na ban pata tha,
Kai baar himmat karta or ..Jaane !
Kis-kis ki ruswaaiyon se dar jata tha,

UngliyaN thakne lagi thi, ik umr
Ye 'uljhan-e-piyaala' uthane se,
Rangat tak jaane lagi thi, ey nashe
ik umr tujhe, garm hawaoN me ghumaane se,

Chal aaj aazaad karta hooN
'Ey Nashe' tujhe apne khayaloN se,
Le ulat di hamne teri chaahat
Ey haseeN 'Sharaab' in piyaaloN se.

Chaand

Ye na thi hamaari kismat, ke wisaal-e-yaar hota,
Agar or jeete rehte, uooNhi intzaar hota.

- Mirza Ghalib -
bahut accha likha dost.........aur Ghalib ji ka sher to kaya kahney...wah...!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tujhe Yaad Kiya b_a_d_s_h_a_h Shayri-e-Ishq 0 5th August 2005 04:02 PM
Tujhe Yaad Kiya b_a_d_s_h_a_h Shayri-e-Ishq 0 5th August 2005 03:45 PM
Jaa zindagi tujhai aazaad kiya Kavita Shayri-e-Dard 22 11th January 2005 10:08 AM
tere aage sharaab kiya cheez hai shanjang Shayri-e-Sharaab 0 13th July 2003 04:04 PM
tujhe qasam hai saaqiyaa sharaab laa sharaab de Neha Haroon Shayri-e-Sharaab 0 30th April 2003 03:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com