Quote:
Originally Posted by rajveeer
medha ji ache jajbaat hain bilkul gar dard bolega to sunai dega lakin jo dard bezubaan hota hai uska shor bardasht nahi hota.....aapne dard ko bakhubi byaan kiya hai....meri daad kabool karain........raj......
|
shukriya RAJ saheb achha laga ki aapne meri rachana padhi or us par reply bhi diya, jesa aapne kaha ki jo dard bezubaan hota hai uska shor bardashat nahi hota ......
par mujhe to lagta hai ki har dard bezubaan hota hai
jyadatar dard ko mene ashqo.n me dekha hai kabhi koi bhi apne dard ko bayaan nahi kar pata kabhi yah soch kar ki uska dard jyada hai kisi or ko takleef hogi to kabhi yah soch kar ki shayad mera dard kisi or se kam hai pata nahi magar ek kash-m-kash...................
shukriya aapke reply ke liye
CHHOTI MEDHA isliye JI na lagaye