Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
umminde laga baithe ..
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
umminde laga baithe .. - 29th May 2003, 05:26 PM

Hum dil se kaisi kaisi umminde laga baithe
Jo mil nahi sakta khuda se mang vo baithe

Hoti nahi kabool kisi waqt meri dua
Ye jante hue bhi kyon hum sar jhuka baithe

Mere khuda se to hume kuch hasil na hona tha
Kyon aapko dekha to hum apna samjh baithe

Meri khata ko aap nadani samjhiyega
Anjane me jo aapka hum dil dukha baithe

Meri palak ke aansuoo par na gaur kariyega
Aisa na ho ki aap khud ko bhi rula baithe

na hoiyega khud ghadi bhar ko kabhi gumgeen
bhole se hi jo aapko hum yaad aa baithe ..


andaaz
   
Reply With Quote
gr8
Old
  (#2)
pari
Registered User
pari will become famous soon enoughpari will become famous soon enough
 
pari's Avatar
 
Offline
Posts: 687
Join Date: May 2003
Location: USA
Rep Power: 22
gr8 - 29th May 2003, 05:32 PM

hello kshitiz ji,
mere pass lafj nahi hai ye bayan karne ke liye ki aapne kitni umda nazm likhi hai............dil ko choo gayi hai....
aur khas kar ye do lines to mujhe bahut pasan aayi....

Meri palak ke aansuoo par na gaur kariyega
Aisa na ho ki aap khud ko bhi rula baithe

daad ke saath...........
Pari


Chadha hai aaj bhi uska Rang, jisne kabhi Ranga hi nahi :-)
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
jaf
Registered User
jaf will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: May 2003
Location: lucknow
Rep Power: 21
29th May 2003, 05:42 PM

waah kshitij saahab
kya khoob kaha hai aap ne aap ke saamne to hum pheeke pad gaye
walla aap ki shayari main damm hai
keep it up n kabhi time mile to hamari shayari padd liye ga
aap ka
Hasan Lucknowi
  Send a message via Yahoo to jaf  
Reply With Quote
Old
  (#4)
meetu20012
Registered User
meetu20012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 130
Join Date: Dec 2002
Location: delhi
Rep Power: 22
29th May 2003, 06:16 PM

........Hoti nahi kabool kisi waqt meri dua
Ye jante hue bhi kyon hum sar jhuka baithe
really! aap bahut hi aachha likhtey hai.
lafz nahin mil rahey hai...
keep writing.


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
29th May 2003, 06:21 PM

wah dost ab hum aap ki kya tareef kare aap ko to pehle se hi bahut khobsurat se treef mil chuki hai ..... bus hum itna hi kahege ki aap ne sach main accha likh diya hai ..aur bus koi aur baat nahin kah sakta hoon main


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th May 2003, 06:28 PM

pari ji
tah E dil se shukriaya ada aapka , aapne apni najar E inyata is nacheej se Qalam par faramayi
aap bhi vakey bahut khoobsorat likhti hain main aapki bahut si composition padhi aur yakin maniye vo bahut hi jabardast thi ..magar is dil ke sath ek bahut kharab baat hai ise jo cheej bahut achhi lagti hai uski tareef nahi kar pata coz aapne faramaya na ki lafj hi nahi milte ..
likhti rahiye ..
thx again to write me ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th May 2003, 06:34 PM

jaf bhai
hume iljam dene se pahle ek najar apni Qalam pe dali hoti bhai apne aaj Qalam likha hai aur humne use padha bhi hai Qalam kaisa hai ye to aap apni post par hi dekh lijiye ..
bhai is taraf najre adaa karne ka bahut bahut shukriya
likhte rahiye bhai jan
aapka dost ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
29th May 2003, 06:36 PM

Kshitiz bhai,

Bahut hi achha likha hai aapne ek baar fir..ye kalaam bhi asar chod gaya dil par hanesha ki tareh..

Hoti nahi kabool kisi waqt meri dua
Ye jante hue bhi kyon hum sar jhuka baithe

Meri palak ke aansuoo par na gaur kariyega
Aisa na ho ki aap khud ko bhi rula baithe

Wah wah kshitiz ji,kammaal ka likha hai aapne..

Likhte rahiye
Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th May 2003, 06:39 PM

meetu ji
aapki tareef ke aage mera shukriya bahut adnaa ho jayega magar majboori hai , humare paas iske alava kuch hai hi nahi .. agar iske alava kuch aur hota to vo bhi adaa kar dete ..
filhal is shuklriya ke sath apna haq adaa karne ki koshish kata hu ..
care to write me ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th May 2003, 06:41 PM

amrit ji
aap idhar meharban hain ye kya meri kam tareef hai ..
bahi bahut bahut shukriya najr E karam farmane ke liye ..
likhte rahiye ..


andaaz

Last edited by kshitiz; 29th May 2003 at 06:45 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th May 2003, 06:44 PM

varinder bhai
likhte to aap bhi bahut gajab ka hain ..
filhal meri hausla afjai ke liye bahut bahut shukriya bhai
sah me rahiye isi tarah
pyar ke sath ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th May 2003, 09:17 PM

Quote:
Originally posted by kshitiz
jaf bhai
hume iljam dene se pahle ek najar apni Qalam pe dali hoti bhai apne aaj Qalam likha hai aur humne use padha bhi hai Qalam kaisa hai ye to aap apni post par hi dekh lijiye ..
bhai is taraf najre adaa karne ka bahut bahut shukriya
likhte rahiye bhai jan
aapka dost ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
30th May 2003, 02:27 PM

namate...kshitiz ji..

dost pehle too mein apse.. mafi mangna chahta hun ke.. itna late.. iss pyari si nizam ko padi...waise wah kya khoob likha hai sirkar appne..i m out of words..

aise hi likhte rahiye ga..

bye and take care..


Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
30th May 2003, 08:34 PM

Kshitiz bhai,
aadaab arz hai!

behtaareeN lafzoN ke zariye aapne dil ke kone meiN chuphe hue jazbaatoN ko ik ghazal meiN badlaa hai, paD kar bahot achchaa laggaa!

"Meri palak ke aansuoo par na gaur kariyega
Aisa na ho ki aap khud ko bhi rula baithe
"
«-- raanaaii-e-khayaal behad pasand aaye!

kyaa kehnaa apkii ghazal ke baare meiN, jitnii bhii taareef karuuN gaa, woh bhii kam paD jaaye gii.

isii taraH sajaate rahiye mehfil ko..

taareef ke saath,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#15)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
30th May 2003, 09:01 PM

tanhai ji
app to sharminda kar dete hain bhai aap agar humse mufai mangenge to vakey khud ko muaf karne ke Qabil bhi nahi rah jayege ama miya der se sahi magar aapne najar idhar kari to yahi bahut hai ..
bahut bahut shukriya
likhte rahiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
30th May 2003, 09:13 PM

aman bhai
najar E karam farmane ka bahut bahut shukriya
ab jab aap tareef kar rahe hain to Qalam me kuch to khas hoga hi hum to bas itna kahenge ki apni najar E inayat aise hi farmate rahiye ..
khuda hafiz ..


andaaz
   
Reply With Quote
dreamwithsalma@yahoo.co.in
Old
  (#17)
parthav_123
Guest
 
Posts: n/a
Love dreamwithsalma@yahoo.co.in - 15th October 2006, 08:23 PM

[QUOTE=kshitiz;29179]Hum dil se kaisi kaisi umminde laga baithe
Jo mil nahi sakta khuda se mang vo baithe

Hoti nahi kabool kisi waqt meri dua
Ye jante hue bhi kyon hum sar jhuka baithe

Mere khuda se to hume kuch hasil na hona tha
Kyon aapko dekha to hum apna samjh baithe

Meri khata ko aap nadani samjhiyega
Anjane me jo aapka hum dil dukha baithe

Meri palak ke aansuoo par na gaur kariyega
Aisa na ho ki aap khud ko bhi rula baithe

na hoiyega khud ghadi bhar ko kabhi gumgeen
bhole se hi jo aapko hum yaad aa baithe ...................................
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
15th October 2006, 10:22 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
Hum dil se kaisi kaisi umminde laga baithe
Jo mil nahi sakta khuda se mang vo baithe

Hoti nahi kabool kisi waqt meri dua
Ye jante hue bhi kyon hum sar jhuka baithe

Mere khuda se to hume kuch hasil na hona tha
Kyon aapko dekha to hum apna samjh baithe

Meri khata ko aap nadani samjhiyega
Anjane me jo aapka hum dil dukha baithe

Meri palak ke aansuoo par na gaur kariyega
Aisa na ho ki aap khud ko bhi rula baithe

na hoiyega khud ghadi bhar ko kabhi gumgeen
bhole se hi jo aapko hum yaad aa baithe ..

sarkar ko is adne se bhai ka salaam,

bhai hum aapse bahut naraaz hain na aap aa rahe hain site pe jabki aapne waada kiya tha aur na koi contact na koi khabar.ye koi baat hui........


waise ek baat kahoon likha jo aapne gazab ka hai.seedhe dil me utarta hai aur itne seedhe shabdon me likha hai ki bas insaan sochta reh jaye aur dil me kalaam ki chavi utar aaye.bas bhaiya aapki isi adaa ke to hum ghayal hain.umeed karta hun ki aap aage v bas yunhi likhte rahiyega............



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ik hoi galti sathom asi uchya de naal yaari laga baithe. silent-tears Punjabi Poetry 0 25th April 2009 01:25 PM
Baithe baithe kuch khayaal aaiye... unhe shabdoh main samaietne ki koshish........ aarya Hindi Kavitayen 4 9th February 2007 12:36 AM
Dil ke dard ke liye kuch dollars!!! sirf baithe baithe... karvin87 Shayri-e-Dard 1 30th September 2005 07:13 PM
Dil ke dard ke liye kuch dollars!!! sirf baithe baithe... karvin87 Shayri-e-Ishq 1 27th September 2005 09:43 PM
~*~*DiL lAgA bAiThE~*~* Taish Shayri-e-Ishq 8 1st September 2005 08:50 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com