Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Introduction Forum

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#1)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
12th July 2015, 02:20 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
BaDhe Bhai ! Radhe Radhe !!!

Aap Koi Sher ... Ghazal ... Nazm Likhne Se Pahle UssKi ZameeN Taiyaar Karte HaiN ... Yaa Koi Khayaal Aate Hi Seedha Kahna Shuroo Kar Dete HaiN ... Yaa Phir Koi Aur ... ?

Naresh bhai, kuchh bhi likhne se pahle jo khayaal ya emotions man me aate hai unko seedha hi kaagaz par utaar deta hoon vo kisi bhi shakl me ho sakta hai kavita ke rup ya kisi lekh ke rup me fir agar lagta hai ki kuchh ghazal ka rup le sakta hai to ghazal me aur kavita ke rup me hi rah sakta hai kavita ke rup me aur nahi to lekh to hai hi bas shabdon ko sahi form de deta hoon jisse us khyaal ka mool rup na khatam ho isliye jyada technic me nahi jaata. jab bhai khyaal aaye bas utaar leta hoon yahi prakriya hai meri. Khyaal kab aayega yeh mere haath me nahi hai kabhi bhi aa sakta hai isliye kai baar aisa hota hai raat me aaya aur subah nahi likh paaya vo khyaal dhoomil ho gaya.

radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
12th July 2015, 06:06 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
Naresh bhai, kuchh bhi likhne se pahle jo khayaal ya emotions man me aate hai unko seedha hi kaagaz par utaar deta hoon vo kisi bhi shakl me ho sakta hai kavita ke rup ya kisi lekh ke rup me fir agar lagta hai ki kuchh ghazal ka rup le sakta hai to ghazal me aur kavita ke rup me hi rah sakta hai kavita ke rup me aur nahi to lekh to hai hi bas shabdon ko sahi form de deta hoon jisse us khyaal ka mool rup na khatam ho isliye jyada technic me nahi jaata. jab bhai khyaal aaye bas utaar leta hoon yahi prakriya hai meri. Khyaal kab aayega yeh mere haath me nahi hai kabhi bhi aa sakta hai isliye kai baar aisa hota hai raat me aaya aur subah nahi likh paaya vo khyaal dhoomil ho gaya.

radhe radhe
Good One ! Bhaisahab Ji !! Aap Ke Jaagrit Emotions Par Nirbhar Karta Hai ... tehreer Konsa Libaas Pahan Kar Niklegi .. Aapne Apni SanRachna Ka Prabhavshaali Vishleshan Kiya ... PaDhkar AchChha Laga ... ShukriyaaH !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com