Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai - 16th January 2006, 08:31 PM

jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai
toone sukoon ka naya ek darwaza khola hai
har lafz tera apana hai duniya se kuch nahee liya
jo kiya tone mere liye kiye jo kiya toone kiya
duniya se kuch nahee liya

kal bhee main jab udas tha
aisa laga too tha jo mere pas tha
aur ankhon main yahan se wahan tak
panee hee panee tha
to mere dard kee tahreer bana
too mere gam kee kahanee the
mujh se lipat ke mujh se jane kya kah gaya
sara gam mit gaya bas thora sa dukh rah gaya

dukh maine khud hee bacahaya hai
dukh maine khud hee chipaya hai
dobara yahee dukh lene too kal ayega
dukh bacha ke rakhoonga tabhee to
phir tujh se milne ka pal ayega
zindgee dukh detee rahegee
too dukh mangata rahega
mere meethe khabon ke liye
too jagara rahega

tone mujeh dene ke liye kabhee
kisee se kcuh nahee liya
sab kuch apana laya hai
too hee tera jism hai
too hee tera saya hai
sadik hai pak hai too bahut bhola hai
jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai
toone sukoon ka naya ek darwaza khola hai
--------------------------------------------
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
16th January 2006, 09:31 PM

Bahot khoob!
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ZINDAGI
Registered User
ZINDAGI is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2001
Rep Power: 0
25th January 2006, 09:25 PM

zabardast

likhty raha karen




--------------------------

zindagi
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 25th January 2006, 09:28 PM

thanks zindgi aur devangi wada hai zindgee likhata rahoonga
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai
Old
  (#5)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Re: jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai - 1st March 2006, 08:12 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai
toone sukoon ka naya ek darwaza khola hai
har lafz tera apana hai duniya se kuch nahee liya
jo kiya tone mere liye kiye jo kiya toone kiya
duniya se kuch nahee liya

kal bhee main jab udas tha
aisa laga too tha jo mere pas tha
aur ankhon main yahan se wahan tak
panee hee panee tha
to mere dard kee tahreer bana
too mere gam kee kahanee the
mujh se lipat ke mujh se jane kya kah gaya
sara gam mit gaya bas thora sa dukh rah gaya

dukh maine khud hee bacahaya hai
dukh maine khud hee chipaya hai
dobara yahee dukh lene too kal ayega
dukh bacha ke rakhoonga tabhee to
phir tujh se milne ka pal ayega
zindgee dukh detee rahegee
too dukh mangata rahega
mere meethe khabon ke liye
too jagara rahega

tone mujeh dene ke liye kabhee
kisee se kcuh nahee liya
sab kuch apana laya hai
too hee tera jism hai
too hee tera saya hai
sadik hai pak hai too bahut bhola hai
jab jab bhee aa ke mujh se kuch bola hai
toone sukoon ka naya ek darwaza khola hai
--------------------------------------------
Anil

acha laga parhna aap ko sukoon mila bohout keep writing

Sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
angel
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
angel - 2nd March 2006, 01:26 PM

mujeh parhne se aap ko sukoon mila achha laga sun ke meree shayaree ko shukiya kahoonag kisee ko kabhee rahat detee hai agar
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
2nd March 2006, 01:28 PM

brilliant


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
2nd March 2006, 03:42 PM

anil sahab hamesha ki tarah ek aur aapki pyaari si rachna.....

kal bhee main jab udas tha
aisa laga too tha jo mere pas tha
aur ankhon main yahan se wahan tak
panee hee panee tha
to mere dard kee tahreer bana
too mere gam kee kahanee the
mujh se lipat ke mujh se jane kya kah gaya
sara gam mit gaya bas thora sa dukh rah gaya

bahaut khoob kehgaye aap...accha likkha hai...khush rahiyega hamesha.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#9)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
2nd March 2006, 05:09 PM

great post again ...

anil ji aaap to diwana hi bana ke chodoge


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#10)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 3rd March 2006, 10:41 AM

farhana bahut bahut dhanyawad is rachana ko pasand karne ke liye meree shayree ki kitab main apne nakshe zehan choretee rahana achha lagata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
cute ke liye
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
cute ke liye - 3rd March 2006, 10:42 AM

cute ashu ke liye cute thanks
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#12)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
3rd March 2006, 12:04 PM

achha laga pyar ke sunder dpp ehsas ko padhna

likhte rahiye
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
bahut bahut shukriya
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut bahut shukriya - 3rd March 2006, 01:57 PM

bahut bahut shukriya shradha bahut achha laga mujhe tumhere meree is puranee rachana par ana
ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
hi anil
Old
  (#14)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi anil - 3rd March 2006, 02:06 PM

Dhire dhire aapke sab kalaam dil mai utar rahe hai

Terrific combination of words.

Really good work keep continue.

Aap jaise shayaro se roshan ye mehfil hai...

Thanx

Take care
ur manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#15)
minus
Registered User
minus is on a distinguished road
 
minus's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Jul 2004
Location: Mumbai
Rep Power: 0
3rd March 2006, 07:48 PM

Kyaa sundar likha hain aapne Anilji,

Ek baar padhke ji nahin bhara, baar baar padha
aur har baar ek nayi khubi dikhaayi dee.

aise hi likhte rahiyegaaa.


MinuS
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukria - 4th March 2006, 08:11 AM

acharya thanks achha lagata hai u r wth my shayri now ate rahte ho mah fil aur zyada achee ho jatee hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
minus
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
minus - 4th March 2006, 08:12 AM

aap minus kahate hain par ap ka ana meree shayree ke liye ek plus hai aur bar bar mujeh parhna ek bara plus
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
aa karen ek dosore ko bejjat kuch aur bhee masoomshayer Shayri-e-Dard 6 5th July 2007 11:22 PM
Ye bhee kuch pehlu hain....!! karan q Aapki Shayri 2 11th November 2005 12:19 PM
Kuch bhee nahi...! karan q Anjuman-e-Shayri 1 15th May 2005 04:47 AM
Tere shahar me bhee kuch log dil rakhte thai karan q Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 10th September 2004 11:53 PM
Tere shahar me bhee kuch log dil rakhte thai karan q Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 10th September 2004 11:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com