Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Josh maano baat Pooja ki zaraa tum - Pooja or Dhaval ki jugal'bandi
Old
  (#1)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Josh maano baat Pooja ki zaraa tum - Pooja or Dhaval ki jugal'bandi - 12th June 2015, 06:19 PM

Hello Shayar People ...
Bahot Saalo baad yaha pe kuch post kar rahi hu... ya yun kahu ke post karne pe Majboor kiya gaya hai mujhe .... or vo insaan DHAVAL hai jisne haath pakad ke mujhse khud ki aadhi-adhuri ghazal puri karwai hai .. hehehe... just kidding...
kai logo ne kaha tha mujhe ke main wapas likhna shuru karu par time hi nahi mil pa raha tha...
Par Arse baad main wapas aai hu Dhaval ke sath .. humne pahle bhi kai baar sath me Ghazal likhi hai post ki hai ... usi purani yaad ko tazaa karte hue hum dono ki likhi hui ek koshish yaha Pesh kar rahi hu..
Ummid hai aap sabhi ka Pyaar hume milega jese pahle milta tha ....

Hai zaruurii zindagee mein pyaar yaaron
Ghum bhi lelo muft me do char yaaron

Aa gayaa jo aashiqon me naam meraa
Dhadknon kii badh gayii raftaar yaaron

Saikado ghum bhar diye chhote se dil me
Pyaar me tohfe mile bekaar yaaron

Ro padoge jo mai keh duu raaz dil ka
Lut chuke haiN ishq mein har baar yaaron

Dosatii or dushmanii men farq yeh haii
Dosatee gul dushmanii haii khaar yaaroN

Arsa-e-zist guzri us mahobbat ko fanah hue
Hai ab bhi zikr uska mujhme shumaar yaaron

Khud sa na wo raha na mujhko mujh sa chhoda
Ye hashr tha jab mile kisi gali koonche bazar yaaron

Josh maano baat Pooja ki zaraa tum
Muskuraa kar mushkile karo paar yaaron


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
12th June 2015, 06:52 PM

Deepika ji namaste,

Yoon to aap kafi purani member hai par hum naye members ko pehli baar mauka mila hai aapko padhneka....

Bohot khoob gazal hui hai....gumzada ehsaas jo joshile bhi hai aur positive bhi.....behad khoobsurat gazal...aapko aur Dhaval sahab dono ko bohot bohot shubhkamnayen

Daad kubul farmaiyega

Duao k sath
Bhushan



Bhushan Joshi

Last edited by bhushan; 12th June 2015 at 06:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
12th June 2015, 07:57 PM

Dear pooja..
Bahut khushi huyi ki aakhir aapne sab logon ki request ka maan rakha aur itni khoobsoorat ghazal hamare sath share ki..aap dono ki jugalbandi ko salaam..bahut pyare ehsaason se saji huyi peshkash lagi mujhe..sabhi ashaar bahut khoob...
dher sari daad aur duayein aapke liye aur dhaval bhai k liye...

Likhti rahiye..
aati rahiyega....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Madhu 14; 13th June 2015 at 11:15 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
12th June 2015, 08:40 PM

Deepika ji ,
Bahut acha kalam raha apka per ye sher bahut bhaya mujhe ..

Dosatii or dushmanii men farq yeh haii
Dosatee gul dushmanii haii khaar yaaroN

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
12th June 2015, 11:03 PM

Dear poojaa

Namaste


tumhe bazm mein dekh kar jo khushii ho rahii hai usse lafzon mein bayaan maiN kar nahiiN saktaa... kaafi waqt beet chukaa thaa likhnaa jaise tumne bandh hi kar diyaa thaa... par aaj bazm mein koshish ko dekh kar bahot hi khushii ho rahii hay.... main yahee chaahtaa huun ki bazm se tum jiudii raho aur hameshaa likhtee raho... mujhe aaj bhee yaad hai main jab bazm se nayaa nayaa judaa thaa aur kuchh post kiyaa thaa.. tab sab se pehla reply thaa wo tumharaa thaa aur tumne hi hausalaah badhaayaa thaa ki achchaa likhaa hay uss waqt maine kahaa tha ki tum mujhse bhee achha likhtee ho... aur yeh baat sach haii aur abhii bhee main maantaa huun


main aaj jitnaa bhee likhnaa seekhaa hu .. bahot se logon se seekhaa huu... tumse bhee kaafi kuchh seekhaa hay... warnah main to sms dhoondh ke yahaan se chalaa hi jaataa ... shayri.com ne mujhe anmol dost diye hain....mujhe uss dost aur dostee par garv hai....merii baat maanne ke liye mai tujhe shukriyaah to nahii kahuunga kyuunki mujhe tumhaari DaaNT nahiin khaani aur wo bhi italian lang. men.. ...par fir bhi baDaa wala thank u

Chalo ab bahot taareef kar dee teri warnaa hameshaa ki tarah hawaa me udne lagegi .. hahaha


Aise hi bazm ko sajaatee raho.... yahee darkhwaast haii....likhtee raho hameshaa... thoda lamba reply de diya hai


Dil se daad

Grazie ...

tumhara dost

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th June 2015, 10:50 AM

Quote:
Originally Posted by pooja_d View Post
Hello Shayar People ...
Bahot Saalo baad yaha pe kuch post kar rahi hu... ya yun kahu ke post karne pe Majboor kiya gaya hai mujhe .... or vo insaan DHAVAL hai jisne haath pakad ke mujhse khud ki aadhi-adhuri ghazal puri karwai hai .. hehehe... just kidding...
kai logo ne kaha tha mujhe ke main wapas likhna shuru karu par time hi nahi mil pa raha tha...
Par Arse baad main wapas aai hu Dhaval ke sath .. humne pahle bhi kai baar sath me Ghazal likhi hai post ki hai ... usi purani yaad ko tazaa karte hue hum dono ki likhi hui ek koshish yaha Pesh kar rahi hu..
Ummid hai aap sabhi ka Pyaar hume milega jese pahle milta tha ....

Hai zaruurii zindagee mein pyaar yaaron
Ghum bhi lelo muft me do char yaaron

Aa gayaa jo aashiqon me naam meraa
Dhadknon kii badh gayii raftaar yaaron

Saikado ghum bhar diye chhote se dil me
Pyaar me tohfe mile bekaar yaaron

Ro padoge jo mai keh duu raaz dil ka
Lut chuke haiN ishq mein har baar yaaron

Dosatii or dushmanii men farq yeh haii
Dosatee gul dushmanii haii khaar yaaroN

Arsa-e-zist guzri us mahobbat ko fanah hue
Hai ab bhi zikr uska mujhme shumaar yaaron

Khud sa na wo raha na mujhko mujh sa chhoda
Ye hashr tha jab mile kisi gali koonche bazar yaaron

Josh maano baat Pooja ki zaraa tum
Muskuraa kar mushkile karo paar yaaron
welcome back poojaa ji.... arse kee baad aapko pdhnaa behad acchaa lagaa..... bahut khushi huii aapko dekhkar ... aur aapko padh kar to jo khushi hhaasil ho rahii hai wo bayaan karnaa mushkil hi nnahi na mumkin hai...

arzee samahiye ya guzaarish , ab aayee hain to aatee rahaa karen.... khush rahen......

shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th June 2015, 04:51 PM

Quote:
Originally Posted by pooja_d View Post
Hello Shayar People ...
Bahot Saalo baad yaha pe kuch post kar rahi hu... ya yun kahu ke post karne pe Majboor kiya gaya hai mujhe .... or vo insaan DHAVAL hai jisne haath pakad ke mujhse khud ki aadhi-adhuri ghazal puri karwai hai .. hehehe... just kidding...
kai logo ne kaha tha mujhe ke main wapas likhna shuru karu par time hi nahi mil pa raha tha...
Par Arse baad main wapas aai hu Dhaval ke sath .. humne pahle bhi kai baar sath me Ghazal likhi hai post ki hai ... usi purani yaad ko tazaa karte hue hum dono ki likhi hui ek koshish yaha Pesh kar rahi hu..
Ummid hai aap sabhi ka Pyaar hume milega jese pahle milta tha ....

Hai zaruurii zindagee mein pyaar yaaron
Ghum bhi lelo muft me do char yaaron

Aa gayaa jo aashiqon me naam meraa
Dhadknon kii badh gayii raftaar yaaron

Saikado ghum bhar diye chhote se dil me
Pyaar me tohfe mile bekaar yaaron

Ro padoge jo mai keh duu raaz dil ka
Lut chuke haiN ishq mein har baar yaaron

Dosatii or dushmanii men farq yeh haii
Dosatee gul dushmanii haii khaar yaaroN

Arsa-e-zist guzri us mahobbat ko fanah hue
Hai ab bhi zikr uska mujhme shumaar yaaron

Khud sa na wo raha na mujhko mujh sa chhoda
Ye hashr tha jab mile kisi gali koonche bazar yaaron

Josh maano baat Pooja ki zaraa tum
Muskuraa kar mushkile karo paar yaaron

Bohot khoob. Ekdam madhosh kar dene walaa, pyaar aur dosti ko darshata huaa aapka yeh kalaam dil tak pahuncha. dheroN daad qubool farmaayeiN.
Aur aainda bhi humeiN paDhne ka mauqa dete raheiN.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
14th June 2015, 05:44 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Deepika ji namaste,

Yoon to aap kafi purani member hai par hum naye members ko pehli baar mauka mila hai aapko padhneka....

Bohot khoob gazal hui hai....gumzada ehsaas jo joshile bhi hai aur positive bhi.....behad khoobsurat gazal...aapko aur Dhaval sahab dono ko bohot bohot shubhkamnayen

Daad kubul farmaiyega

Duao k sath
Bhushan
Bhushan jee Namaste...

Achha lag raha hai yaha wapas aake... Or sab ke sath wapas judke khushi horahi hai bahot....
Apko meri or Dhaval ki ye koshish pasand aai uske liye a biggg thanku.. ..

Grazie...
Pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
16th June 2015, 12:17 PM

Welcome back pooja jee.....arse baad aapko pada...bahut accha laga ...aati raha kariye mehfil mein...aapke bina sooni sooni hai.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#10)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
16th June 2015, 01:27 PM

Quote:
Originally Posted by pooja_d View Post
Hello Shayar People ...
Bahot Saalo baad yaha pe kuch post kar rahi hu... ya yun kahu ke post karne pe Majboor kiya gaya hai mujhe .... or vo insaan DHAVAL hai jisne haath pakad ke mujhse khud ki aadhi-adhuri ghazal puri karwai hai .. hehehe... just kidding...
kai logo ne kaha tha mujhe ke main wapas likhna shuru karu par time hi nahi mil pa raha tha...
Par Arse baad main wapas aai hu Dhaval ke sath .. humne pahle bhi kai baar sath me Ghazal likhi hai post ki hai ... usi purani yaad ko tazaa karte hue hum dono ki likhi hui ek koshish yaha Pesh kar rahi hu..
Ummid hai aap sabhi ka Pyaar hume milega jese pahle milta tha ....

Hai zaruurii zindagee mein pyaar yaaron
Ghum bhi lelo muft me do char yaaron

Aa gayaa jo aashiqon me naam meraa
Dhadknon kii badh gayii raftaar yaaron

Saikado ghum bhar diye chhote se dil me
Pyaar me tohfe mile bekaar yaaron

Ro padoge jo mai keh duu raaz dil ka
Lut chuke haiN ishq mein har baar yaaron

Dosatii or dushmanii men farq yeh haii
Dosatee gul dushmanii haii khaar yaaroN

Arsa-e-zist guzri us mahobbat ko fanah hue
Hai ab bhi zikr uska mujhme shumaar yaaron

Khud sa na wo raha na mujhko mujh sa chhoda
Ye hashr tha jab mile kisi gali koonche bazar yaaron

Josh maano baat Pooja ki zaraa tum
Muskuraa kar mushkile karo paar yaaron


bahut khoob pooja jee wah kya khyalaat pesh kiye hai maza aa gaya padhkar
aati rahiye likhti rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th June 2015, 02:10 PM

Quote:
Originally Posted by pooja_d View Post
Hello Shayar People ...
Bahot Saalo baad yaha pe kuch post kar rahi hu... ya yun kahu ke post karne pe Majboor kiya gaya hai mujhe .... or vo insaan DHAVAL hai jisne haath pakad ke mujhse khud ki aadhi-adhuri ghazal puri karwai hai .. hehehe... just kidding...
kai logo ne kaha tha mujhe ke main wapas likhna shuru karu par time hi nahi mil pa raha tha...
Par Arse baad main wapas aai hu Dhaval ke sath .. humne pahle bhi kai baar sath me Ghazal likhi hai post ki hai ... usi purani yaad ko tazaa karte hue hum dono ki likhi hui ek koshish yaha Pesh kar rahi hu..
Ummid hai aap sabhi ka Pyaar hume milega jese pahle milta tha ....

Hai zaruurii zindagee mein pyaar yaaron
Ghum bhi lelo muft me do char yaaron

Aa gayaa jo aashiqon me naam meraa
Dhadknon kii badh gayii raftaar yaaron

Saikado ghum bhar diye chhote se dil me
Pyaar me tohfe mile bekaar yaaron

Ro padoge jo mai keh duu raaz dil ka
Lut chuke haiN ishq mein har baar yaaron

Dosatii or dushmanii men farq yeh haii
Dosatee gul dushmanii haii khaar yaaroN

Arsa-e-zist guzri us mahobbat ko fanah hue
Hai ab bhi zikr uska mujhme shumaar yaaron

Khud sa na wo raha na mujhko mujh sa chhoda
Ye hashr tha jab mile kisi gali koonche bazar yaaron

Josh maano baat Pooja ki zaraa tum
Muskuraa kar mushkile karo paar yaaron


Matko Chottu

muje kitni khushi ho rhi hai tuje SDC par vapis dekh kar...shayad maiN expalin bhi nahi kar sakti aur tu samaj sakti hai yeh baat

us se bhi khushi ki baat yeh ki tu aur Chottu dono aik saath phir se likh rhe ho...tareef kya karuN ab maiN, pta hi hai ki dono bahut kamaal ka likhte ho

aap dono ki yeh shayri behad khoobsurat hai.
reps +++ added

bahut sare pyar ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
16th June 2015, 08:32 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Dear pooja..
Bahut khushi huyi ki aakhir aapne sab logon ki request ka maan rakha aur itni khoobsoorat ghazal hamare sath share ki..aap dono ki jugalbandi ko salaam..bahut pyare ehsaason se saji huyi peshkash lagi mujhe..sabhi ashaar bahut khoob...
dher sari daad aur duayein aapke liye aur dhaval bhai k liye...

Likhti rahiye..
aati rahiyega....
Dear Madhu (now dont call me a copy cat )

Mujhe bhi bahut khushi hui ke sab ka sath mil raha hai yaha...ghazal likhi par vo sab ko pasand aayi ye badi bat hai....

Koshish jarungi ke likhti rahu..yaa kam se kam yaha aati rahu...

Saraahne ke liye bahot sara thanku

Grazie
Pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com