Happy Birth Day Rubeena ji -
7th June 2006, 05:02 PM
Happy Birth Day Rubeena Ji
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga, aapke har kadam par duniya ka salam hoga, Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga. Happy Birthday
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Junam Din Mubarak Ho
Apka apna
'w'
dukh fasana nahi ki tujh se kahen
dil bhi mana nahi ki tujh se kahen
aaj tak apni be kali ka sabab khud bhi jana nahi ki tujh se kahen
betarahn hale-dil he aur tujh se
dostana nahi ki tujh se kahen
|