Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dard ko palte dekha hai
Old
  (#1)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
Arrow dard ko palte dekha hai - 4th February 2014, 02:01 PM

sham ko jab bhi humne dhalte dekha hai
sine mein eak naya dard palte dekha hai

bhujhane ke har mumkin koshish kar li
humne dil ko humesha jalte dekha hai

veera ho chali thi jo galiyan tere bagair
humne khud ko waha chalte dekha hai

raat ki tanhai se jab lout kar aaye kabhi
subah humne aapko aankhe malte dekha hai

dekh kar aaaftab ki halat tasalli hui hai
jab sitaro ke bich tanha jalte dekha hai

uski bewafai ka zikar kya karen SHAKIR
humne har dard ko gazal mein dhalte dekha hai
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
5th February 2014, 10:14 PM

kya baat hai shakir bhai....bahut hee khoobsoorat aashaar hain..daad



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#3)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
7th February 2014, 05:59 PM

aru kya baat hai shakir bhai....bahut hee khoobsoorat aashaar hain..daad

daaaaaaaaad ke liye bhut2 shukriya aru bhai
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
8th February 2014, 06:24 PM

waah wah wah shakir ji bahot hi khub.....................
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th February 2014, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
sham ko jab bhi humne dhalte dekha hai
sine mein eak naya dard palte dekha hai

bhujhane ke har mumkin koshish kar li
humne dil ko humesha jalte dekha hai

veera ho chali thi jo galiyan tere bagair
humne khud ko waha chalte dekha hai

raat ki tanhai se jab lout kar aaye kabhi
subah humne aapko aankhe malte dekha hai

dekh kar aaaftab ki halat tasalli hui hai
jab sitaro ke bich tanha jalte dekha hai

uski bewafai ka zikar kya karen SHAKIR
humne har dard ko gazal mein dhalte dekha hai

Waahhhhhhh bahot khoob shaayri hui janaab..... maqtaa khaas pasand aaya... behtareen... likhte raheN, Allaah majeed nawaze.

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
heart touching
Old
  (#6)
Shayar 4ever
'dil se'
Shayar 4ever has a spectacular aura aboutShayar 4ever has a spectacular aura about
 
Shayar 4ever's Avatar
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Aug 2002
Location: Baroda , India
Rep Power: 23
heart touching - 15th February 2014, 04:56 PM

wah Shakir ali janab ! lajawab..
bahut hi khubsurati se bayaan kiya hain apne dard ko..
likhte raho..

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
sham ko jab bhi humne dhalte dekha hai
sine mein eak naya dard palte dekha hai

bhujhane ke har mumkin koshish kar li
humne dil ko humesha jalte dekha hai

veera ho chali thi jo galiyan tere bagair
humne khud ko waha chalte dekha hai

raat ki tanhai se jab lout kar aaye kabhi
subah humne aapko aankhe malte dekha hai

dekh kar aaaftab ki halat tasalli hui hai
jab sitaro ke bich tanha jalte dekha hai

uski bewafai ka zikar kya karen SHAKIR
humne har dard ko gazal mein dhalte dekha hai
  Send a message via Yahoo to Shayar 4ever  
Reply With Quote
Old
  (#7)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
17th February 2014, 05:14 PM

Shayar 4ever wah Shakir ali janab ! lajawab..
bahut hi khubsurati se bayaan kiya hain apne dard ko..
likhte raho..

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01
sham ko jab bhi humne dhalte dekha hai
sine mein eak naya dard palte dekha hai

bhujhane ke har mumkin koshish kar li
humne dil ko humesha jalte dekha hai

veera ho chali thi jo galiyan tere bagair
humne khud ko waha chalte dekha hai

raat ki tanhai se jab lout kar aaye kabhi
subah humne aapko aankhe malte dekha hai

dekh kar aaaftab ki halat tasalli hui hai
jab sitaro ke bich tanha jalte dekha hai

uski bewafai ka zikar kya karen SHAKIR
humne har dard ko gazal mein dhalte dekha hai


aapka tahe dil se shukrargujar hun
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
17th February 2014, 05:15 PM

sameer'shaad' Quote:
Originally Posted by shakir ali 01
sham ko jab bhi humne dhalte dekha hai
sine mein eak naya dard palte dekha hai

bhujhane ke har mumkin koshish kar li
humne dil ko humesha jalte dekha hai

veera ho chali thi jo galiyan tere bagair
humne khud ko waha chalte dekha hai

raat ki tanhai se jab lout kar aaye kabhi
subah humne aapko aankhe malte dekha hai

dekh kar aaaftab ki halat tasalli hui hai
jab sitaro ke bich tanha jalte dekha hai

uski bewafai ka zikar kya karen SHAKIR
humne har dard ko gazal mein dhalte dekha hai



Waahhhhhhh bahot khoob shaayri hui janaab..... maqtaa khaas pasand aaya... behtareen... likhte raheN, Allaah majeed nawaze.

Shaad....

shad bhai aapka bahut 2 shukriya
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com