Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Nazre Milate Gaye
Old
  (#1)
Ishiqka
Ishiqka
Ishiqka is on a distinguished road
 
Ishiqka's Avatar
 
Offline
Posts: 293
Join Date: Oct 2002
Location: toronto
Rep Power: 22
Nazre Milate Gaye - 11th April 2003, 02:53 AM

Hello! Aap saab kaise hai. khuda ki dua se aap saab eek daam khush hon'ge. Thoda sa waqt nikaal karr ye sher post karr rehi huin. Tho pesh hai...........

NAZRE MILATE GAYE

Nazre Milate Gaye
Chal Chalate Gaye
Voh Hosh Jawani Se
Dil Ko Behlate Gaye

Aaj Jo Ansoo Beh Gaye
Unko Jhoote Sapne Dikhate Gaye
Dil Mei Dard Ki AaG Laagi
Usse HalkE Saroor Se Mitta'te Gaye

Hum Bhi AaNd'he Dekh Na Sake
Mohabaat Ki Jhoothi Awaaz
Dil Se Magar Kaano Se Sunn Na Sake

Pehlaaye Gaye Bahein Aapni
Intzaar Karte Rahe
Voh Humse Muh Mod Karr
Haar Raat Bechaan Karte Gaye


Ishiqka




Jee rahe hai kaise ye hum hi jaane

Last edited by Ishiqka; 12th April 2003 at 09:47 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
11th April 2003, 05:33 AM

waqt hi sabko maar deta hai..

"Aaj Jo Ansoo Beh Gaye
Unko Jhoote Sapne Dikhate Gaye
Dil Mei Dard Ki AaG Laagi
Usse HalkE Saroor Se Mitta'te Gaye
"
«-- waah.. aapne lafzoN ka isthemaal bahot sahii kiya hai!

sach meiN, bahot pasand aaya..

aapse ummeed karta huuN ki aage bhi isi taraH aap likhte raheN ge.. aur haaN -- Happy belated birthday =T

likhte rahiye,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ishiqka
Ishiqka
Ishiqka is on a distinguished road
 
Ishiqka's Avatar
 
Offline
Posts: 293
Join Date: Oct 2002
Location: toronto
Rep Power: 22
12th April 2003, 09:49 PM

Quote:
Originally posted by Sharaabi
waqt hi sabko maar deta hai..

"Aaj Jo Ansoo Beh Gaye
Unko Jhoote Sapne Dikhate Gaye
Dil Mei Dard Ki AaG Laagi
Usse HalkE Saroor Se Mitta'te Gaye
"
«-- waah.. aapne lafzoN ka isthemaal bahot sahii kiya hai!

sach meiN, bahot pasand aaya..

aapse ummeed karta huuN ki aage bhi isi taraH aap likhte raheN ge.. aur haaN -- Happy belated birthday =T

likhte rahiye,
aman
AMAN JI, AAP KAISE HAI? HOPE UR FIT AND FINE
AAPKA BAHUT SHUKRIYA AAP NE REPLY KIYA
AUR AM AMAZED KE AAPKO YE SHER KUCH ZYADA HI PASAND AAYEE. AAP NE BHI KITNI DHER TAAK KOI SHER NEHI LIKHA, KYUIN AAP BAHUT BUSY HO AA J KAAL?
OK AMAN JI TAKE CARE AND WAITING FOR UR SHER
ISHIQKA


Jee rahe hai kaise ye hum hi jaane
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
12th April 2003, 11:53 PM

hi Ishiqka ji, aap kaisi hai?

sabse pehle aapka shukriya ada kerta hoo ki aapne ise post kerne ke liye wakt nikala...
aapke ye sher bohat pasand aaye...

'Aaj Jo Ansoo Beh Gaye
Unko Jhoote Sapne Dikhate Gaye
Dil Mei Dard Ki AaG Laagi
Usse HalkE Saroor Se Mitta'te Gaye'


ye sher aapne bohat hi khoobsurti se likha hai... aur phir..

'Pehlaaye Gaye Bahein Aapni
Intzaar Karte Rahe
Voh Humse Muh Mod Karr
Haar Raat Bechaan Karte Gaye'


ye sher to jaise zindagi ki haqeeqat bayan ker raha ho..

bohat achcha likha hai aapne...

likhti rahiye aur muskurati rahiye...


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
15th April 2003, 10:12 PM

Pehlaaye Gaye Bahein Aapni
Intzaar Karte Rahe
Voh Humse Muh Mod Karr
Haar Raat Bechaan Karte Gaye


Wah!bahut sahi alfaazo ka istemaal kiya hai aapne apna dard bayaan karne ke liye Ishiqka ji..Dard saaf jhalak raha hai

Likhte rahiye
Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Ishiqka
Ishiqka
Ishiqka is on a distinguished road
 
Ishiqka's Avatar
 
Offline
Posts: 293
Join Date: Oct 2002
Location: toronto
Rep Power: 22
16th April 2003, 05:51 PM

Bedil ji
hi aap kaise hai? aap aapna waqt nikaal karr hume reply kiya ees liye hum bahut shukr-guzar hai. apki zindgi kaise chal rehi hai? khuda ki dua se aap khush rehete hon'ge aur nehi tho thoda sa hasa lete ho'nge. aap bhi aise hi likhte rehega. thanks once again for the reply
take care
Ishiqka


Varinder Ji
How are u? kya karte rehete hai aaj kaal? thank you so much for the reply, acha hua aapko ye sher aachi lagi nehi tho humne aise hi likh di. Varinder ji, aapki kitne waqt mei koi shayri parne ko nehi mili. kya aap kuch likh sakte hai? thank u.
take care Varinder ji
Ishiqka

p.s thanks a lot


Jee rahe hai kaise ye hum hi jaane
   
Reply With Quote
bahot hi khoob
Old
  (#7)
tanhadil
Registered User
tanhadil is on a distinguished road
 
tanhadil's Avatar
 
Offline
Posts: 106
Join Date: Feb 2002
Location: Canada
Rep Power: 23
bahot hi khoob - 17th April 2003, 10:55 AM

ishika jee ....

Aaj Jo Ansoo Beh Gaye
Unko Jhoote Sapne Dikhate Gaye
Dil Mei Dard Ki AaG Laagi
Usse HalkE Saroor Se Mitta'te Gaye

ehsaas aur aas ki jo jhalak is shayri mai hai .... humen bahot pasand aayeee .....

likhte rahiyega

tanhadil


Yeh Gham Nahi ke Andhere Se Sulah Ki Maine

Malal Yeh Hai Ke ab Subh Ki Talb Bhi Nahi
  Send a message via Yahoo to tanhadil  
Reply With Quote
Old
  (#8)
~~Khamoshi~~
Registered User
~~Khamoshi~~ is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 61
Join Date: Jan 2003
Location: somewhere...
Rep Power: 22
17th April 2003, 05:09 PM

hi ishiqka sis,

kaise hai aap? jaise har bar kehti hoon aaj bhi yeh pad kar kahongi ke bohot acha likha hai aap ne. sabse zada mujhe yeh line pasand ayi:

"Pehlaaye Gaye Bahein Aapni
Intzaar Karte Rahe
Voh Humse Muh Mod Karr
Haar Raat Bechaan Karte Gaye"

najane kyu dil ko humesha us ka intezaar rehta hai jinka hume malum hai ke woh nahin ayenge?!?!?!?!


~~Meena~~


Na kisi apne ki arzoo aab, Na kisi baigane ki talash hai,
Mai to phool hoon tanhaiyon ka, Mujhe bas virane ki talash hai.

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Ursfoeva
DiL
Ursfoeva will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 203
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
18th April 2003, 12:39 AM

hey ishiqka ji,
how ru ?
bahut dino ke baad post padhi. bahut hi achaa likha hai, sach mein mere paas ek bhi lafz nahi bolne ke liye. bas jitni tarif karu utni kam hai,
all i can say is, nice work.
take care
n keep writing like this
riddhi


dont frown, u never know whoz falling in love with ur smile :)
   
Reply With Quote
Namaskar
Old
  (#10)
Ishiqka
Ishiqka
Ishiqka is on a distinguished road
 
Ishiqka's Avatar
 
Offline
Posts: 293
Join Date: Oct 2002
Location: toronto
Rep Power: 22
Namaskar - 30th April 2003, 11:46 PM

Aaap saab kaise hai? maaf karna itne waqt ke baad hum reply karr rehe hai. zindgi ki unjaani rahon mei atak gaye tho bahar aane mei thoda waqt laga. maaf karna to all jo humari reply ka intzaar kar rehe the.

TANHADIL
aapka bahut shukriya aap ne aapna time nikaal kar hume reply kiya socha nehi tha aapko ye pasand aayeghi humari choti si koshish. aap ne reply kiya tho bahut acha laga. aap bhi likhte rehega. thank you
take care
Ishiqka


Khamoshi behen aap kaisi hai? maaf karna thoda waqt laga reply karne mein. aap kaisi hai? zindgi kaisi chal rehi rehi hai aur kya aap khush reheti hai? humari dua aapke saath reheti hai. khuda kare eek din aapko jo aap ne dil mei chaha hai voh mil jaye. aapka shukriya karti huin phir eek baar reply karne ka. take care ji
Ishiqka

Riddhi ji how are u? kaha rehti hai aaj kaal aap? agar aap humse naraaz hai tho hume maaf kar di jiyega kuinke kismat aaj kaal saath nehi deti. bahut hi tanha waqt mei chal rehe hai hum. chalo humare baare mei shordo aap kaisi hai? khuda ki dua se aap khush reheti ho'ghi. Riddhi ji thank you once again
take care please
Ishiqka


Jee rahe hai kaise ye hum hi jaane
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Nazre devenmessage Shayri-e-Ishq 1 20th February 2007 09:28 PM
nazre rakesh_125 Aapki Shayri 0 17th March 2006 09:33 PM
Tum agar yuhi nazrey milate raho...Nusrat Fatehali Khan jamilahmedm Hindi/Urdu Lyrics 0 20th August 2005 11:40 PM
Qatil nazre gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 23rd October 2004 03:11 PM
nazre hem2_3 Shayri-e-Dard 0 13th January 2002 04:57 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com