Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sochta Hoon Mai Is Kadar---------
Old
  (#1)
off_shore
Registered User
off_shore is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Nov 2004
Location: india
Rep Power: 0
Sochta Hoon Mai Is Kadar--------- - 10th November 2004, 11:21 PM

hi friends
fir ek koshish ki hai, ummid karta hoon pasand aayegi-----

sochta hoon mai is kadar, ki
udaasi ki jindgi ji kar kaya karoon,
har ask meri aankho ka,
teri yaadon ko bayan karta hai,
tadapta rahta hoon har waqt,
teri dastak ke intjaar me
soochta rahta hoon har ghadi,
teri salamati ke baare me,
gar hote pankh to ud aata tere aangan me,
poochta tere yaar se teri bebafaai ke baare me.

---------off_shore--------mukesh
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
11th November 2004, 12:55 AM

sochta hooN kii jo aise lafz beyaan kar sake, us dil pe kyaa guzrii hogii? khair.. bahot pasand aaye aapke jazbaat, par aapke dard mehsoos karne kii jurrat nahiiN karooN gaa..

mehfil sajaate rahiiye,
kisse sunaate rahiiye.



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Re: Sochta Hoon Mai Is Kadar---------
Old
  (#3)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Sochta Hoon Mai Is Kadar--------- - 11th November 2004, 01:05 AM

Quote:
Originally posted by off_shore
hi friends
fir ek koshish ki hai, ummid karta hoon pasand aayegi-----

sochta hoon mai is kadar, ki
udaasi ki jindgi ji kar kaya karoon,
har ask meri aankho ka,
teri yaadon ko bayan karta hai,
tadapta rahta hoon har waqt,
teri dastak ke intjaar me
soochta rahta hoon har ghadi,
teri salamati ke baare me,
gar hote pankh to ud aata tere aangan me,
poochta tere yaar se teri bebafaai ke baare me.

---------off_shore--------mukesh
bhai mukesh...

har lafz waise to ek dastan keh raha hai... bohat hi accha khyal hai.. par aapke dard pe wah ka gunah na hoga mujhe bas ye aashar hi aapko roshni de sakte hai ...

har khanjar bewafai ka seene main utra jata hai
nasha phir bhi na jane kyun aankhon main chata hai
kyun ye raste duhai dete hai madad-e-"saccha_pyar"
tune ki bewafai par dil kyn teri yaad main jal jata hai..

bas bhai yahi khak lafz pir apke samne ...

vida chahta hun

apna khayal rakhna

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#4)
off_shore
Registered User
off_shore is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Nov 2004
Location: india
Rep Power: 0
11th November 2004, 12:25 PM

hi kunal bhai
aapke jawaab ka bhi koi jawaab doondthe hain---------par kaya karein hamaare paas lafjon ki kami pad jaati hai.
mera hausla badaane ka bahut bahut shukriya---
aapka eh sher hame behad pasand aaya--

har khanjar bewafai ka seene main utra jata hai
nasha phir bhi na jane kyun aankhon main chata hai.

bas aise hi hausla badaate rahiye
apna khayal rakhiye
deepawali ki shubh kaamnayon ke saath ------
--------------off_shore--------mukesh
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
off_shore
Registered User
off_shore is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Nov 2004
Location: india
Rep Power: 0
11th November 2004, 12:31 PM

hi sharaabi bhai
bahut bahut dhanyabaad mera hausla badaane ke liye.
apna khayal rakhiye
deepawali ki shubhkaamnayon ke saath
vida lite hein

-------off_shore--------mukesh
   
Reply With Quote
Namaskar Mukesh ji
Old
  (#6)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Namaskar Mukesh ji - 16th November 2004, 01:00 PM

Namskar mukesh ji

Maafi chahungi dair se reply karne kay liye.thode waqt ki kami rehti hay.First of all welcome to shayri.com.

teri dastak ke intjaar me
soochta rahta hoon har ghadi,
teri salamati ke baare me,
gar hote pankh to ud aata tere aangan me,

Bahut masuum se lafz chuney hain aapne...........aage bhi aise hi likhtey rahein.

Sada muskurate rahiye
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
off_shore
Registered User
off_shore is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Nov 2004
Location: india
Rep Power: 0
hi - 16th November 2004, 07:50 PM

HI SUKANYA JI
aasha karta hoon ki aap kushal mangal honge. thanks for ur welcome in shayri com. mere likhte hue khaak lafzo ko aapne saraha., iske liye bahut bahut shukriya. maine aapke likhe hue saare kalaam pade hein, aap to bahut hi umda likhtee hein, aur aasha karta hoon aap aise hi likhte rahenge.

---------off_shore-------mukesh-------


----------off_shore----------

samundar ke beech,aasmaN ke neeche,baitha hai dhra se door"off_shore"
dafan kar seene mein,yaadon ko unki,ho chala hai majboor.
na samajh paaya,vaado ko,yiraado ko unke,eh besaboor-----
bas soochta rehta hai besabab,kaya tha mera kasoor?????
--------MUKESH----
   
Reply With Quote
Re: Sochta Hoon Mai Is Kadar---------
Old
  (#8)
kaif
Registered User
kaif is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Oct 2004
Rep Power: 0
Re: Sochta Hoon Mai Is Kadar--------- - 16th November 2004, 08:37 PM

Quote:
Originally posted by off_shore
hi friends
fir ek koshish ki hai, ummid karta hoon pasand aayegi-----

sochta hoon mai is kadar, ki
udaasi ki jindgi ji kar kaya karoon,
har ask meri aankho ka,
teri yaadon ko bayan karta hai,
tadapta rahta hoon har waqt,
teri dastak ke intjaar me
soochta rahta hoon har ghadi,
teri salamati ke baare me,
gar hote pankh to ud aata tere aangan me,
poochta tere yaar se teri bebafaai ke baare me.

---------off_shore--------mukesh
Janab Mukesh sahab,

Aapki koshish nakaam nahi gayi.. aapki kalam ne hame bhi kuch kehne ke liye majboor kar diya hai.. to lage hathon ek aur naye shayar ki koshish bhi padh lijiyega...

yeh zehan mein teri tasveer hai fakat,
kisi aur ko dekhu to gunaah lagta hai

kahi mile to "poochta unke yaar se" kya ye ishq hai dost
ya tujse bhi unko, mahaz dosti ka jazbaah lagta hai

-Kaif
   
Reply With Quote
Hello
Old
  (#9)
Mushkan
Registered User
Mushkan is on a distinguished road
 
Mushkan's Avatar
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 21
Thumbs up Hello - 16th November 2004, 11:33 PM

Hello Mukeshji

pehli bare aapka share pada hi lakine bahote hi aacha laga dil ko chuliya bahote hi kame sabde hia lakine bahote kuahce kaha hia aapne keep it up nice work

Mushkan
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
off_shore
Registered User
off_shore is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Nov 2004
Location: india
Rep Power: 0
hi - 19th November 2004, 06:52 PM

hi kaif saheb
bahut bahut shukriya sarahane ko meri ek chhoti si kosis.
bahut sahi likha hai aapne

yeh zehan mein teri tasveer hai fakat,
kisi aur ko dekhu to gunaah lagta hai

abhi itna hi chaliye baad me milte hain.
--


----------off_shore----------

samundar ke beech,aasmaN ke neeche,baitha hai dhra se door"off_shore"
dafan kar seene mein,yaadon ko unki,ho chala hai majboor.
na samajh paaya,vaado ko,yiraado ko unke,eh besaboor-----
bas soochta rehta hai besabab,kaya tha mera kasoor?????
--------MUKESH----
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
off_shore
Registered User
off_shore is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Nov 2004
Location: india
Rep Power: 0
hi - 19th November 2004, 07:02 PM

hi mushkan ji
aapne mere khaak lafjon ko pasand kiya, shukriya. bas kabhi kabhi jo shabd juwa se nahi kah paate woh kagaj par uttar jaate hain.
baise aap bhi bahut umda likhte ho, maine aapke bahut saare kalam pade hein. bas aise hi likhte rahiye---
hamesha khush rahiye


----------off_shore----------

samundar ke beech,aasmaN ke neeche,baitha hai dhra se door"off_shore"
dafan kar seene mein,yaadon ko unki,ho chala hai majboor.
na samajh paaya,vaado ko,yiraado ko unke,eh besaboor-----
bas soochta rehta hai besabab,kaya tha mera kasoor?????
--------MUKESH----
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
2nd July 2005, 12:36 AM

Shayad main nacheez aapke dard ko kuchh samajh paaya..

Andaaz-e-bayaan khoob hai aapka.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sochta Hoon sager Shayri-e-Dard 2 27th November 2007 05:04 AM
Sochta hooN Chaand Shayri-e-Dard 21 20th June 2005 09:43 PM
sochta hoon... ketan_b Shayri-e-Ishq 1 21st May 2004 06:13 PM
sochta hoon......... vinaydugar Shayri-e-Ishq 2 26th February 2004 07:11 PM
Sochta hooN Chaand Shayri-e-Ishq 15 19th February 2004 01:48 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com