Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek Ghazal Hindi aur Urdu ke naam......( Ghayel )
Old
  (#1)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
Ek Ghazal Hindi aur Urdu ke naam......( Ghayel ) - 10th September 2013, 03:32 PM

Ek Ghazal Hindi aur Urdu ke naam.
=========================

Hindi urdu me itni yaari ho
Baat meri zubaaN tumhari ho

Main kavita ke rang me rang jaoo
Tujh pe ghazlo ka rang taari ho

Ab na uljhe yaha kabhi behne
Aisa fatwa bhi ab ke jaari ho

Ho nashe me kabeer urdu ke
Hindi ki Meer pe khumaari ho

Ho moqabil na aik doojey ke
Koi jeeti na koi hari hai

Chahe jaise likhe ghazal Ghayel
Har ghazal pe yaha vo bhaari ho

Sajid Ghayel


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th September 2013, 06:13 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Ek Ghazal Hindi aur Urdu ke naam.
=========================

Hindi urdu me itni yaari ho
Baat meri zubaaN tumhari ho

Main kavita ke rang me rang jaoo
Tujh pe ghazlo ka rang taari ho

Ab na uljhe yaha kabhi behne
Aisa fatwa bhi ab ke jaari ho

Ho nashe me kabeer urdu ke
Hindi ki Meer pe khumaari ho

Ho moqabil na aik doojey ke
Koi jeeti na koi hari hai

Chahe jaise likhe ghazal Ghayel
Har ghazal pe yaha vo bhaari ho

Sajid Ghayel


Waaaahhhhhh Kya baat hai Sajid bhai..... Subhaan Allaah......

Chaa gaye bhai.... kya adakaari hai.....

Aise hi mehfil me raunak badhaate raheN.... likhte raheN......

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
swaraa
Registered User
swaraa is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Jun 2013
Rep Power: 0
12th September 2013, 12:37 PM

Sajid Ji,
Wah Wah Wah!!!!! aapka ye khayal mujhe bahut achcha laga . Hindi aur urdu ki yaari .........bahut khoob.
Thanks for writing and sharing
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
12th September 2013, 08:13 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Ek Ghazal Hindi aur Urdu ke naam.
=========================

Hindi urdu me itni yaari ho
Baat meri zubaaN tumhari ho
bahut khoob sajjid saHb likhty rahiye

zor e qalam or zyada ...
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com