Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Stories/Quotes/Anecdotes > General Stories

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aajkal ki soch me
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love Aajkal ki soch me - 1st September 2010, 04:06 PM

Insaan jitana pyar me andhaa hotaa hai ,us se kahi zydaa vo umeed me andhaa hotaa hai, pyar ke andhepan ka juoon to utar hi jataa hai, magar umeed me jo andhaa ho gaya to vo yakeen ke naye raste tai karta bhi hai, aur kabhi-kabhi to iske nateeje bade ualte saabeet ho jate hai, aise haalaat me insaaniyat aur insaan ki garimaa daav par lag jaatee hai.
*************
Ham sirf kapdo se aadhunik nazar aate hai,magar hai nahi, kyoki hamari maansikataa me aur soch ke dayre to sankuchit (Narrow minded) vaise hi hai fir sirf kapdo se apne aap ko aadhunik jataane se kya faidaa jab ki aapki soch me kuch bhi nahi jhalaktaa hai.



Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com