Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
pathar
Old
  (#1)
romance
Registered User
romance will become famous soon enoughromance will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 305
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 23
pathar - 30th December 2002, 11:12 AM

dil ko pathar samajh ker thukranay walay zara sun
patharon kay neechay aksar moti bhi miltay hain
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
30th December 2002, 11:36 AM

Yeh to picture ka dialouge ban sakta hai bhai

Likhte rahiye,
Aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
sahi kaha..
Old
  (#3)
suhaana
Registered User
suhaana is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Dec 2002
Rep Power: 0
sahi kaha.. - 22nd January 2003, 10:46 AM

dil ko pathar nahi moti samjh kar todne vaale.. moti toot jaate hain... jodna namumkin hai


:)Suhaana:(
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
6th September 2003, 05:06 PM

Romance sahab...
aadaab-o-tasleem...

dil ko pathar samajh ker thukranay walay zara sun
patharon kay neechay aksar moti bhi miltay hain


behad gehrii aur sachchi baat keh dii aapne itne kam lafzoN meiN....
sach kaha hai kisi ne...

In Main Moti Hai Ke Pathar, Kise Khabar,
Dil To Samundaron Se Bhi Gahra Hai Dosto

ab ye na kahiyega ki 'bedil' hoker dil ki baate karta hooN sharm nahi aatii...

khair...

daad qubool kijiye...

aur sahab arsa ho gaya aapke kadam mehfil meiN pade hue...
aate jaate raha kariye...

likhte rahiye aur muskuraate rahiye...


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
romance
Registered User
romance will become famous soon enoughromance will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 305
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 23
7th September 2003, 05:10 PM

bedilmusafir sahab,

aik baar phir aap ki tareef ka shukria. Aur mujhay hairat hay keh aap kaisay itnay puranay shair dhond nikaaltay hain.

Aajkal main duniya kay kaamon main kuch ziada hi masroof hoon. Likhnay ka silsila filhaal chora howa hay. Jaisay hi dil kay jazbaat ko alfaaz main tabdeel kernay ka moqa mila aap ki khidmat main hazir ho jaon ga. Tab tak kay liye mujhay duaon main yaad rakhiye ga.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
pathar malika Shayri-e-Ishq 2 5th March 2005 10:00 PM
koi pathar na tha? sengar_rajs Shayri-e-Dard 0 11th March 2004 01:42 PM
pathar ke shehar mein dil bhi pathar ke paye hai manoj kureel Anjuman-e-Shayri 4 17th September 2003 08:49 PM
pathar ke shehar mein dil bhi pathar ke paye hai manoj kureel Shayri-e-Dard 10 16th September 2003 07:00 PM
pathar pagla Shayri-e-Ishq 0 15th August 2002 01:54 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com