Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal ki Zubaan likh du !
Old
  (#1)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
Ghazal ki Zubaan likh du ! - 1st October 2006, 10:59 AM

*****

Door zehen me chhupa ek Armaan likh du !
Lafzo ki bayaani, ghazal ki Zubaan likh du !!

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh du!!

Karne lage Daga, dekho alfaaz bhi humse!
Chaahu saara khwaabo ka, Jahaan likh du!!

Gumnaam Yu Huye, is dillagi me Jaana.N !
Gar Pooche koi, Takhallus Anjaan likh du!!

Ye Zindagi hai kya, mehez chand saanse !
Tere naam se bani, apni Pehchaan likh du!!

*****


Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Re: Ghazal ki Zubaan likh du !
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: Ghazal ki Zubaan likh du ! - 1st October 2006, 06:40 PM

Quote:
Originally posted by pallavi_here
*****

Door zehen me chhupa ek Armaan likh du !
Lafzo ki bayaani, ghazal ki Zubaan likh du !!

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh du!!

Karne lage Daga, dekho alfaaz bhi humse!
Chaahu saara khwaabo ka, Jahaan likh du!!

Gumnaam Yu Huye, is dillagi me Jaana.N !
Gar Pooche koi, Takhallus Anjaan likh du!!

Ye Zindagi hai kya, mehez chand saanse !
Tere naam se bani, apni Pehchaan likh du!!

*****



hi pallavi kaisi hai aap? kahaa gaayab ho gayi thi ?

kaafi dino baad dikhi ho yahaa is site par

i hope everything is well in ur life.


kyaa khoob ghazal likhi hai pallo tumne sach mai is ghazal ke jazbaat sidhe dil mai utar gaye

jaise maine tumaaree ye ghazal padhi hamesha ki tarah dil mai kuchh aage likhne ke khayaalat ubhar aaye, ummid kartaa hu tumhe pasand aayenge,

aise hi likhti raho aur khush raho hameshaa yahi dua hai




tu de de izaazat agar ,tere dil ke kaagaz par
Mai apne dil ke kuchh chhupe farmaan likh du

tere zulf hai chandani raat aur tu hai mahataab
tere daman ko khusnumaa sa aasmaan likh du

tere aane se hoti hai khushiyo ki baarish harsu
tere laboN ko bahaaroN ki aa mushkaaN likh du

ye zeest bhi aur ye jaan bhi teri hai, teri kasam
dil par tere mahobbat ki haseeN daastaan likh du



bas apna khayaal rakhana aur khush rahna
yunhi likhti raho aur aati raho

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
1st October 2006, 08:52 PM

pallavi bhaot hi achha likha hai aapne

bas aise hi likhti raho pasand aayi aapki ye gazal

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
1st October 2006, 10:18 PM

Door zehen me chhupa ek Armaan likh du !
Lafzo ki bayaani, ghazal ki Zubaan likh du !!

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh du!!

kyaa baat hai....


Karne lage Daga, dekho alfaaz bhi humse!
Chaahu saara khwaabo ka, Jahaan likh du!!

Gumnaam Yu Huye, is dillagi me Jaana.N !
Gar Pooche koi, Takhallus Anjaan likh du!!

waaaaaahhh... bith the shers were awesome...


Ye Zindagi hai kya, mehez chand saanse !
Tere naam se bani, apni Pehchaan likh du!!

beautifulll...


Dear Partner,

As is said that day, this one is reallly very beautifull... wonderfully expressed as you always do... mujhe bahut pasand aayi tumhaari yeh ghazal... Likhti raha karo aise hi...

Take care too...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
2nd October 2006, 04:17 AM

waise dd hum naadaano se itni naaraazgi v kyun?? kabhi kabhiapni mehfilen v saja diya karo aap.hum jaise naadaano ke seekhne ke liye.

aur kalaam ke bare me kya kahun dd, bas sach me maza aa gaya.bas dil ki gehraaiyon se daad kabool farmaaiye. umeed karta hun ki aap aage v yunhi likhti rahengi.............



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 2nd October 2006, 04:05 PM

Door zehen me chhupa ek Armaan likh du !
Lafzo ki bayaani, ghazal ki Zubaan likh du !!

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh du!!

Karne lage Daga, dekho alfaaz bhi humse!
Chaahu saara khwaabo ka, Jahaan likh du!!

Gumnaam Yu Huye, is dillagi me Jaana.N !
Gar Pooche koi, Takhallus Anjaan likh du!!

Ye Zindagi hai kya, mehez chand saanse !
Tere naam se bani, apni Pehchaan likh du!!

pallavi appko raj ka parnaam......appki gazal parhi bhut pasand i ,samajh nahi aa raha ki kis share ki tareef karu or kiski na karu......poori gazal he itni pyari bani hai ki bass bata nahi sakta......meri dil se daad kabool karna or yu he likhti rehna.....take care.......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: Ghazal ki Zubaan likh du !
Old
  (#7)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Ghazal ki Zubaan likh du ! - 3rd October 2006, 10:13 AM

Door zehen me chhupa ek Armaan likh du !
Lafzo ki bayaani, ghazal ki Zubaan likh du !!

WAH...!!! BAHOOT SUNDAR

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh du!!

Gumnaam Yu Huye, is dillagi me Jaana.N !
Gar Pooche koi, Takhallus Anjaan likh du!!

Ye Zindagi hai kya, mehez chand saanse !
Tere naam se bani, apni Pehchaan likh du!!

BAHOOT SUNDAR..PALLAVI JI....
GAZAL KE DHAAGE MEIN AAPNE un anchuye zajbaatoo ko piro dia hai jike choone se bhi toot jane ka darr lagta hai....aisa hunar,,aisa kaabiliyat aap jaise shaqksh mein hi ho sakti hai...ek shaandaar gazal par meri dil se nikli daad kubool kijiye...
aapki gazal subah subah padh kar dil-o-dimaag khush ho gaye...mera din bana_ne ke liye bhi aapka aabhari hoon...take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
3rd October 2006, 12:02 PM

Pallo My Dear...

Tumne itni umda shayari karni shuroo kar di hai...ab tau yahan ka rukh jaldi jaldi karna padega...sach mein padhkar jo lutf mila main bayaan nahin kar sakti...

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh du!!

Waah! kya sher kaha hai...ek ek sher dil pe thaap deta hua guzarta hai...aur zubaan se waah waah nikal rahi hai...khush raho...yoonhi iss mehfil mein nageene pesh karti raho...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: Ghazal ki Zubaan likh du !
Old
  (#9)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Ghazal ki Zubaan likh du ! - 3rd October 2006, 08:29 PM

Ye Zindagi hai kya, mehez chand saanse !
Tere naam se bani, apni Pehchaan likh du!!

wah pallavi ji

kya aasar hain wah kya kahne .....
bahut hi khoob surat sher hain aapke or aapka andaze baya.n bhi bahut khoob hai...............

her ek sher per meri dil se daad kabool kigiyega......... or ese hi likhte rahiyega...........................

take care
dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#10)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
3rd October 2006, 10:10 PM

pallaviji, pehli baar apki gazal padhne ka moka mila hai bahut hi pyari lagi.

"aapki lafzon ki ladi ki kya baat,
kaho to sari daad apke naam likh du"


best regards
aarya.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th August 2008, 05:26 PM

gr8.....pallavi.....bahut khoob likhti haiN, par na jane kahaN gum haiN aaj-kal aap.....miss u

fursat mein aa jaya kijiye
god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
8th August 2008, 05:40 PM

khuub kaha ji,share karte rahen


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#13)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
9th August 2008, 11:07 AM

wah kya baat hai ...........


perfection hai aapme .......

bas ek iltiza hai ki aap hindi ya urdu font mai bhi likhe taki aapko bahar meter inka bhi andaza ho sake ............

appko shuru se akhir tak padne ka man hai
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mera Inaam Likh diyaa, (Tera Naam Likh Diyaa) Aashique Shayri-e-Dard 9 30th April 2012 06:02 PM
Tumhara Naam Likh Likh Kar Mitana Bhul Jati Hun,,, anjali_sharma Shayri-e-Dard 10 11th May 2010 12:30 PM
Tumko qatil likh doon, ya be-gunaah likh jaaon main... Parastaar Shayri-e-Dard 9 28th June 2005 05:27 PM
Terey Naam Ghazal Likh Raha Hoo smack_07078 Shayri-e-Ishq 0 27th February 2005 01:08 AM
Terey Naam Ghazal Likh Raha Hoo mohammed Shayri-e-Ishq 0 13th February 2005 07:40 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com