Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aa Ki Meri Jaan Mein Qarar Nahin Hai
Old
  (#1)
vvenomouss
Ek Baar Kaho Tum Meri Ho
vvenomouss will become famous soon enough
 
vvenomouss's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2003
Location: Pakistan- Quetta
Rep Power: 21
Sad Aa Ki Meri Jaan Mein Qarar Nahin Hai - 29th December 2003, 02:27 AM

aa ki merii jaan me.n qaraar nahii.n hai
taaqat-e-bedaad-e-intazaar nahii.n hai

dete hai.n jannat hayaat-e-dahar ke badale
nashshaa baa_andaazaa-e-Khumaar nahii.n hai

giriyaa nikaale hai terii bazm se mujh ko
haaye! ki rone pe iKhtiyaar nahii.n hai

ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-Khaatir
Khaak me.n ushshaq kii Gubaar nahii.n hai

dil se uThaa lutf-e-jalvaa haaye ma_anii
Gair-e-gul aa_iinaa-e-bahaar nahii.n hai

qatl kaa mere kiyaa hai ahad to baare
vaaye! agar ahad ustavaar nahii.n hai

tuu ne qasam mai_kashii kii khaa_ii hai
terii qasam ka kuchh aitabaar nahii.n hai
  Send a message via Yahoo to vvenomouss  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
29th December 2003, 02:52 AM

Welcome to this site. Wish you will find what you wanna find here. Good luck. Bohot khub likhha hein. Waise aapne likhha hein? If yes, I must say you write well. Waise toh parte hue mujhe kuch yaad agayi thi lekin koi baat nehi.
Maanse maan ka hein bandhan agar tan mile na mile kuch nehi
maan ka chandan behekta rahe maan hi sab kuch hein tan kuch nehi, asmaano meh sojaaye ga dastano meh khojaayega
tan kisi roz banke dhuya inh haawao ka hojaayega
Pyaar rahta hein zinda sada atma hein yeh maarti nehi
aur daarti toh sunle sanam Pyaar tujh se mein karti nehi
haan, judai se daarta hein dil.......Gane ki bol thi, aise hi yaad agayi thi. Thanks for sharing. Likhte rahiyega. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
2nd January 2004, 12:00 AM

tuu ne qasam mai_kashii kii khaa_ii hai
terii qasam ka kuchh aitabaar nahii.n hai

wah wah bohot khoob, aap sach mey sirf 14 saal ke hain?? lagta to nahi bilkul bhi... aise likhte rehna..

Gudiya


Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sandhya
Registered User
sandhya is on a distinguished road
 
sandhya's Avatar
 
Offline
Posts: 12
Join Date: Dec 2003
Location: India
Rep Power: 0
2nd January 2004, 12:32 AM

vvenomouss g
u've written fantastic!!! i took time to understand it but got it. Splendid creation.
congratulations!!!


Sandhya
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mere dil pey haath rakho zara meri dharknoon ko Qarar do anjelz_princess Shayri-e-Ishq 8 19th February 2006 12:06 AM
Woh jo ham mein tum mein qarar tha-CHITRA SINGH farhana Ghazal Section 0 13th November 2005 04:22 AM
Mujhe Jaan Na Kaho Meri Jaan-Anubhav farhana Hindi/Urdu Lyrics 0 14th October 2005 01:57 AM
aa meree jaan main tuz mein apanee jaan rakh doo(chandni)for sukanya KunaaL Hindi/Urdu Lyrics 10 18th September 2004 02:09 PM
Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho vvenomouss Shayri-e-Mashahoor Shayar 12 12th March 2004 04:33 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com