Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 10 votes, 5.00 average. Display Modes
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai - 5th February 2006, 12:05 PM

Ek Koshish aur

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

khud ro ro ke aise too, mujhe rulane aya hai
aag lagane aya hai ,ki aag bujhane aya hai

ishq me mit ke mujhe, manzil mil gayee jaise
too bhola manzil se phir, rah pe lane aya hai

syahee ban nayee kahanee, phir se ye likh dalenge
too ankhon ke panee se, likha mitane aya hai?

chhar pahar tak hathon se, tere ansoo ponche hain
kaun manega mere ghar, too mujhe hansane aya hai

mujh tak aane se pahale, ye do baten samjha de
mujhe bulane aya hai ya, mujhe bhulane aya hai

meree raah pe aaj woh apne, sare ansoo ro dega
garm zamee par ankhon se, phool bichane aya hai

main kal tak tera tha, aaj bhee bas tera hoon
duniya se chip chip ke ab, too kya pane aya hai

sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

too mera sab kuch hai, aur main tere koyee naheen
kya uljhan hai is rishte main, kya suljhane aya hai

tere ghar main bhee hoon aaj, aur woh bhee aya hai
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai

Anil aap ka dar khatkhate huye
khul jayega meree shayree ke liye?
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
5th February 2006, 01:24 PM

Kammaal ka likha hai aapne.....

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

Vipin
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
5th February 2006, 01:27 PM

anil ji
bhaut sunder bhaut hi sunder

sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

nice
keep writing
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai
Old
  (#4)
passionatelover
pass love on and on...
passionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to all
 
passionatelover's Avatar
 
Offline
Posts: 1,183
Join Date: Nov 2004
Location: Kolkata,India
Rep Power: 26
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai - 5th February 2006, 02:07 PM

kya baat hai........ek ek line jaise dil ko chu laeti hai

maza aagaya padkar.............hidhay chali kar diya aapne to aaj

i am really getting short of words to describe how mush i like it.

keep sharing such kind of shayris.


chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"

-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------


  Send a message via Yahoo to passionatelover  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#5)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 5th February 2006, 02:07 PM

thanks vipin aur shradhha achha laga aap logon pe paraha aur bataya kaisa likha apnee shayree pe remarks apnee shayree se bhee zyada pyare lagte hain
thanks again
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
tumhe pahalee baar parha maine
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
tumhe pahalee baar parha maine - 5th February 2006, 02:11 PM

meree shayree main tum ko pahlee baar parha maien bahut achha laga aur tumheree id kee tasweer main gahara pyar nazar aya nam aur tasweer dono pyare hain passionatelover
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: tumhe pahalee baar parha maine
Old
  (#7)
passionatelover
pass love on and on...
passionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to all
 
passionatelover's Avatar
 
Offline
Posts: 1,183
Join Date: Nov 2004
Location: Kolkata,India
Rep Power: 26
Re: tumhe pahalee baar parha maine - 5th February 2006, 02:16 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
meree shayree main tum ko pahlee baar parha maien bahut achha laga aur tumheree id kee tasweer main gahara pyar nazar aya nam aur tasweer dono pyare hain passionatelover
Anil
anil bhaiya ladhka to me hu par ladki ka pata nahi......hahaha


chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"

-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------


  Send a message via Yahoo to passionatelover  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
5th February 2006, 02:58 PM


nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

khud ro ro ke aise too, mujhe rulane aya hai
aag lagane aya hai ,ki aag bujhane aya hai

tera aansoo tara anke... waaaaaahhh...ky keh diya hai...!


ishq me mit ke mujhe, manzil mil gayee jaise
too bhola manzil se phir, rah pe lane aya hai

syahee ban nayee kahanee, phir se ye likh dalenge
too ankhon ke panee se, likha mitane aya hai?

Last share was fab... too good...!


chhar pahar tak hathon se, tere ansoo ponche hain
kaun manega mere ghar, too mujhe hansane aya hai

mujh tak aane se pahale, ye do baten samjha de
mujhe bulane aya hai ya, mujhe bhulane aya hai

Beautiful expression...!

meree raah pe aaj woh apne, sare ansoo ro dega
garm zamee par ankhon se, phool bichane aya hai

main kal tak tera tha, aaj bhee bas tera hoon
duniya se chip chip ke ab, too kya pane aya hai

Welll said...!


sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

too mera sab kuch hai, aur main tere koyee naheen
kya uljhan hai is rishte main, kya suljhane aya hai

Nice one...!


tere ghar main bhee hoon aaj, aur woh bhee aya hai
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai

wellll said...loved these lines 2...!


Anil aap ka dar khatkhate huye
khul jayega meree shayree ke liye?

??? Yeh isi poem ka part thha?

Hi Anil,

Bahut hi khoobsurat aur asardaar ghazal pesh kii ahi aapne... Kucch sherto bass dil me utarte chale gaye... Meri daad kubool kijiyega... Likhte rahiye yun hi... Apna khyal rakhiye...TC

Woh last do lines ka is poem se relation nahi samjh aaya mujhe?


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 5th February 2006, 03:08 PM

pulkit shukriya bahut gahare dil se parh ke tum ne jawab diya hai samjha hai sahmjaya hai janata hoon poora waqt diya tum ne meree is ghazal ko. aur main dil se chahta tha tum parho is ko aur haan last lines bas mere request thee ke meree shauyree un logon ka darwaza khatakhta rahee hai jinhone abhee tak parha nahee aur kuch nahee it was not part of my shayree

Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
5th February 2006, 04:02 PM

too good.. bahoot achha likha hai aapne


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai
Old
  (#11)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai - 5th February 2006, 05:24 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
Ek Koshish aur

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

khud ro ro ke aise too, mujhe rulane aya hai
aag lagane aya hai ,ki aag bujhane aya hai

ishq me mit ke mujhe, manzil mil gayee jaise
too bhola manzil se phir, rah pe lane aya hai

syahee ban nayee kahanee, phir se ye likh dalenge
too ankhon ke panee se, likha mitane aya hai?

chhar pahar tak hathon se, tere ansoo ponche hain
kaun manega mere ghar, too mujhe hansane aya hai

mujh tak aane se pahale, ye do baten samjha de
mujhe bulane aya hai ya, mujhe bhulane aya hai

meree raah pe aaj woh apne, sare ansoo ro dega
garm zamee par ankhon se, phool bichane aya hai

main kal tak tera tha, aaj bhee bas tera hoon
duniya se chip chip ke ab, too kya pane aya hai

sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

too mera sab kuch hai, aur main tere koyee naheen
kya uljhan hai is rishte main, kya suljhane aya hai

tere ghar main bhee hoon aaj, aur woh bhee aya hai
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai

Anil aap ka dar khatkhate huye
khul jayega meree shayree ke liye?


Anil ji aap to cha gaye
yu hin mehfil sajaate rahiye


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
shuriya
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shuriya - 5th February 2006, 05:32 PM

garima achha laga tum ne parha meree rachana adee se anant tak pahunch gayee agar sach main laga main cha gaya kuhulika main bahut khush hoon thanks again
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai
Old
  (#13)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai - 5th February 2006, 06:32 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

khud ro ro ke aise too, mujhe rulane aya hai
aag lagane aya hai ,ki aag bujhane aya hai

ishq me mit ke mujhe, manzil mil gayee jaise
too bhola manzil se phir, rah pe lane aya hai

syahee ban nayee kahanee, phir se ye likh dalenge
too ankhon ke panee se, likha mitane aya hai?

chhar pahar tak hathon se, tere ansoo ponche hain
kaun manega mere ghar, too mujhe hansane aya hai

mujh tak aane se pahale, ye do baten samjha de
mujhe bulane aya hai ya, mujhe bhulane aya hai

meree raah pe aaj woh apne, sare ansoo ro dega
garm zamee par ankhon se, phool bichane aya hai

main kal tak tera tha, aaj bhee bas tera hoon
duniya se chip chip ke ab, too kya pane aya hai

sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

too mera sab kuch hai, aur main tere koyee naheen
kya uljhan hai is rishte main, kya suljhane aya hai

tere ghar main bhee hoon aaj, aur woh bhee aya hai
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai

anil ji

aapko aaj 1st baar pada .acha laga apka likha.
aapke lafz bahut hi asar daar hai sachhi.
lagta hai ki koi sachhaai bayaan kar raha hai apni hi.

aage bhi yuhi aapko padne ka mauka milta rahe bas.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
sakhi
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
sakhi - 5th February 2006, 08:40 PM

thanks aur wada hai jo khoonga dil se kahoonga achha bura ho sakta hai par baat dil kee hogee seedhe dil se

Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai
Old
  (#15)
saakib
Registered User
saakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
Re: koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai - 5th February 2006, 09:47 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
Ek Koshish aur

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

khud ro ro ke aise too, mujhe rulane aya hai
aag lagane aya hai ,ki aag bujhane aya hai

ishq me mit ke mujhe, manzil mil gayee jaise
too bhola manzil se phir, rah pe lane aya hai

syahee ban nayee kahanee, phir se ye likh dalenge
too ankhon ke panee se, likha mitane aya hai?

chhar pahar tak hathon se, tere ansoo ponche hain
kaun manega mere ghar, too mujhe hansane aya hai

mujh tak aane se pahale, ye do baten samjha de
mujhe bulane aya hai ya, mujhe bhulane aya hai

meree raah pe aaj woh apne, sare ansoo ro dega
garm zamee par ankhon se, phool bichane aya hai

main kal tak tera tha, aaj bhee bas tera hoon
duniya se chip chip ke ab, too kya pane aya hai

sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

too mera sab kuch hai, aur main tere koyee naheen
kya uljhan hai is rishte main, kya suljhane aya hai

tere ghar main bhee hoon aaj, aur woh bhee aya hai
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai

Anil aap ka dar khatkhate huye
khul jayega meree shayree ke liye?

adaab janaab,,,

bahut khoob.......ab to alfaazon ko dhoondna hoga jo aapke in umda khayaalon ke layak ho,,,ek baar phir se hamari daad kabool kijiye is umda zehn e peshki ke liye,,, janaab hamari dua aapke saath hai ki issi khoobsurti se aap yuhi likhte rahiye aur hamare beech aate rahiye... apna khayaal rakhiyega...

saakib...
   
Reply With Quote
mere dost
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
mere dost - 5th February 2006, 09:53 PM

saakib mujhe likh ke achha laga tha. is liye chahta tha tum batayo tum ko parh ke bhee achha laga ke naheen. bahut achha laga ki tumhe achee lagee
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
7th February 2006, 02:11 AM

Anil ji,

This one is beautiful of yours. like each and every words of this creation. iss khubsurat kalam pe meri daad kubul kare, aur yun hi likhte rahiye. take care!
   
Reply With Quote
devangi ka shukriya
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
devangi ka shukriya - 7th February 2006, 08:11 AM

bahut achha lagata hai tumhha meree shayree ko parhana samjhana bas yoon hee mere ko babatee rhana agara achha lage
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#19)
sandhaya
Registered User
sandhaya will become famous soon enoughsandhaya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 233
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
7th February 2006, 11:27 AM

Anil Ji Mujhe Aapki Ye Poem Kitni Achi Laggi Ki Bata BHi Nahi Sakti
really Ye Lines Tuh dil Ko Chu Gai

syahee ban nayee kahanee, phir se ye likh dalenge
too ankhon ke panee se, likha mitane aya hai?

chhar pahar tak hathon se, tere ansoo ponche hain
kaun manega mere ghar, too mujhe hansane aya hai

sar utha kee cheena, jisne kal mujh se tujh ko
sar jhuka ke aaj wo mujh se, tujhko pane aya hai

Really Superb.....yunhi likhte rahiyega......


Nahi Yaad Mujhko Yun Ton Vo Kya Tha Mera
Sayad Meri Bhool Ko Vo Phir Dohrane Aaya Hai
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#20)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 7th February 2006, 10:30 PM

tum ne jo meree tareef kee mujhe bahut khushee milee us se ba mujeh parhte rahana taqat milegee e mujhe
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
7th February 2006, 10:56 PM

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

khud ro ro ke aise too, mujhe rulane aya hai
aag lagane aya hai ,ki aag bujhane aya hai


Anil saahab...

Bahoot khoob likha hai aap ne.. YuN to har sher achchhe haiN par ye 2 sher bahoot achchhe lage.. Likhte Rahiye.. YuN hi...


Meri kaamyaabi ka sitaara ab tum ho..
Meri Gham ki nadiyaan ka kinaara tum ho..
Tumhaare bina besahaara hai MayanK
Meri Jaaan mera to sahaara tum ho..


MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#22)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 8th February 2006, 07:37 AM

mayank parhte rahana mujhe main koshish karoonag sab achh hee likhoon
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
8th February 2006, 10:04 AM

Anil jee...

khuub likha hai aapne!

nakam muhabbat ka, dastoor nibhane aya hai
tera ansoo tara ban ke, rah dikhane aya hai

yoonhi koshish karte rahiye...mehfil sajaae rahiye


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
paras
Old
  (#24)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
paras - 8th February 2006, 01:00 PM

paras ne chuya to meree gahzal sona ho gayee yoon hee choote rahana meree shayree ko tum
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#25)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
10th March 2006, 05:13 PM

anil hai
bahut khub likha hai
maja aa gaya padhke
maine do baar padha hai isse
bahut accha laga

aise hi likhte rahiye
aapka apna

Cute Sa Ashu


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
shukriya ashu
Old
  (#26)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya ashu - 10th March 2006, 07:37 PM

do baar meree shayree ko parhne ke liye bahut bahut shukriya achha laga tum aye is bar bhee meree ek kuch din pahale kahe ehuyee rachana g uthee phir se
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#27)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
19th March 2006, 11:23 PM

ANIL JI

yeh kya kar diya aapne anil ji.......ek ek line ka dard apne undar tak mehsus kiya .....iski ek ek line ne jaise mujhe hila ke rakh diya.............anil ji nazm jab dil ko chhoo jati hai , ya rula deti hai toh woh khuda ki ebadat ki treah khud ko mehsus hoti hai........aapki is nazm ne aaj yahi kiya.............aapki is nazm ne meri aatma ko chhoo liya..........

bahut sundar .......iski tareef ke liye shbad nahi mere pass.........

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#28)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 20th March 2006, 11:16 AM

jab koyee shayree ek dard ko apna dard mahsoos kare to shayer ko bahut khushee hotee hai meree shayree ko zinda kiya hai aap ke alfaz ne thanks for comming aur itna gahara parhne ke liye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#29)
anjli2u
Registered User
anjli2u is on a distinguished road
 
anjli2u's Avatar
 
Offline
Posts: 30
Join Date: Jun 2004
Location: UK
Rep Power: 0
22nd March 2006, 01:04 AM

... Nawazish, karam, shukaria, merharaabaani... ajeeb sher pesh kiya hai apnay, khoob dill kaa dard alfazoun key zariye kagaz per uthar diyaa...

Yan tu phir dard-shanaasaa ho yan phir bohat achay musaanif ho...

itnaa he kahoun ge... junoon say lickthay ho yan phir jazbah say, josh mein lickthay ho yan phir shafakat say... jesse bhi lickthay ho lickthay zaroor rehanaa...

Ijazat...


Always Anjli
Rahoun main bhatak rahee thi,
do char qadam per manzil thee,
taudi dair ho gayee...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
tanha_sunil
Registered User
tanha_sunil is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Mar 2006
Location: Connecticut, USA
Rep Power: 0
22nd March 2006, 04:41 AM

bahut hi sundar...my first post to your sher...but I really liked it...

daad kabool keejiyega...

~sunny
   
Reply With Quote
bahut achha laga
Old
  (#31)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut achha laga - 22nd March 2006, 10:29 AM

tumhara meree is ghazal ko parhana to achha laga hee itne pyre alfas main us kee tareef karana aur achha laga shukrguzar hain mere ashar

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
anil aur sunil
Old
  (#32)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
anil aur sunil - 22nd March 2006, 10:31 AM

anil kee post par sunil aya achha laga
aur zyada achha laga ki tume mera likha achha laga shukriya phir se

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Koyee haara hain, koyee jeeta hain Firoz Sayyad Shayri-e-Dard 1 22nd November 2010 04:15 PM
Yoon hee see koyee bat masoomshayer Shayri-e-Dard 4 14th April 2006 04:07 PM
mat karo koyee vaada naresh Shayri-e-Dard 4 8th March 2006 06:51 PM
Koyee hawa ka jhonka........... naresh Shayri-e-Ishq 0 3rd April 2005 06:59 PM
koyee saath na tarunraghav7 Aapki Shayri 1 30th March 2005 03:15 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com