Quote:
Originally Posted by Madhu 14
(Ek taraf bam par koyee gulphaam hai
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hai) - (2)
Dil kaa dono se hai kuchh naa kuchh hai vaasta
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (2)
(Usake dar se utha toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga toh mai marr jaaunga) - (3)
Sakht mushkil me hu kya karu ai khuda
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (2)
(Iss taaluk ko mai kaise todu jafar
Kisko apanaau mai kisko chhodu jafar) - (3)
Meraa dono se rishta hai najdik kaa
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (2)
|
Kya Lafz Likhe hain Zafar Gorakhpuri saheb ne.....
Sukriya aise shandar gazal ko shabdon me pesg karne ke liye