Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bahut Thak Chuka Tha Main Shayari
Old
  (#1)
shayarism
Registered User
shayarism will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Nov 2010
Location: Shayaristan
Rep Power: 0
Bahut Thak Chuka Tha Main Shayari - 15th November 2010, 08:26 PM

Bahut Thak Chuka Tha Main
Magar Teri Yaadon Ne Sone Na Diya

Rona Tha Mujhe Khul Kar
Magar Palko Ne Rone Na Diya

Badi Siddat Thi Manzile Safar Pe Chalne Ki
Magar Pao Ke Chhaalo Ne Chalne Na Diya

Chaahta Tha Umar Bhar Uske Aanchal Se Bandh Jaayun
Bas Ek Pal Bhi Apni Dhadkano Mein Usne Utarne Na Diya

Dharti Pyaas Se Kadi Dhoop Mein Barson Se Taras Rahi Thi
Hawaon Ne Baadlon Ko Magar Barasne Na Diya


Kabhi Kisi Ko Mukkamal Jahaan Nahi Milta
Kahi Jameen To Kahin Aasman Nahi Milta

Hi Dosto, I am Teju, I love shayari very much and I'm here to worship Shayarism the religion of Shayari.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
15th November 2010, 08:35 PM

Quote:
Originally Posted by shayarism View Post
Bahut Thak Chuka Tha Main
Magar Teri Yaadon Ne Sone Na Diya

Rona Tha Mujhe Khul Kar
Magar Palko Ne Rone Na Diya

Badi Siddat Thi Manzile Safar Pe Chalne Ki
Magar Pao Ke Chhaalo Ne Chalne Na Diya

Chaahta Tha Umar Bhar Uske Aanchal Se Bandh Jaayun
Bas Ek Pal Bhi Apni Dhadkano Mein Usne Utarne Na Diya

Dharti Pyaas Se Kadi Dhoop Mein Barson Se Taras Rahi Thi
Hawaon Ne Baadlon Ko Magar Barasne Na Diya
Bahut khoob likhaa hai aapne ... Sabhi ashaar ke ehsaas acche lage hume ... bahut umdaa koshish ... tahe dil se daad hazir hai ...

aise hi aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 15th November 2010 at 08:56 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 15th November 2010, 10:51 PM

Quote:
Originally Posted by shayarism View Post
Bahut Thak Chuka Tha Main
Magar Teri Yaadon Ne Sone Na Diya

Rona Tha Mujhe Khul Kar
Magar Palko Ne Rone Na Diya

Badi Siddat Thi Manzile Safar Pe Chalne Ki
Magar Pao Ke Chhaalo Ne Chalne Na Diya

Chaahta Tha Umar Bhar Uske Aanchal Se Bandh Jaayun
Bas Ek Pal Bhi Apni Dhadkano Mein Usne Utarne Na Diya

Dharti Pyaas Se Kadi Dhoop Mein Barson Se Taras Rahi Thi
Hawaon Ne Baadlon Ko Magar Barasne Na Diya

bahut khoob.....dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Tags
shayari

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com