O Re Piya -
4th March 2008, 04:45 PM
Lyrics of Inn Lamhon Ke Daaman Mein
In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain
Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai
(Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein ) —2
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanam tanam tanam tanana dom tom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom
Dom tom tana nana dom tom tana dom
Dom tom tana nana dom tom tana
ohhoo
Dom dom tom tana nana dom tom tana
Dom tom tana nana dom tom tana nana
Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwab hai
Kaise jazbaat ka umda salab hai
(Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwab hai
Kaise jazbaat ka umda salab hai
Din badle raatein badli, baathein badli
Jeene ke aandaz hi badlein hai) —- chorus
In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farisht
|