Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sabka apna apna rona
Old
  (#1)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Thumbs up sabka apna apna rona - 29th July 2004, 10:10 PM

Rona

Sabka apna apna rona,
mera apna apna rona,
Insaan ki asliyat hai rona,
insaan ka her sapna hai rona
Ab bas karo ki bhar gaye samander,
Baasi maut pe kitna rona

Tum he kaho ye insaaf kahaan ka,
Mujhe samjhao usool jahaan ka
Ek hasrat ke marr jaane per,
Insaan ke marrne jitna rona
Sabka apna apna rona
Mera apna apna rona,


Jinn aankhon se sach ko dekha,
Unn aankhon ka nahi thikaana
Jinn aankhon se duniya dekhi,
Unn aankhon se itna rona,
Din me din ka jalte rehna
Shab me chaand ka qaatil hona,
Insaan ka jism se ujadna rona
Insaan ka jism me basna rona ,
Sabka apna apna rona,
Mera apna apna rona,
Insaan ki asliyat hai rona,
Insaan ka her sapna hai rona,


Karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th July 2004, 10:35 PM

Jinn aankhon se sach ko dekha,
Unn aankhon ka nahi thikaana
Jinn aankhon se duniya dekhi,
Unn aankhon se itna rona,
Din me din ka jalte rehna
Shab me chaand ka qaatil hona,
Insaan ka jism se ujadna rona
Insaan ka jism me basna rona ,
Sabka apna apna rona,
Mera apna apna rona,
Insaan ki asliyat hai rona,
Insaan ka her sapna hai rona,


acha likha hai lekin mein kuch kahna chahungi.
jab tut gye sab sawpn
to kyun na roye koi
apne gam ko anshuo se
kyun naa dhoye koi
ab jab kuch bhi bacha nahi
tab kyun na roye koi.

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Hi sakhi
Old
  (#3)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Hi sakhi - 29th July 2004, 10:50 PM

Rote hain hum unke liye jinhone dil ko dukhaaya
magar hum unnke liye kabhee hanste kyon nahi jinnki her ibadat me humare hontho ki muskurahat ki duaa hoti hai..zindgi ke safar me har tarah ke musafir milte hain e dost issliye jee le unke saath jo lamhe hansa ker chale gaye unko kyaa yaad kerna jo rula ker chale gaye
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#4)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
2nd August 2004, 01:19 PM

Tum he kaho ye insaaf kahaan ka,
Mujhe samjhao usool jahaan ka
Ek hasrat ke marr jaane per,
Insaan ke marrne jitna rona
Sabka apna apna rona
Mera apna apna rona,


Karan ji...bahut hi acah likha hai aapne...seedha aur saral..bilkul jaise dil se nikla hua...bahut khoob

take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Hiii roopali
Old
  (#5)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Love Hiii roopali - 3rd August 2004, 06:03 PM

Hiii roopali,
nice to see your msg .. waise bhee i wrote this post in 2 mintues only....! thats why it was simple...sabki apni apni taqleefen hoti hain
or meri apni apni taqlefen
khair ... aap padhte rahiye
humlikhte rahenge
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#6)
soni_sonal
kuch baatein kuch yaadein
soni_sonal is on a distinguished road
 
soni_sonal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 22
3rd August 2004, 07:21 PM

hi karan

well u hav really written well
its awesome
keep writing
sonal
   
Reply With Quote
hii sonal
Old
  (#7)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
hii sonal - 3rd August 2004, 11:25 PM

Well sonal its first time i saw you here
its a great pleasure,
keep comeing and keep reading
i will keep writeing
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
apna apna naseeb hain Firoz Sayyad Shayri-e-Ishq 1 22nd November 2010 04:05 PM
Naisb apna apna aktiwari13 Shayri-e-Dard 2 12th October 2010 02:29 PM
Mein Apna Aaj Apna Kal Tumhare Naam Karta Hoon anjelz_princess Ghazal Section 0 11th January 2006 02:09 PM
Apna Apna Aasmaan Chaand Shayri-e-Dard 9 25th October 2005 09:00 PM
Andaaz apna apna Chaand Shayri-e-Ishq 9 19th January 2004 05:13 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com