Quote:
Originally Posted by muskaan76
Jaane woh apna hai ya begaana par dil ko acha lagta hai,
Do pal guzarna mujhko toh saath bus uske acha lagta hai,
Roz dil karein bahane uske liye jaane woh mera kya lagta hai,
Ik jhalak dekhne ki khatir uski jaane kyu dil yeh machla karta hai,
Jaanti nahin main uske dil ki baatein fir bhi sunne ko dil betaab hai,
kar de vo chahe inkaar mujhse fir bhi ikraar se kaha dil yeh darta hai,
Sabsa nahin woh kuch alag hai aisa mujhko ab yakeen uspe hota hai,
Aashiq ho wo pagal ya deewana mujhko toh anjaana sa apna lagta hai,
Vo parwana hai toh khud ko shama banna uske liye mujhe acha lagta hai,
rishta nahin hai usse koi bhi fir bhi chahat mein uski pighalna acha lagta hai....
|
acchi kosshish hai.........
likhte rahiye.......
regards