Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye
Old
  (#1)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye - 15th June 2010, 03:21 PM

ek duet song fir se aapki khidmat maiN hai,
is baar ashiq ji kuch jayda hi aashiqaana haiN
baarish ki sajish liye mahboob se mukhatib ho rahe haiN


Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye
Hosh itna hai kaha- kaun- kise samjaaye
Hum dono ek hi kasti me sawaar hai
Jitney hum utne hi aap gunahgaar hai
Kiske sar kahiye ab ilzaam ye diya jaaye

Rukh to hawaaoo ko bhi ishq ka padna aaye hai
Dekh tere kandhe se dupatta sarka jaaye hai
Ye nazara dekh dil dar ba dar hoga
Abto tufaano me hi tay safar hoga
Ab Bijli badal baarish ho
Poori dilki khwaish ho

Ishq ke tufaano se bhala kaun bach paaye
Dil hai diwana bhala dil ko kaun samjhay
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th June 2010, 03:26 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
ek duet song fir se aapki khidmat maiN hai,
is baar ashiq ji kuch jayda hi aashiqaana haiN
baarish ki sajish liye mahboob se mukhatib ho rahe haiN


Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye
Hosh itna hai kaha- kaun- kise samjaaye
Hum dono ek hi kasti me sawaar hai
Jitney hum utne hi aap gunahgaar hai
Kiske sar kahiye ab ilzaam ye diya jaaye

Rukh to hawaaoo ko bhi ishq ka padna aaye hai
Dekh tere kandhe se dupatta sarka jaaye hai
Ye nazara dekh dil dar ba dar hoga
Abto tufaano me hi tay safar hoga
Ab Bijli badal baarish ho
Poori dilki khwaish ho

Ishq ke tufaano se bhala kaun bach paaye
Dil hai diwana bhala dil ko kaun samjhay

oye hoye......................vikas bhai, kya baat hai, sab khariyat hai na.

aapka geet hume accha laga padne meiN, par agar esko gunguna kar dekhna ho to kis lai par gungunaya ja sakta hai esko, yeh bhi bata dijiye.

vaise likha bahut qatilana hai aapne


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
15th June 2010, 03:28 PM

ahche aur bahut madhur khayal haiN vikas bhai par do jagah mujhe vyakaranik dosh sa laga....!!

pehli line me sharmaaiye ya sharmaayeN hoga,aap bhi to sharmaaye me dosh hai... aur teesri pankti me jitney hum utne hi aap gunahgaar "haiN" hoga na ki "hai".... baNki ehsash madhur the aur geet ko likhne ka ahcha prayash rha, umeed karta hun aap bura nahin maaneNge meri raai ka...

aapka GHAYAL....!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
15th June 2010, 05:22 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye
Hosh itna hai kaha- kaun- kise samjaaye
Hum dono ek hi kasti me sawaar hai
Jitney hum utne hi aap gunahgaar hai
Kiske sar kahiye ab ilzaam ye diya jaaye

Rukh to hawaaoo ko bhi ishq ka padna aaye hai
Dekh tere kandhe se dupatta sarka jaaye hai
Ye nazara dekh dil dar ba dar hoga
Abto tufaano me hi tay safar hoga
Ab Bijli badal baarish ho
Poori dilki khwaish ho

Ishq ke tufaano se bhala kaun bach paaye

Dil hai diwana bhala dil ko kaun samjhay
Its Too Good ...... Vikas Ji !
kya baat hai........
bahut khoob lage mujhe aapke dilkash ehsaas.....
dil se daad ! khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 15th June 2010, 07:35 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
ek duet song fir se aapki khidmat maiN hai,
is baar ashiq ji kuch jayda hi aashiqaana haiN
baarish ki sajish liye mahboob se mukhatib ho rahe haiN


Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye
Hosh itna hai kaha- kaun- kise samjaaye
Hum dono ek hi kasti me sawaar hai
Jitney hum utne hi aap gunahgaar hai
Kiske sar kahiye ab ilzaam ye diya jaaye

Rukh to hawaaoo ko bhi ishq ka padna aaye hai
Dekh tere kandhe se dupatta sarka jaaye hai
Ye nazara dekh dil dar ba dar hoga
Abto tufaano me hi tay safar hoga
Ab Bijli badal baarish ho
Poori dilki khwaish ho

Ishq ke tufaano se bhala kaun bach paaye
Dil hai diwana bhala dil ko kaun samjhay
vikas bhai
radhe radhe

bahut khoob....padh kar man prasann hua yun hi likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Arun Bekhabar
Registered User
Arun Bekhabar is on a distinguished road
 
Arun Bekhabar's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
23rd June 2010, 06:55 PM

janumanu ji,
aap ki nazm bahut pasand aayee.

Arun BeKhabar
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th June 2010, 12:54 AM

Bhai bahut achcha likha hai nazm ke ahsaas to bahut qatilana rahe aur lafzoN ki sadgii bhi achchi rahi ....... itni bhadakedar nazm ko lafzoN mein chupa pana mere liye to bahut mushkil hai......

Bahut achcha likha hai haan kuch dosh hai ismeiN......... per maiN bayaN naih kar paa raha huN is khubsurat ahsaasoN ke aage.......

Aise hi likhate rahiye......
Khush rahiye.....
Khuda Hafez..........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
24th June 2010, 03:36 PM

Too good Vikas ji.....

Daad hazir hai... daad kabool ho!
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
25th June 2010, 12:39 AM

ghayal ji ne sahi kaha hai kavita achhi hai lekin be taal hai.koshish achhi hai likhte rahie khush hote rahie
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Reply With Quote
Old
  (#10)
aasefa_4u
Registered User
aasefa_4u is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 38
Join Date: Oct 2007
Location: UK
Rep Power: 0
25th June 2010, 04:10 AM

Wow its gr8 bht acha likha hai ese hi likhye its realy cool......
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
25th June 2010, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
ahche aur bahut madhur khayal haiN vikas bhai par do jagah mujhe vyakaranik dosh sa laga....!!

pehli line me sharmaaiye ya sharmaayeN hoga,aap bhi to sharmaaye me dosh hai... aur teesri pankti me jitney hum utne hi aap gunahgaar "haiN" hoga na ki "hai".... baNki ehsash madhur the aur geet ko likhne ka ahcha prayash rha, umeed karta hun aap bura nahin maaneNge meri raai ka...

aapka GHAYAL....!!

are bahyee buraa manne wali kyaa baat hai isme .....

lekin


Hum to muskaye sahi aap bhi to sharmaaye
Hosh itna hai kaha- kaun- kise samjaaye


1. sharmaaiye kahne se meter se bahar ho jata hai, chalo meter ki baat jaane do

aur doosri baat

yaha

cause effect hai

hum sharmaye = hum muskaaye=aap sharmaaye ...
ek hi baat hai,


sharmaye, aur sharmayeN .. mai fark bhaav ka hai

aap sharmaye ... mean aap sharmaye .. you ashamed
lekin

aap shamayeN, (N) se bhaav hoga ki aap sharmayeN, yaani mai aapko sharmane ko kah raha huN, you are requesting to be ashamed

aur mai ye kahna nahi chahta isliye yaha, (N) bindi nahi hai "ai" ke upar ....

hope ki ab clear ho gaya hoga meri taraf se

ab bhi koe confusion hai to plzz fir batayeN mujhe ........!!...

( bata+yeN )here i m requesting you to let me know)
regards....

________

Quote:
Originally Posted by komalparveen View Post
ghayal ji ne sahi kaha hai kavita achhi hai lekin be taal hai.koshish achhi hai likhte rahie khush hote rahie
well ghayal bhayee ki baatoN ka jabaab de chuka huN so plzz woh aap bhi padh leN kyunki aap bhi sahmat hai usi baat se ...

rahi baat TAAl(rythm, meter ) ki to
aap nazar ko thodi zehmat uthaane ka kaSAT den to, aapko meter mil jayega , jisse ye nazm taal mai hai kah sakte haiN
phir aap iski taali bhi baja sakte hai
aap mhi maSAT rahe aur taali baja baja kar taal milaaye ab
haa mere ghar ke saamne mat aana bus
taali bajaate bajaate, maine 500,1000 ke note arrange kar liyeN haiN (apne bank account se, taali baja ke nahi)

chaliyee aur kaam asaan kar deta hun...

hume to loot liya mil ke husn walo ne .... zara is taal ko follow kareN ....

Last edited by janumanu; 25th June 2010 at 11:03 AM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com