Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?
Old
  (#1)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai? - 8th January 2009, 05:49 PM

Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?
Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak the apne, aaj ho gaye paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Bata de jaha ko, ki tum ho qatil
Phir tum na puchoge, ki haal kaesa hai?

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?
Na ji saku na mar saku, haal kuch aesa hai!!


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
8th January 2009, 08:42 PM

kitni aasaani se aap ne dil ki baat kaagaz par utaar lii hai... bohat hi achchha likhti hai.n aap aur kaafii aasaani se likh leti hai.n... is baar bhi aap ne behad achchha likha hai, aur kya kahuu.n.........aise hi likhti rahe.n....

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
12th January 2009, 11:02 PM

mayank ji
yahan me apse sahmat nahi hun..mere hisab se jo likha hai wo asani se nahi aaya hai kagaz par ek lambe gujare waqt ki suagat hai to bas kuch shabd jinse bhi dard ka wo sagar na niukla jo asliyat me ander bah raha hai kisi ke....yani shayd likhne wale ne bhaut yaise pal jiye jinme uska dard hi uska sathi raha tab ye shabd bane hai...kyun prineeta ji...beshq dil pe asar karte hai ye shabd aur ahsas kyun ki dil ki awaj hai.


sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 17th January 2009, 01:31 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
kitni aasaani se aap ne dil ki baat kaagaz par utaar lii hai... bohat hi achchha likhti hai.n aap aur kaafii aasaani se likh leti hai.n... is baar bhi aap ne behad achchha likha hai, aur kya kahuu.n.........aise hi likhti rahe.n....

Mayank
thank you Mayank ji... hope u keep enjoying reading my poetries


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#5)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 17th January 2009, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
mayank ji
yahan me apse sahmat nahi hun..mere hisab se jo likha hai wo asani se nahi aaya hai kagaz par ek lambe gujare waqt ki suagat hai to bas kuch shabd jinse bhi dard ka wo sagar na niukla jo asliyat me ander bah raha hai kisi ke....yani shayd likhne wale ne bhaut yaise pal jiye jinme uska dard hi uska sathi raha tab ye shabd bane hai...kyun prineeta ji...beshq dil pe asar karte hai ye shabd aur ahsas kyun ki dil ki awaj hai.


sakhi with love
sakhi ji...shukriya aap ke reply ke liye
mere dil ki awaaz aap ke dil tak pahuchi...


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th January 2009, 02:43 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
mayank ji
yahan me apse sahmat nahi hun..mere hisab se jo likha hai wo asani se nahi aaya hai kagaz par ek lambe gujare waqt ki suagat hai to bas kuch shabd jinse bhi dard ka wo sagar na niukla jo asliyat me ander bah raha hai kisi ke....yani shayd likhne wale ne bhaut yaise pal jiye jinme uska dard hi uska sathi raha tab ye shabd bane hai...kyun prineeta ji...beshq dil pe asar karte hai ye shabd aur ahsas kyun ki dil ki awaj hai.


sakhi with love
sakhii saahiba,

maaf keejiye ga, main dekha nahii.n tha ki aap ne mujh se mukhaatib ho kar kuchh likha hai... aap ke is post ko paDh kar mujhe lag raha hai ki aap nahii.n samjh paaye ki main kya kahana chaahta huu.n......... maine likha hai 'kitni aasaani se aap ne dil ki baat kaagaz par utaar lii hai... bohat hi achchha likhti hai.n aap aur kaafii aasaani se likh leti hai.n...' ab aap ko bhi yeh pata hai ki har woh shaksh jis ke seene me.n dard hai woh shaayar nahii.n hota.. aur har shayar ke seene me.n dard ho yeh bhi zaruuri nahii.n, haa.n seene me.n dil hona behad zaruuri hai......... aur jo shayar hai bhi aur seene me.n dard bhi hai,to bhi kaii kaii baar kaaGaz me.n uTaarne me.n mushkil hoti hai, mere kahane ka muraad yeh tha ki, praneeta jee ne apne ehsaas ko bohat hi aasaani se lafzo.n me.n uTaara hai.... is se zeyadaah kuchh nahii.n

ummmeed hai ki aap is baar meri baat samajh gayee hogii.......

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
23rd January 2009, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?
Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak the apne, aaj ho gaye paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Bata de jaha ko, ki tum ho qatil
Phir tum na puchoge, ki haal kaesa hai?

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?
Na ji saku na mar saku, haal kuch aesa hai!!

Hi Praneeta,

Maaf kijiye ga par in Ehsaason ki tareef mein kuch nahin kahunga... Iske baare mein kuch bhi kehna iski taujheen karna hai... Ya Shayad mere paas itne alfaaz hi nahin ki iski tareef kar saku.. As a feeling, its awesome...

BUT, as a poem it could not touch my heart. Aapke ek doosri post par diye hue reply se laga ki aap suggestions ke liye kaafi open hain. Sirf isliye, as a listener or reader, main apne jazbaat pesh kar raha hu. Mujhe ye zyada khoobsurat aise lagti hai (changes marked in red):

Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?

Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Palko.n ka afsana, bemausam barsaat jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Dil ka sukoon, bhatakte musafir jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Adhoore sab armaan naaraz taqdeer jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak tha apna, aaj ho gaya paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Jism-e-gul, murjhaye phoolon jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaisa hai!!
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Mera rehnuma hi, hai mera qatil
Har ek Ehsaas zinda laash jaisa hai
Phir na puchoge, ki haal kaesa hai....


Na ji saku na mar saku, haal aesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?


But please kuch achha na lage toh dil par mat lijiyega. These are just my feelings....


Regards,


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ajay kumar 79
Registered User
ajay kumar 79 is on a distinguished road
 
ajay kumar 79's Avatar
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Jan 2009
Location: Unki Yaadon Me
Rep Power: 0
23rd January 2009, 08:46 PM

Praneeta jee

Apke likhe har Lafz me Dard hai,
Koi Be-dard bhi, padh le ise,
Wo Hamdard ho jayega....

Keep writing

Regards

AJAY
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 24th January 2009, 03:28 AM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi Praneeta,

Maaf kijiye ga par in Ehsaason ki tareef mein kuch nahin kahunga... Iske baare mein kuch bhi kehna iski taujheen karna hai... Ya Shayad mere paas itne alfaaz hi nahin ki iski tareef kar saku.. As a feeling, its awesome...

BUT, as a poem it could not touch my heart. Aapke ek doosri post par diye hue reply se laga ki aap suggestions ke liye kaafi open hain. Sirf isliye, as a listener or reader, main apne jazbaat pesh kar raha hu. Mujhe ye zyada khoobsurat aise lagti hai (changes marked in red):

Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?

Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Palko.n ka afsana, bemausam barsaat jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Dil ka sukoon, bhatakte musafir jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Adhoore sab armaan naaraz taqdeer jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak tha apna, aaj ho gaya paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Jism-e-gul, murjhaye phoolon jaisa hai
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaisa hai!!
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Mera rehnuma hi, hai mera qatil
Har ek Ehsaas zinda laash jaisa hai
Phir na puchoge, ki haal kaesa hai....


Na ji saku na mar saku, haal aesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?


But please kuch achha na lage toh dil par mat lijiyega. These are just my feelings....


Regards,


Hello Amit ji,

aap ko kyu lagta hai har baar mujhe bura lagega. i am always open to comments, suggestions and criticisims. i am new to writing and really wana be good at it. this can only be if i am guided properly. i do love the changes you did in the poetry. please don't think ever i might not like your suggestions. you must have spent quite some time to come with those lovely changes so thank you for the time you put in it... aap ke words bahot pyare hai. like i mentioned before, in Fiji we don't know proper hindi leave alone urdu, so the words i normally use in my poetries are very simple.
lagta hai aap ke company mein bahot kuch sikhne ko milega...
keep commenting.....and smiling...

Regards
Praneeta


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#10)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 24th January 2009, 03:31 AM

Quote:
Originally Posted by ajay kumar 79 View Post
Praneeta jee

Apke likhe har Lafz me Dard hai,
Koi Be-dard bhi, padh le ise,
Wo Hamdard ho jayega....

Keep writing

Regards

AJAY

thank you Ajay ji aap ke humdardi ke liye.
koshish jari hai.
Keep reading....

Regards
Praneeta


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#11)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
24th January 2009, 10:03 AM

bahut khoob likha hai aapne..
aise hi likhti rahiye..
god bless u..
khush rahein..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 24th January 2009, 10:07 AM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
bahut khoob likha hai aapne..

aise hi likhti rahiye..
god bless u..

khush rahein..

shukriya ji
hope u like other poetries of mine as well...keep replying n smile always..

Regards
Praneeta


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#13)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
24th January 2009, 12:08 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?
Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak the apne, aaj ho gaye paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Bata de jaha ko, ki tum ho qatil
Phir tum na puchoge, ki haal kaesa hai?

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?
Na ji saku na mar saku, haal kuch aesa hai!!
pranita ji

bakai main ek behad shandar si nazam likhi hai aapne......
ye sawal kaisa hai.....
bahut khoob raha aapka sawal...
meri daad kabool kre.n

Dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 24th January 2009, 12:11 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
pranita ji

bakai main ek behad shandar si nazam likhi hai aapne......
ye sawal kaisa hai.....
bahut khoob raha aapka sawal...
meri daad kabool kre.n

Dilip

shukriya Dilip ji

glad that you liked my poetry...keep reading

Regards
Praneeta


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#15)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
19th December 2010, 12:23 PM

zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'Faraz'
zaalim ab ke bhii na royegaa to mar jaayegaa

Ahmed Faraz

Dard ka samandar nazar aaya tumhari peshkash me........Allah se dua hai ke woh tumhai zindagi khushiyo se bhar dein. AAMEEN

Now give me a big smile.....


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#16)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 19th December 2010, 03:14 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?
Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak the apne, aaj ho gaye paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Bata de jaha ko, ki tum ho qatil
Phir tum na puchoge, ki haal kaesa hai?

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?
Na ji saku na mar saku, haal kuch aesa hai!!

kya baat hai praneeta jee bahut khoob apne jazbaaton ko bahut khoob kagaz par utaara hai daad kubul karen
duaon ke saath

radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
26th December 2010, 07:30 AM

[QUOTE=Praneeta;323742]
Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?

Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak the apne, aaj ho gaye paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Bata de jaha ko, ki tum ho qatil
Phir tum na puchoge, ki haal kaesa hai?

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?

Na ji saku na mar saku, haal kuch aesa hai!!



aadaab
pahlee baar aap ki rachnaa parhee to dil me shor sa paidaa ho gayaa lagtaa hi nahi ki ye ghazal hai balki ye to dil ki daastaan hai mahboob se baat cheet hai judaayee ka qissa hai be wafaayi ki dohaayee hai dil ki baat ko qatii ki galee me kahne ki jur"at batorne ki baat hai
aisaa lag raha hai koi aaine ke saamne khare ho ke apne ateet me jhaank kar khud se sawaal w jawab kar raha hai
is qadar ehsaas se bhar poor saade lafzon se choor banaawat se door rachnaa kbhi kabhi saamne aatee hai ... parneetaa ji wo ek waqt aap pe aayaa hogaa jab aap ne khud me doob ke ya kah diyaa hogaa .. ab aap khud bhi sochtee hon gee are ye main ne kaise likh diyaa ji ji ji haan jab koi doob jaata hai tab jaa ke use motee haath lagtaa hai aor main is motee pe dil se daad detaa hun
aap ka dost
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
26th December 2010, 10:20 AM

SuperBBBBBBBB Creation ........ Praneeta Ji !

Dili daad li jiye ... aise hi likhti rahen ... aati rahen aage bhi ... !

khush rahen ...
apna theek se khayal rakhen ...
duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#19)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th December 2010, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Dil tod kar puchte hai, ki haal kaesa hai?

Main boli aye dilbar, ye sawaal kaesa hai?!

Yeh aasu yeh bebasi, bigde halaat
Yeh dard yeh chubhan, machalte jasbaat
Yeh tadap yeh ghum, hai tere saugaat
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Adhure hai hum ab, jeene ki chah nahi
Gumarah hai kahi, manzil aur rah nahi
Rote hi rahete hai, hasne ki vajah nahi
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Tere kadmon mein hum ne, bichaya tha dil
Jise tod diya tune, na samjha kaabil
Zinda laash ban kar rah gaye, kahe kise qatil
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Jism the hum, jinhe samjha tha saya
Kal tak the apne, aaj ho gaye paraya
Phir bhi labon pe, naam tera hi aaya
Aur tum puchte ho, ki haal kaesa hai?!

Ek din socha, kahe tumse haal-e-dil
Sunaye dil ki dastan, hum bhari mahefil
Bata de jaha ko, ki tum ho qatil
Phir tum na puchoge, ki haal kaesa hai?

Dard de tu hume, hum dua denge tum ko
Socha mita de bebasi, khatam kare ghum ko
Ki laakh minaten, par aayi na maut humko
Uff yeh maut bhi, bewafa tere jaesa hai!!

Ab kabhi na puchna, ki haal kaesa hai?

Na ji saku na mar saku, haal kuch aesa hai!!
wah praneetaa ji ... aapne ghamzadaa dil ki behaalee is junoon aur bebaakee se bayaan ki, ke patthar se bhi aah nikal jaaye aur hum to aakhir insaan hi hain !! dil ko chhoo lene waale ehsaah rahe aapke, aur kaha bhi bade asardaar tareeke se. dil se daad aur duaon ke saath ... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 13th July 2014, 07:27 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'Faraz'
zaalim ab ke bhii na royegaa to mar jaayegaa

Ahmed Faraz

Dard ka samandar nazar aaya tumhari peshkash me........Allah se dua hai ke woh tumhai zindagi khushiyo se bhar dein. AAMEEN

Now give me a big smile.....
shukriya iss response ke liye............


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tod kar dil puchte hai kya hua zidd Ghazal Section 9 2nd January 2011 12:54 PM
Tod Kar Dil Puchte Hai Kya Hua zidd Shayri-e-Dard 26 7th August 2009 05:36 PM
Kaesa hai ae sannata yasmeenraaz Shayri-e-Dard 4 2nd May 2009 11:47 PM
wo qatl kar ke har kisi se puchte hai.n Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 19th March 2008 07:07 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com