Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kahaani Baaqi Hai!!!
Old
  (#1)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Kahaani Baaqi Hai!!! - 26th March 2013, 02:32 AM

Mehfil ko Abrar ka Salaam... Apni keemti aara se nawaze...

Hai tanha meri zindagi is kehkashan mein doston,
Dil aaya hai jis hoor pe woh ek sana hai doston,
Nigah se nigah milte hi aankhein jhuka leti hai woh,
Kya naam doon is ada ko main kaatilana hai doston,

Ek jhalak uske aks ko bhatak ta rehta hoon darbadar,
Jab miljaye woh ajnabee to dekhta rehta hun doston,
Woh milti bhi hai kabhi muskurakar dard chupati pari,
Kya naam doon is ada ko main shayarana hai doston,

Woh kehti hai ke pyaar nahi ab use kisi zaat se,
Dil jo toota to daraar gehri bohot aayi hai doston,
Zindagi jeena to jaise ab sirf ek bahana hai uske liye,
Kya naam doon is ada ko main lawajaab hai doston...

Kabhi poochegi ya nahi mere dil ka haal woh pari,
Izhaare mohabbat to kar chuke iqraar baaqi hai doston,
Tanhaiyon mein kati jo meri zindagi yeh abtak sahi,
Dekhte hai aage hota kya hai kahani baaqi hai doston...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Manshaa Thaakur
Registered User
Manshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to behold
 
Manshaa Thaakur's Avatar
 
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
26th March 2013, 08:26 AM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Mehfil ko Abrar ka Salaam... Apni keemti aara se nawaze...

Hai tanha meri zindagi is kehkashan mein doston,
Dil aaya hai jis hoor pe woh ek sana hai doston,
Nigah se nigah milte hi aankhein jhuka leti hai woh,
Kya naam doon is ada ko main kaatilana hai doston,

Ek jhalak uske aks ko bhatak ta rehta hoon darbadar,
Jab miljaye woh ajnabee to dekhta rehta hun doston,
Woh milti bhi hai kabhi muskurakar dard chupati pari,
Kya naam doon is ada ko main shayarana hai doston,

Woh kehti hai ke pyaar nahi ab use kisi zaat se,
Dil jo toota to daraar gehri bohot aayi hai doston,
Zindagi jeena to jaise ab sirf ek bahana hai uske liye,
Kya naam doon is ada ko main lawajaab hai doston...

Kabhi poochegi ya nahi mere dil ka haal woh pari,
Izhaare mohabbat to kar chuke iqraar baaqi hai doston,
Tanhaiyon mein kati jo meri zindagi yeh abtak sahi,
Dekhte hai aage hota kya hai kahani baaqi hai doston...
very touching .. very well writen


Manshaa Thaakur
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th March 2013, 11:01 AM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Mehfil ko Abrar ka Salaam... Apni keemti aara se nawaze...

Hai tanha meri zindagi is kehkashan mein doston,
Dil aaya hai jis hoor pe woh ek sana hai doston,
Nigah se nigah milte hi aankhein jhuka leti hai woh,
Kya naam doon is ada ko main kaatilana hai doston,

Ek jhalak uske aks ko bhatak ta rehta hoon darbadar,
Jab miljaye woh ajnabee to dekhta rehta hun doston,
Woh milti bhi hai kabhi muskurakar dard chupati pari,
Kya naam doon is ada ko main shayarana hai doston,

Woh kehti hai ke pyaar nahi ab use kisi zaat se,
Dil jo toota to daraar gehri bohot aayi hai doston,
Zindagi jeena to jaise ab sirf ek bahana hai uske liye,
Kya naam doon is ada ko main lawajaab hai doston...

Kabhi poochegi ya nahi mere dil ka haal woh pari,
Izhaare mohabbat to kar chuke iqraar baaqi hai doston,
Tanhaiyon mein kati jo meri zindagi yeh abtak sahi,
Dekhte hai aage hota kya hai kahani baaqi hai doston...


acchaa likhaahai janaab bahot khoob....... ehsas bahot pasand aaye.... ab dheere dheere sher ki barikiyon ko samjahne me waqt dijiye shukriyaa....

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th March 2013, 02:46 PM

Abraar Sahaab Aadaab!



WaaH waaH janab kya khoobsurat aur pyaare khayaalaat kahe haiN ..
behad dilkash kalaam kahi hai janab, bahut khoob...


Meri dheroN dili daad kabul kijiye... aur AllaaH kare ke aapki woH ajnabi
aapko mil jaaye....


Shaad O aabad rahiye... aate rahiye...
Likhate rahiye...

Khuda Hafez...
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
27th March 2013, 09:18 AM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Mehfil ko Abrar ka Salaam... Apni keemti aara se nawaze...

Hai tanha meri zindagi is kehkashan mein doston,
Dil aaya hai jis hoor pe woh ek sana hai doston,
Nigah se nigah milte hi aankhein jhuka leti hai woh,
Kya naam doon is ada ko main kaatilana hai doston,

Ek jhalak uske aks ko bhatak ta rehta hoon darbadar,
Jab miljaye woh ajnabee to dekhta rehta hun doston,
Woh milti bhi hai kabhi muskurakar dard chupati pari,
Kya naam doon is ada ko main shayarana hai doston,

Woh kehti hai ke pyaar nahi ab use kisi zaat se,
Dil jo toota to daraar gehri bohot aayi hai doston,
Zindagi jeena to jaise ab sirf ek bahana hai uske liye,
Kya naam doon is ada ko main lawajaab hai doston...

Kabhi poochegi ya nahi mere dil ka haal woh pari,
Izhaare mohabbat to kar chuke iqraar baaqi hai doston,
Tanhaiyon mein kati jo meri zindagi yeh abtak sahi,
Dekhte hai aage hota kya hai kahani baaqi hai doston...
good one

bahot sunder nazm
..........................................
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th March 2013, 07:40 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Mehfil ko Abrar ka Salaam... Apni keemti aara se nawaze...

Hai tanha meri zindagi is kehkashan mein doston,
Dil aaya hai jis hoor pe woh ek sana hai doston,
Nigah se nigah milte hi aankhein jhuka leti hai woh,
Kya naam doon is ada ko main kaatilana hai doston,

Ek jhalak uske aks ko bhatak ta rehta hoon darbadar,
Jab miljaye woh ajnabee to dekhta rehta hun doston,
Woh milti bhi hai kabhi muskurakar dard chupati pari,
Kya naam doon is ada ko main shayarana hai doston,

Woh kehti hai ke pyaar nahi ab use kisi zaat se,
Dil jo toota to daraar gehri bohot aayi hai doston,
Zindagi jeena to jaise ab sirf ek bahana hai uske liye,
Kya naam doon is ada ko main lawajaab hai doston...

Kabhi poochegi ya nahi mere dil ka haal woh pari,
Izhaare mohabbat to kar chuke iqraar baaqi hai doston,
Tanhaiyon mein kati jo meri zindagi yeh abtak sahi,
Dekhte hai aage hota kya hai kahani baaqi hai doston...
WaaH ! BehtareeN

Kyaa Khayaal Nazm Hue HaiN

UmdaaH

Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
7th May 2013, 07:13 PM

Quote:
Originally Posted by Manshaa Thaakur View Post
very touching .. very well writen
Aapka Bohot bohot shukriyah!!!

Abrar.




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
7th May 2013, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
acchaa likhaahai janaab bahot khoob....... ehsas bahot pasand aaye.... ab dheere dheere sher ki barikiyon ko samjahne me waqt dijiye shukriyaa....

Shaad....
Ehsaas pasand karne ka bohot bohot shukriyah, Sher ki baarikiyon ko samajh ne ki koshish mein hun... Zyada samajh nahi aata ya waqt nahi mil pata... Inshallah woh kami bhi jald poori karlunga... Yunhi aate rahe..

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar..




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
7th May 2013, 07:19 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Abraar Sahaab Aadaab!



WaaH waaH janab kya khoobsurat aur pyaare khayaalaat kahe haiN ..
behad dilkash kalaam kahi hai janab, bahut khoob...


Meri dheroN dili daad kabul kijiye... aur AllaaH kare ke aapki woH ajnabi
aapko mil jaaye....


Shaad O aabad rahiye... aate rahiye...
Likhate rahiye...

Khuda Hafez...
Kwahish Ji,

Aapki daad sar aankhon par, Dil se dua ke liye aapka karz daar... Bohot bohot shukriyah... Yunhi aate rahe...

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar.




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th May 2013, 08:24 PM

nice one abrar jee.....daad.................



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
7th May 2013, 10:25 PM

accha likha hai aapne.....ahsaas bahut acche lge hame....


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th May 2013, 10:20 PM

abrar bhaii:

namaste!

kaise haiN aap? aapki koShiSh Khoob rahiin... ehsaas mujhe pasaNd aayeN... yuuNhi aage bhee likhte rahiye... dil se daad aur duaaeN

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
:)
Old
  (#13)
Tanha sUdh!r
Registered User
Tanha sUdh!r has a spectacular aura aboutTanha sUdh!r has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 69
Join Date: May 2013
Rep Power: 0
:) - 12th May 2013, 04:36 AM




Bahot hi Badhiya rachna...dil KO chu gayi...niccccc




Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Mehfil ko Abrar ka Salaam... Apni keemti aara se nawaze...

Hai tanha meri zindagi is kehkashan mein doston,
Dil aaya hai jis hoor pe woh ek sana hai doston,
Nigah se nigah milte hi aankhein jhuka leti hai woh,
Kya naam doon is ada ko main kaatilana hai doston,

Ek jhalak uske aks ko bhatak ta rehta hoon darbadar,
Jab miljaye woh ajnabee to dekhta rehta hun doston,
Woh milti bhi hai kabhi muskurakar dard chupati pari,
Kya naam doon is ada ko main shayarana hai doston,

Woh kehti hai ke pyaar nahi ab use kisi zaat se,
Dil jo toota to daraar gehri bohot aayi hai doston,
Zindagi jeena to jaise ab sirf ek bahana hai uske liye,
Kya naam doon is ada ko main lawajaab hai doston...

Kabhi poochegi ya nahi mere dil ka haal woh pari,
Izhaare mohabbat to kar chuke iqraar baaqi hai doston,
Tanhaiyon mein kati jo meri zindagi yeh abtak sahi,
Dekhte hai aage hota kya hai kahani baaqi hai doston...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com