Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Feedback and Suggestions

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
urgent to admin
Old
  (#1)
Nadeem Ahmed 'K
Registered User
Nadeem Ahmed 'K is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Jul 2009
Rep Power: 0
urgent to admin - 15th July 2009, 11:46 PM

Hi

Admin saheb se ek darkhwast karne yahan aaya hu ke diya jale ji ko ye baat samjha di jaaye ki kisi dusre ki ghazal post karte waqt use modify na karein....

Meri ek ghazal

Tere shauq mein, kya se kya ho gaye hum ..
Haqiqat the, Aik khawaab sa ho gaye hum ..

Rah-e-ishq mein, jab Fanaa ho gaye hum,
Shikasta Dilon ki, Dua ho gaye hum ..

Fasaana gham-e-ishq ka, kehte Kehte,
Kisi tute Dil ki, sadaa ho gaye hum ..

Jahaa manzil-e-Muddaa aayi 'Kavish'
Wahin !! karwaan se juda ho gaye hum


Is ghazal ko mohtarma ne

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=64804

is thread mein post kiya hai isse alag kuch nahi kahna ghaur kijiyega aur unse daryaft bhi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
16th July 2009, 01:24 PM

Quote:
Originally Posted by Nadeem Ahmed 'K View Post
Hi

Admin saheb se ek darkhwast karne yahan aaya hu ke diya jale ji ko ye baat samjha di jaaye ki kisi dusre ki ghazal post karte waqt use modify na karein....

Meri ek ghazal

Tere shauq mein, kya se kya ho gaye hum ..
Haqiqat the, Aik khawaab sa ho gaye hum ..

Rah-e-ishq mein, jab Fanaa ho gaye hum,
Shikasta Dilon ki, Dua ho gaye hum ..

Fasaana gham-e-ishq ka, kehte Kehte,
Kisi tute Dil ki, sadaa ho gaye hum ..

Jahaa manzil-e-Muddaa aayi 'Kavish'
Wahin !! karwaan se juda ho gaye hum

Is ghazal ko mohtarma ne

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=64804

is thread mein post kiya hai isse alag kuch nahi kahna ghaur kijiyega aur unse daryaft bhi

janab Khavish jee,
aap jara gour farmayiye........maine vo ghazal apne naam per post nahi ki hun na hi us post per yeh likhu hun yeh meri ghazal hai ........bas kami itna ki wahan aapki naam nahi hai ........aise bhi yeh ghazal aap kahan post kiye the mujhe thori maloom hai........yeh to youN hi kisi site per dekh li thi mujhe achha laga mein post kar diya ...gar mujhe aapka naam dikhayi deta mein ....shayar unknown nahi likhti ........

jab koi shayar apna ghazal mahfil ke hawale karta hai tab vo logon ka ho jata hai
apna nahi rahta ........isliye aap itna mat sochiye .......bade bade mashahoor shayaroN k mishra ko le ker bahot log apne hisab se ghazal banate hai........gar vo bhi aap jaise bolne lage to kya hoga sochiye ..........

aap bahot umdaa shayar hai .....main achhi tarah se janti hun aapko


take care
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com