Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ham Rehte Hai Kitabo Me Sukhe Hue Gulaab Ki Tarah
Old
  (#1)
Azaz AHMAD
Registered User
Azaz AHMAD will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Mar 2016
Location: Surat
Rep Power: 9
Ham Rehte Hai Kitabo Me Sukhe Hue Gulaab Ki Tarah - 12th October 2016, 08:17 PM

Ishq Ne Diya Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!
Ham Rehte Hai Kitabo Me Sukhe Hue Gulaab Ki Tarah..!!

Umrr To Dhal Gai Hai Par Mohabbat Ka Asar To Dekho..!!
Wo Hamein Aaj Bhi Lagte Hai Roshan Mehtaab Ki Tarah..!!

Jab Kabhi Basaya Tha Unho Ne Hamein Apni Nazro Me..!!
Khub Chamakti Thi Unki Aankhein Kisi Aaftaab Ki Tarah..!!

Yun To Koi Aisi Dilkash Baat Nahi Hai Meri Ankho Me..!!
Phir Bhi Log Ise Padhte Hai Mohabbat Ki Kitaab Ki Tarah..!!

Bhot Acha Lagta Hai Hamein Tanhai Me Rehna SAFREEN..!!
Ishq Ne Diya Hai Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!


.. Azaz AHMAD..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
13th October 2016, 02:02 PM

Bohat khoob azaz bhai
har baar ki tarah bohat umda takhayyul raha
Lekin zara matle mai qafiya pe gaur farmaiye


Kya ishaara karey ye hawaaiye
Gaur se sun zara tu sadaaiye

Khushk pattey bhi kehte bohat kuch
Shabnami phool jo keh na paaiye
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
13th October 2016, 02:14 PM

buhet acha likhaa aap ney azaz saheb
maqtey mai inaam word rawani main likh gaey aap
over all buhet achee ghazal rahi


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Azaz AHMAD
Registered User
Azaz AHMAD will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Mar 2016
Location: Surat
Rep Power: 9
13th October 2016, 03:41 PM

Mein To Aksar Dil Ki Baat Dil Ki Kalam Se Likh Leta Hu Shahab...

Ye Qafiyaa Aur Raawani To Shyaar Log Dhyaan Me Rakhte Hai..

Bahar Hal Agli Bar Inshallah Dhyan Me rahegi Aapki Baatein.. Sukriya.. Mujhahid Shahab.. Aur Saba Ji
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th October 2016, 06:47 PM

bahot acchaa likhaa hai aapne..... jaisa ke baaz shoraa ne farmaaya , qaafiyaa par dhyaan dene ki zaroorat hai......

khush rahen,

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th October 2016, 06:58 AM

bahot khoob jazbaat pesh kiye hai azaz sahab.....

Aage bhi intzaar rahega..

Aate rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Phoenix
Registered User
Phoenix is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 144
Join Date: Nov 2015
Location: Odisha
Rep Power: 9
20th October 2016, 08:59 PM

Quote:
Originally Posted by Azaz AHMAD View Post
Ishq Ne Diya Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!
Ham Rehte Hai Kitabo Me Sukhe Hue Gulaab Ki Tarah..!!

Umrr To Dhal Gai Hai Par Mohabbat Ka Asar To Dekho..!!
Wo Hamein Aaj Bhi Lagte Hai Roshan Mehtaab Ki Tarah..!!

Jab Kabhi Basaya Tha Unho Ne Hamein Apni Nazro Me..!!
Khub Chamakti Thi Unki Aankhein Kisi Aaftaab Ki Tarah..!!

Yun To Koi Aisi Dilkash Baat Nahi Hai Meri Ankho Me..!!
Phir Bhi Log Ise Padhte Hai Mohabbat Ki Kitaab Ki Tarah..!!

Bhot Acha Lagta Hai Hamein Tanhai Me Rehna SAFREEN..!!
Ishq Ne Diya Hai Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!


.. Azaz AHMAD..

Kya baat hai Azaz Saheb.... Bohot Khoob....


उन बीते लम्हों के याद ना दिलाया करो
दिल में सुलग रही आग को ना हवा दिया करो

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Azaz AHMAD
Registered User
Azaz AHMAD will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Mar 2016
Location: Surat
Rep Power: 9
11th November 2016, 12:14 PM

Bhot Bhot Sukriya Aap Sabhi Shorao Ka..
Sameer Sahab Madhu Ji Aur Phoenix ji.. Sukriya Apki Inayato Ka..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
14th November 2016, 09:46 AM

Quote:
Originally Posted by Azaz AHMAD View Post
Ishq Ne Diya Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!
Ham Rehte Hai Kitabo Me Sukhe Hue Gulaab Ki Tarah..!!

Umrr To Dhal Gai Hai Par Mohabbat Ka Asar To Dekho..!!
Wo Hamein Aaj Bhi Lagte Hai Roshan Mehtaab Ki Tarah..!!

Jab Kabhi Basaya Tha Unho Ne Hamein Apni Nazro Me..!!
Khub Chamakti Thi Unki Aankhein Kisi Aaftaab Ki Tarah..!!

Yun To Koi Aisi Dilkash Baat Nahi Hai Meri Ankho Me..!!
Phir Bhi Log Ise Padhte Hai Mohabbat Ki Kitaab Ki Tarah..!!

Bhot Acha Lagta Hai Hamein Tanhai Me Rehna SAFREEN..!!
Ishq Ne Diya Hai Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!


.. Azaz AHMAD..


wahhhhhhhh bahut khoob likha hai aapne, ehsaas pasand aaye..........


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
15th November 2016, 08:29 AM

Quote:
Originally Posted by Azaz AHMAD View Post
Ishq Ne Diya Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!
Ham Rehte Hai Kitabo Me Sukhe Hue Gulaab Ki Tarah..!!

Umrr To Dhal Gai Hai Par Mohabbat Ka Asar To Dekho..!!
Wo Hamein Aaj Bhi Lagte Hai Roshan Mehtaab Ki Tarah..!!

Jab Kabhi Basaya Tha Unho Ne Hamein Apni Nazro Me..!!
Khub Chamakti Thi Unki Aankhein Kisi Aaftaab Ki Tarah..!!

Yun To Koi Aisi Dilkash Baat Nahi Hai Meri Ankho Me..!!
Phir Bhi Log Ise Padhte Hai Mohabbat Ki Kitaab Ki Tarah..!!

Bhot Acha Lagta Hai Hamein Tanhai Me Rehna SAFREEN..!!
Ishq Ne Diya Hai Hamein Ye Thikana Kisi Inaam Ki Tarah..!!


.. Azaz AHMAD..
Umdaa ehsaas azaz bhai, mehfil mein yunhi apne khayaal rakhte rahiyegaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Azaz AHMAD
Registered User
Azaz AHMAD will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Mar 2016
Location: Surat
Rep Power: 9
27th November 2016, 10:03 PM

Bhot Bhot Sukriya Qasid Bhai Aur Sunita Ji.. Jaan Kar Khusi Hui Ke Aapko Mere Ehsaans Pasand Aaye..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com