lamha lamha eak aazab sa hai -
2nd November 2013, 02:01 PM
lamha lamha ruk ruk ke ghat rahi hai
meri zindgi kyun gam ke saye mein kat rahi
sine mein jalan hai aankhon mein chuban hai
ye keisa karvan hai dard ka
jinke sath ye zindgi chal rahi hai
aaye to teri zindgi mein bahar ki tarah
phir kyun tere shehar mein musafir ki tarah chal rahe hai
keisi ye uljhan hai sine mein ruk ruk kar sans chal rahi hai
tum kya gaye is zindgi se khinch khinch kar jaan nikal rahi hai
wo kehte hai ki SHAKIR waqt ke saath har zakham bhar jata hai
to phir dard ki chis in zakhmon se kyun nikal rahi hai