tumhe duniya ke nazar .... -
3rd October 2005, 03:07 PM
tumhe duniya ke nazar se chupana chahta hu me....
tumhe dil me apne basana chahta hu me...
kabhi sochta hu umar bhar tumhare sang jeeunga..
kabhi judayi ka soch ke ghabra jaata hu me....
khud se sharmaata hu kud ko samjhata hu...
par apne sapno ke duniya me kho jaati hu…
times dark-blue