Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kaatil
Old
  (#1)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
kaatil - 18th June 2007, 05:34 PM

aaj kuch naya aur naye andaaj mein pesh kar raha hoon .....

kuch to khuda ne kuch teri adaon ne
tujhe khoobsoorat banaya hai
vo haal hai deewane ka pyaar mein sanam
khanjar lekar haath mein aaya hai
naa maaro aise dheere dheere sanam
aaj bas ye kehne aaya hai

choodo roj roj kee takraar tum
kar do khanjar aar paar tum

hongee mehrbaan to ye dikhati nazare hain
kahin patli kamar to kahin naina kajraare hain
kya dosh hai batao parwaano ka
kuch to khyaal karo apne deewano ka
kise furast hai roj roj marne kee
band karo ye ada katl karne kee

choodo roj roj kee takraar tum
kar do khanjar aar paar tum

hoti hain kitnee jung bas tumhaare liye
marte hain kitne aashiq bas tumhaare liye
kahe koi kaatil to bura maante kyon ho
katl karne kee ada phir jaante kyon ho
karti hain katl teri ye sharm -o-haya bhi
kya bilkul nahin tere mein daya bhi

choodo roj roj kee takraar tum
kar do khanjar aar paar tum

milta hai kya maza logon ko maykhane mein
dekho gour se jara is husnkhane mein
ang ang jaise chalakta hua jaam hai
jaam jaam pe likha peene waale ka naam hai
nahin pilna jisko usko pilati kyon ho
husn ke ye jalwe sabko dhikati kyon ho

choodo roj roj kee takraar tum
kar do khanjar aar paar tum



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kaatil aru Shayri-e-Ishq 4 12th February 2013 09:14 PM
kaatil aru Shayri-e-Ishq 10 10th June 2010 04:37 PM
kaatil aru Aapki Shayri 0 29th March 2010 01:35 PM
kaatil aru Shayri-e-Ishq 8 4th June 2009 07:08 PM
kaatil guriya82 Anjuman-e-Shayri 0 5th June 2001 07:47 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com