Humara pyar kam kabi hoga na... -
29th August 2007, 07:41 AM
Din ko Khealon mein aur rat ko sapno mein ati ho
ek bar han kardo is diwane ko
ye diwana aur kisi ka hoga na
hume apna kehne mein
kabi gum tume hoga na
saab tume bhool sakta hai
esa kabi bi hoga na
hum tumse wada karte hein
humara pyar kam kabi hoga na ...