Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Exclamation 14th May 2006, 03:48 PM

AadaaB ek arse Baad,..

Yun hi meri bebasi ka sabab mera pyar.. meri khamoshi maiN sun lo meri darkaaar... koun si raah pe chot khayi hai maine... koun si manzil apnayi hai maine ... par mere jhakhmoN pe aasmaan roO na sakega... mere ghamoN ko dil se dho na sakega .. mere aansuN inhe kured denge mere yaar.. YUN HI MERI BEBASI KA SABAB MERA PYAAR... ....

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…

*city

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

Kunaal --14-05-06

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..

Last edited by zainy; 6th June 2010 at 06:41 PM..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
14th May 2006, 04:33 PM

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…
waah... very well said...

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

Nice words again...

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

hmmmm.....

Kunal,

Jab bhi likhte ho expressive likhte ho... aur yeh bhi koi exception nahi hai... accha likha hai... do keeo writing.... take care...

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#3)
ashiq awara,
copy shayar
ashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the rough
 
ashiq awara,'s Avatar
 
Offline
Posts: 445
Join Date: Sep 2005
Location: MUMBAI---- ( mai-khana )
Rep Power: 22
Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 14th May 2006, 06:35 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
AadaaB ek arse Baad,..

Yun hi meri bebasi ka sabab mera pyar.. meri khamoshi maiN sun lo meri darkaaar... koun si raah pe chot khayi hai maine... koun si manzil apnayi hai maine ... par mere jhakhmoN pe aasmaan roO na sakega... mere ghamoN ko dil se dho na sakega .. mere aansuN inhe kured denge mere yaar.. YUN HI MERI BEBASI KA SABAB MERA PYAAR... ....

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…

*city

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal --14-05-06

hi kunal sahab bohat khoob likha hai.specialy this lines.......

keep posting kunal sahab bye.........tk care....

Not Mine.

mai kabhi kuch nahi likhta bas
dusron ka likha post karta hoon
kyonki mai shayar nahi hoon
lekin mujhe shayri bohat pasand hai
  Send a message via Yahoo to ashiq awara,  
Reply With Quote
hi kunne
Old
  (#4)
cutemunda_2005
Banned
cutemunda_2005 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 384
Join Date: Dec 2005
Location: delhi india
Rep Power: 0
hi kunne - 14th May 2006, 09:12 PM

ek baat bata ki jab tak koi tujeh press naa kare tu aagey kyo nahi badta
maine tujeh kal he yaad kiya tha or tune aaj he 1 naye post send kar de.

khair koi baat nahi kiosi bahane to aaya tu hamare bitch main

waise hamesha ki tarha bahut accha likha hain tune

tera
monti
jigri
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
15th May 2006, 01:39 PM

“zamane beete....dhadkane abb sunai kahan deti hain
pehli saans toh aayi thi doosri kab guzar gayi pata nahin

khata kya teri ke tujhe ilzaam mile "wafa"
musafir hai wo kahan gaya kuch pata nahin”

bahut khoob !.

Ek behtreen kalaam pesh kiya hai aapne….dil se nikli daad kabool kijiyega

apna khayal rakhyiega

Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
15th May 2006, 04:34 PM

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

bahut khub Kunnal ji..............

ranju

ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
15th May 2006, 04:55 PM

kunal,acchi likhi hai

jo cheez acchi lagti hai use kisi bure ki wajah se mat chodna kabhi...shayri likhte ho to hamesha likhna ,chahe dard koi bhi de,koi bhi ...

"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
wah
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
wah - 15th May 2006, 10:16 PM

kunal bahut gahara jura huya chahta hoon tujhe shayree se aaj kee ghazal ne phir mere bharose ko jagaya hai ki tum main jo shayri sans letee hai bahut khoobsoorta hai ek ek baat beshkeemtee hai aghaz bahut khoob hai

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN

wah
Anil

mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
16th May 2006, 06:55 AM

kunal ji
aapko kafi dino baad fir se padhne ka avsar mila

aur bhaut bhaut bhaut hi achha laga har sher mai dard aur unke ehsas ko sade lafzon mai baya.n kiya hai

aap aise hi likhte rahe yahi dua hai

shrdh

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#10)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th May 2006, 12:23 PM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…
waah... very well said...

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

Nice words again...

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

hmmmm.....

Kunal,

Jab bhi likhte ho expressive likhte ho... aur yeh bhi koi exception nahi hai... accha likha hai... do keeo writing.... take care...
pullu bhai ...

Bohat bohat shukria aapka .. aapne mujhe tareef ke kabil samjha ... aur sahi batauN to mujhe junoon hai jitna seekhne ka ... utna hi ye baat ka ki jitna likhuN ... asar kare ...

aap aaye accha laga

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#11)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 17th May 2006, 12:25 PM

Quote:
Originally posted by ashiq awara,
hi kunal sahab bohat khoob likha hai.specialy this lines.......

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

keep posting kunal sahab bye.........tk care....
Shukria aawaara sahab lol ........ kindding

aap aaye mujhe bhi bohat accha laga .. likhta to rahuNga .. waqt aur aapka sath raha to...

aapka apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: hi kunne
Old
  (#12)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: hi kunne - 18th May 2006, 12:03 PM

Quote:
Originally posted by cutemunda_2005
ek baat bata ki jab tak koi tujeh press naa kare tu aagey kyo nahi badta
maine tujeh kal he yaad kiya tha or tune aaj he 1 naye post send kar de.

khair koi baat nahi kiosi bahane to aaya tu hamare bitch main

waise hamesha ki tarha bahut accha likha hain tune

tera
monti
jigri
Mere yaar...

mujhe press karne ki kya jaroorat .. jab dard press karega .. mai khud chala aaunga ... well aur jab chahne wale bulayeNge to maiN chala hi aauNga..

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#13)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
18th May 2006, 12:05 PM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
“zamane beete....dhadkane abb sunai kahan deti hain
pehli saans toh aayi thi doosri kab guzar gayi pata nahin

khata kya teri ke tujhe ilzaam mile "wafa"
musafir hai wo kahan gaya kuch pata nahin”

bahut khoob !.

Ek behtreen kalaam pesh kiya hai aapne….dil se nikli daad kabool kijiyega

apna khayal rakhyiega
Shukriya wafa..

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
18th May 2006, 12:06 PM

Quote:
Originally posted by ranju bhatia
Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

bahut khub Kunnal ji..............

ranju
aane ke liye ehsaan mand huN

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
18th May 2006, 12:07 PM

Quote:
Originally posted by red_ruchika
kunal,acchi likhi hai

jo cheez acchi lagti hai use kisi bure ki wajah se mat chodna kabhi...shayri likhte ho to hamesha likhna ,chahe dard koi bhi de,koi bhi ...
Ruchi ..

Ye dard kisse milta hai ye pata chalta kab hai .. par kalam to ise mehsoos kar hi leti hai .. likhta hi rahuNga jab tak saNs hai

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#16)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 19th May 2006, 10:18 PM

Dear kunal,

Tum aur tumhare khyaal, kya kahu mein? bahut bahut bahut badhiya likha hain aur sahi bhi. sabhi sher pasand aaye mujhe. dil se daad kubul kijiyega aur likhte rahiyega.

Aur haan apna khyaal bhi rakhiyega.
   
Reply With Quote
Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#17)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 20th May 2006, 06:25 PM

"Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN"

very nice....pasand aaye

"Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…"

ye sabhi kuch jayada hi ache lage............

shukriyah

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
AadaaB ek arse Baad,..

Yun hi meri bebasi ka sabab mera pyar.. meri khamoshi maiN sun lo meri darkaaar... koun si raah pe chot khayi hai maine... koun si manzil apnayi hai maine ... par mere jhakhmoN pe aasmaan roO na sakega... mere ghamoN ko dil se dho na sakega .. mere aansuN inhe kured denge mere yaar.. YUN HI MERI BEBASI KA SABAB MERA PYAAR... ....

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…

*city

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal --14-05-06

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#18)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 23rd May 2006, 05:06 PM

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

KYA BAAT HAI....KUNAAL
tumhe padh kar janab Bejad Lucknowi saheb ka likha fil Aag ka ek khoobsurat geet jehan mein ubhar aaya.."jinda hoon is tarah ki gam-e-jindagi nahin/// jalta hua dia hoon magar roshni nahin//....WO MUDDATEIN HUI HAI KISI KE JUDA HUE///lekin yeh dil ki aag abhi tak bujhi nahin ""

meri daad kuboool karo...ek behtreen kalaam par
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: wah
Old
  (#19)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: wah - 26th May 2006, 11:50 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
kunal bahut gahara jura huya chahta hoon tujhe shayree se aaj kee ghazal ne phir mere bharose ko jagaya hai ki tum main jo shayri sans letee hai bahut khoobsoorta hai ek ek baat beshkeemtee hai aghaz bahut khoob hai

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN

wah
Anil
Anil yaar ...

MaiN kam se kam ye to janta hi huN ki koun mujhse kya umeed rakhta hai .. pata nahi sabki poori kar paunga ya nahi .. par koshish to rahegi hi .. aap aaye bohat accha laga mujhe ..

aapka apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#20)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
26th May 2006, 11:54 AM

Quote:
Originally posted by shrdh
kunal ji
aapko kafi dino baad fir se padhne ka avsar mila

aur bhaut bhaut bhaut hi achha laga har sher mai dard aur unke ehsas ko sade lafzon mai baya.n kiya hai

aap aise hi likhte rahe yahi dua hai

shrdh
Kamaal hai ki meri bazm maiN
jhoomte hai ban deewane..
aur ghar maiN dete hai ghum itne.
ki aaNkhoN mai ban gaye maikhane..

aap aayi accha laga bas aur kya kahuN...

-Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#21)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 26th May 2006, 11:56 AM

Quote:
Originally posted by Devangi
Dear kunal,

Tum aur tumhare khyaal, kya kahu mein? bahut bahut bahut badhiya likha hain aur sahi bhi. sabhi sher pasand aaye mujhe. dil se daad kubul kijiyega aur likhte rahiyega.

Aur haan apna khyaal bhi rakhiyega.
Devangi,

mere khayal to mere dostoN ke dil se hoke hi nikalte hai ... aapko pasand aaya mujhe behad khushi hai ...

aapka apna

-kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#22)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 26th May 2006, 11:57 AM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
"
ye sabhi kuch jayada hi ache lage............

shukriyah
Shukriya aapka bhi mere dost

apna khayal rakhna

aapka apna

-kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#23)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 26th May 2006, 12:00 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

KYA BAAT HAI....KUNAAL
tumhe padh kar janab Bejad Lucknowi saheb ka likha fil Aag ka ek khoobsurat geet jehan mein ubhar aaya.."jinda hoon is tarah ki gam-e-jindagi nahin/// jalta hua dia hoon magar roshni nahin//....WO MUDDATEIN HUI HAI KISI KE JUDA HUE///lekin yeh dil ki aag abhi tak bujhi nahin ""

meri daad kuboool karo...ek behtreen kalaam par
-MANOJ
Bhai----

apni aaNkheN masalne pe majboor ho gaya huN .. ki mohtram manoj saahab humari tukbandi pe nazar daali... warna hum to har baar apne kalaam dekhte hi reh jaate the ki kabhi to itna accha likhun ki manoj bhai hum tak aa pahunche... khair aap aaye aapka behad shukra gujaar huN maiN ..

apna khayl rkhiyega behtari ke sath

aapka apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#24)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
26th May 2006, 02:42 PM

aksar har kisi ki zindagi mein unki bebasi ka sabab yeh kambakth pyaar hi hota hai........
isiliye pyaar hi nahi karna chahiye kyunki bahaut takleef hoti hai jab jise aap dilo jaan se zyada chahein aur wo aapko us pyaar ka koi sila na de sake.jab pyaar ke badle sirf aasoon hi aasoon milein....
lekin jaane kyun dil nahi manta hai is pyar iki haqeeqat ko janne ke bawajood..hum phir bhi pyaar karte hain aur bahaut pyaar karte hain us shakhs se.
tumne bahaut accha likkha hai.khush raho.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#25)
aashika
Chahat
aashika will become famous soon enough
 
aashika's Avatar
 
Offline
Posts: 430
Join Date: Sep 2004
Location: thane
Rep Power: 20
26th May 2006, 03:11 PM

hi dear kunal,
bahot dino ke baad yaha par aayi hu,'
bahot khushi hui ke aapse baat karne ka mauka mila.........

*****Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,*****

hey mujhe nahi lagta itne pyaare aur sacche insan se koi bewafai karega ho sakta hai pyaar me kai Majburiya ho,
aur rahi jindagi ki baattttt to...................
aap abhi bhi hum sabki jindagi ho aur hamesha rahoge........
aaapki har 1 shayri bahot hi acchi hai.....................
tnx 4 sharing with us...................

ab gawara nahi koi aur bhi ho jo meri tarah u tumpe mare.....
tune pyaar u sikhake Jindgi ho jindagi badal di.......
**~ Aashi ~**
  Send a message via Yahoo to aashika  
Reply With Quote
Old
  (#26)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
27th May 2006, 10:58 AM

kunal dost

saadgi aur purkaari ke saath dard ko kis tarhara bayaan kiya jaata hai aap ne is ghazel mein bataya hai.

bohat khoob kunal mere bhai.
meri bharpoor daad qabool karein.
aap ke is kalam se ehd-e-rafta ki yaad aayee hai.
ajab si tishnigi, aur lateef se jazbe ke ehsaas ujaagar hota hai aise kalam ko parh ker.
meri dua hai aap ki kaamiyaabi ke liye, khushiyon ke liye.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
27th May 2006, 02:08 PM

bade bhai ko chote ka aadaab,

kya kahoon,fir se ek kalaam jo mujhe khamosh kar gaya.ab to aapne apni aadat si bana li hai aise kalaam pesh karne ki,jinse main khamosh ho jata hun.bas ek baat jaroor hai aapki baat me sachhai kaafi hai.ye aap v jaante hain aur main v.umeed hai ki aap yunhi hume khamosh karte rahenge.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#28)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 2nd June 2006, 04:33 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…

*city

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal --14-05-06
hey kunal dil ko choo liya dear is rachna ne tumhari bahut khub dard ko juban di hai.
sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#29)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
3rd June 2006, 02:49 PM

Quote:
Originally posted by farhana
aksar har kisi ki zindagi mein unki bebasi ka sabab yeh kambakth pyaar hi hota hai........
isiliye pyaar hi nahi karna chahiye kyunki bahaut takleef hoti hai jab jise aap dilo jaan se zyada chahein aur wo aapko us pyaar ka koi sila na de sake.jab pyaar ke badle sirf aasoon hi aasoon milein....
lekin jaane kyun dil nahi manta hai is pyar iki haqeeqat ko janne ke bawajood..hum phir bhi pyaar karte hain aur bahaut pyaar karte hain us shakhs se.
tumne bahaut accha likkha hai.khush raho.
Takleef hoti hai jab jab pyar se bharosha uth jaata hai .. takleef hoti hai jab jab humare khayal humari samajh se aage pahunch jaate haiN...

khair tum aayi accha laga tumhe dekh ke ... apna khayal rakhna

aapka apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#30)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
3rd June 2006, 02:50 PM

Quote:
Originally posted by aashika
hi dear kunal,
bahot dino ke baad yaha par aayi hu,'
bahot khushi hui ke aapse baat karne ka mauka mila.........

*****Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,*****

hey mujhe nahi lagta itne pyaare aur sacche insan se koi bewafai karega ho sakta hai pyaar me kai Majburiya ho,
aur rahi jindagi ki baattttt to...................
aap abhi bhi hum sabki jindagi ho aur hamesha rahoge........
aaapki har 1 shayri bahot hi acchi hai.....................
tnx 4 sharing with us...................
Shukriya aashika

kya jane koun saccha hai hai is duniya main.. kyuNki koi to gunahgaar hoke bhi safedposh ghoomete hai aur kayi to bina kisi dosh ke hi gunahgaar ban jaaate hai .... aap aayi accha laga mujhe bhi..

apna khayal rakhiyega

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#31)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
3rd June 2006, 02:53 PM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
kunal dost

saadgi aur purkaari ke saath dard ko kis tarhara bayaan kiya jaata hai aap ne is ghazel mein bataya hai.

bohat khoob kunal mere bhai.
meri bharpoor daad qabool karein.
aap ke is kalam se ehd-e-rafta ki yaad aayee hai.
ajab si tishnigi, aur lateef se jazbe ke ehsaas ujaagar hota hai aise kalam ko parh ker.
meri dua hai aap ki kaamiyaabi ke liye, khushiyon ke liye.

musharrafhusain
mere mushi Bhia

aapko jab jab apni post pe padha hai .. bas ek hi baaat sochne baith jaata huN... ki kya maine itna accha likha tha ki aap aaye .. aapne bohat jyada tareef kar di hai is khaaksaar ki .. par aapke lafzon ka isteqbaal karta huN maiN ...

aap apna khayal khyal rakhiyega

aapka apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#32)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 3rd June 2006, 03:00 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
Bhai----

apni aaNkheN masalne pe majboor ho gaya huN .. ki mohtram manoj saahab humari tukbandi pe nazar daali... warna hum to har baar apne kalaam dekhte hi reh jaate the ki kabhi to itna accha likhun ki manoj bhai hum tak aa pahunche... khair aap aaye aapka behad shukra gujaar huN maiN ..

apna khayl rkhiyega behtari ke sath

aapka apna

Kunal

KUNAAL BHAI
AISA KEH KAR MUJHE SHARMINDA NA KARO....tum hamesha se hi acha likhte the...aur "suraj" ko bhala"chiraag" ki kya jaroorat??? bas baat itni si hai ki kabhi mera is mehfil mein aana kam raha aur jab aana hua to tum masroof rahe.
apni dilkash gazal par meri daad ek baar fir kubool kijiye
take care
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#33)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
3rd June 2006, 03:35 PM

Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
bade bhai ko chote ka aadaab,

kya kahoon,fir se ek kalaam jo mujhe khamosh kar gaya.ab to aapne apni aadat si bana li hai aise kalaam pesh karne ki,jinse main khamosh ho jata hun.bas ek baat jaroor hai aapki baat me sachhai kaafi hai.ye aap v jaante hain aur main v.umeed hai ki aap yunhi hume khamosh karte rahenge.
Chote se lucky

Bhai khamoshi hi to sabse jyada asar rakhti hai apne aap maiN ... aur jazbaat samajh hi lete hai har khamoshi ko .. meri aadat maiN kya kya shumaar karuN .. ki meri to khud ki aadat khamosh rehne ki ho gayi hai ... tum aaye mujhe bohat jyada accha laga ...

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#34)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 3rd June 2006, 03:37 PM

Quote:
Originally posted by sakhi1909
hey kunal dil ko choo liya dear is rachna ne tumhari bahut khub dard ko juban di hai.
sakhi with love
Aa ha ha

Aap ke dil ko kya chuUnga maiN .. aap to antardhayan hai khud main .. aap aayi yahi kaafi hai .. ki shikayat kya karooN maiN ...

apna khayal rakhna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...!
Old
  (#35)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Re: Re: Koi Aur KHATA nahiN...! - 3rd June 2006, 03:39 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
KUNAAL BHAI
AISA KEH KAR MUJHE SHARMINDA NA KARO....tum hamesha se hi acha likhte the...aur "suraj" ko bhala"chiraag" ki kya jaroorat??? bas baat itni si hai ki kabhi mera is mehfil mein aana kam raha aur jab aana hua to tum masroof rahe.
apni dilkash gazal par meri daad ek baar fir kubool kijiye
take care
-MANOJ
Bhai ...

Sharminda aap hue to meri khud ki nazar jhuk jayegi .. accha likhta huN maana .. par aap khud ko chiraag kehte hai to maiN sooraj to kabhi nahi ho sakta .. haN us chiraag ki parchai jaroor ho sakta huN ... bhai waqt ki kami is kadar ridhtoN pe asar karegi .. socha na tha .. par ab maiN to poori koshish karunga .. ise poora karne ki ...

aapki daad ko sambhal ke rakh liya gaya hai...

aapka bhai

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#36)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
6th June 2010, 03:29 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…

*city

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal --14-05-06
Lagbhag 19 mahine pehle jab me achank ....SDC par pachuncha .....tab me iska member bhi nahi tha......sabse pehle khulte hi Kunaal sahab ki iss ghazal ko padha tha......aur kai baar padha tha .....tab maine....

phir dil me aaya bina member bane ...... kabhi reply nahi de paaunga....aur andar se bahut din se aawaaz aa rahi thi ....ghazal kehna seekhu.....mujhe isse accha school kaha milta... phir 14-april-2009 ko me aapke SDC parivaar ka member ban gaya......janha mujhe Zidd sahab sameer ji Diya ji praneeta ji vikas ji kunaal ji Danny ji dhaval ji mayank ji sunita ji aur zainy ji ka bharpur pyaar aur sehyog mila...aap dosto ki badolat thodha bahut ghazal kehna seekh gaya....!

aise hi ek yaad ......aap sabse baantne ka dil kar aaya....

kunaal ji ki iss ghazal se behtar .....koi jagaha samajh nahi aai....kiyonki yaad ka janam iss ghazal se hi huaa tha.... !

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#37)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
7th June 2010, 12:05 PM

Hmmmmmmm main samjahta hu waqt ke sath sath kisi bhi shayer ki sahyri me bohat nikhaar aata hai........aur agar main Kunaal saheb ki 2006 me likhi gayee peshkash par abhi comment du to sahi nahi hoga........yeh alag baat hai ke yeh kalam bhi behad khoobsurat hai.

Well Kunaal saheb keep going..........aap hai to hum hai janab.

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#38)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 8th June 2010, 09:35 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
AadaaB ek arse Baad,..

Yun hi meri bebasi ka sabab mera pyar.. meri khamoshi maiN sun lo meri darkaaar... koun si raah pe chot khayi hai maine... koun si manzil apnayi hai maine ... par mere jhakhmoN pe aasmaan roO na sakega... mere ghamoN ko dil se dho na sakega .. mere aansuN inhe kured denge mere yaar.. YUN HI MERI BEBASI KA SABAB MERA PYAAR... ....

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Chiraag haiN roshan andheraa par hata nahiN...
Barsaat bhi tez hai, aasmaan main ghata nahi...

Is sehar* ka aalam ye jagmagaata to dekhiye...
hasNte haiN log, par khushi ka koi pata nahiN…

*city

Alag ho hi chuke jab jism phir wadoN ka kya...
Bewafa mil hi jaynege bachi kahiN wafa nahiN

Mujhe zindgi kehne wale baat bhi nahi karte ab...
BeintehaN pyaar hi kiya, ki koi aur khatha nahi,.

SaBki chahat ka sila hota nahi ye ‘saccha_pyar’…
Khuda ki marji se humeN bhi ab koi gila nahiN…

Aur zindgi ka kya jo humeN judai se daraate ho …
Jee hi lenge ye soch, ki rone wala koi bacha nahi…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal --14-05-06
kunaal saheb....
kaise haiN aap...?

qafi pehle ki likhi hai aapki ye ghazal...
har sher khoob laga mujhe....
bahut pasaNd aayee aapki ghazal....daad haazir hai qubuul kijiyega...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
khata aru Shayri-e-Dard 7 9th June 2009 10:49 PM
ghazal-meri kya khata thi is khata se pahle tabiib.azeez Shayri-e-Dard 6 26th October 2007 12:09 PM
ek khata dard_thesorrow Shayri-e-Ishq 0 1st August 2004 05:46 PM
khata!!!!! neha_2004 Shayri-e-Dard 7 9th February 2004 03:18 PM
khata just urs Shayri-e-Ishq 0 12th January 2004 01:28 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com