Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Regaring Manzeel! -
5th July 2003, 12:12 AM
Bohot chota sa tha, lekin acha laga.
Aur bhi "kuch" ka intezar rahega. Thanks.
Take care.
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
Ulfat mein kabhi yeh haal hota hain,
Aankhein hasti hain , Par Dil rota hain.
Maante hain Jinhe Hum Manzeel apni..
Humsafar unka koi aur hota hain...
haqeeqat ko bahot achchhi tarah bayaN kiya hai aapne
keep writing
sanam
taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
wah yar..bahut accha likh hai apne.. .bahut kam shabdon mein bahut hi umda likha hai apne..b.ahut khoob.. likhte rahiyega..
bye.. and. take care.
Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
hello bittu
kyun ki yeh dunia sachai ki rahi hi nahi...
us ko chaha bhi tou izhaar na karna aaya
kat gayi umer hamai pyaar na karna aaya
us nay maangi bhi tou hum say judaayi maangi
aur hum thay kay hamay inkaar na karna aaya