Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sochna Samajhna Phir ise Aazmaana....!
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Exclamation Sochna Samajhna Phir ise Aazmaana....! - 14th May 2008, 06:09 PM

Arse se ghum raha.. arse maiN hosh aaya … mila nahi kuch mujhe … ho gaya apna har paraaya … ab bas aakhri ye raasta hai … zindgi se nahi maut se ab vaasta hai… har zarre se sailaab hai ab aaya … sach arse se gum raha aur arse main hosh aaya…! Milta mujhe kuch kaise ho gaya apna har paraya…!


°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
Kis ki ye kahaani kis ka wo fasaana..
Mere ye aansuN, hai mera taraana…

Chubhenge armaaN, wo toote hue..
Rukh par unhe, holeY se bahaana..

Hum to lut kar bhi ameer hai yaar..
mehloN mai tang-dil, gareeb zamana..

sun lo ..!

Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…

Jannat ki rah pe akhiri ye zulmi aah..!
Savaari ko meri phooloN se sajaaNa..

Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..

Aur …!

har kisi ki kismet nahi “sacccha_pyar”..
sochna samajhna phir ise aazmaana..

Meri ye kahaani mera hi wo fasaana..
Bikhre hue aansuN, hai mera taraana…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal :- 14/05/2008


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
14th May 2008, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post

sun lo ..!

Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…


Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..


Meri ye kahaani mera hi wo fasaana..
Bikhre hue aansuN, hai mera taraana…

Bahut Khoob...............!!!!

yeh mujhy sab se zyada passand aye
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#3)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 14th May 2008, 07:30 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Arse se ghum raha.. arse maiN hosh aaya … mila nahi kuch mujhe … ho gaya apna har paraaya … ab bas aakhri ye raasta hai … zindgi se nahi maut se ab vaasta hai… har zarre se sailaab hai ab aaya … sach arse se gum raha aur arse main hosh aaya…! Milta mujhe kuch kaise ho gaya apna har paraya…!


°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
Kis ki ye kahaani kis ka wo fasaana..
Mere ye aansuN, hai mera taraana…

Chubhenge armaaN, wo toote hue..
Rukh par unhe, holeY se bahaana..

Hum to lut kar bhi ameer hai yaar..
mehloN mai tang-dil, gareeb zamana..

sun lo ..!

Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…

Jannat ki rah pe akhiri ye zulmi aah..!
Savaari ko meri phooloN se sajaaNa..

Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..

Aur …!

har kisi ki kismet nahi “sacccha_pyar”..
sochna samajhna phir ise aazmaana..

Meri ye kahaani mera hi wo fasaana..
Bikhre hue aansuN, hai mera taraana…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal :- 14/05/2008

bahut khub KUNAL.....wakehi kabil-e-tarif hai....keep it up......


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#4)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
16th May 2008, 12:37 AM

Bahut dino ke baad aap aaye bhaiya..

Dard se bhari aapki yeh rachna dil ko choo gayi..

Humesha khush rahiye!

Take Care Bhaiya!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
17th May 2008, 11:29 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Arse se ghum raha.. arse maiN hosh aaya … mila nahi kuch mujhe … ho gaya apna har paraaya … ab bas aakhri ye raasta hai … zindgi se nahi maut se ab vaasta hai… har zarre se sailaab hai ab aaya … sach arse se gum raha aur arse main hosh aaya…! Milta mujhe kuch kaise ho gaya apna har paraya…!


°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
Kis ki ye kahaani kis ka wo fasaana..
Mere ye aansuN, hai mera taraana…

Chubhenge armaaN, wo toote hue..
Rukh par unhe, holeY se bahaana..

Hum to lut kar bhi ameer hai yaar..
mehloN mai tang-dil, gareeb zamana..

sun lo ..!

Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…

Jannat ki rah pe akhiri ye zulmi aah..!
Savaari ko meri phooloN se sajaaNa..

Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..

Aur …!

har kisi ki kismet nahi “sacccha_pyar”..
sochna samajhna phir ise aazmaana..

Meri ye kahaani mera hi wo fasaana..
Bikhre hue aansuN, hai mera taraana…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal :- 14/05/2008
Dard se bharpur aap ki yaha kavita ka kya kahein, Kunnu Bhaiya...? Bas jigar pe teer chalaata raha...!

Har ek sher kabil e tareef hai...!

Arse baad aap ko parhne ka sawbhagya mila humko...!

Yun hi likhein aur aate rahein...!

Aap ke khayaal abhi tak rakhte hein hum...!

Duaaon ke saath...!


Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th May 2008, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Arse se ghum raha.. arse maiN hosh aaya … mila nahi kuch mujhe … ho gaya apna har paraaya … ab bas aakhri ye raasta hai … zindgi se nahi maut se ab vaasta hai… har zarre se sailaab hai ab aaya … sach arse se gum raha aur arse main hosh aaya…! Milta mujhe kuch kaise ho gaya apna har paraya…!


°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
Kis ki ye kahaani kis ka wo fasaana..
Mere ye aansuN, hai mera taraana…

Chubhenge armaaN, wo toote hue..
Rukh par unhe, holeY se bahaana..

Hum to lut kar bhi ameer hai yaar..
mehloN mai tang-dil, gareeb zamana..

sun lo ..!

Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…

Jannat ki rah pe akhiri ye zulmi aah..!
Savaari ko meri phooloN se sajaaNa..

Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..

Aur …!

har kisi ki kismet nahi “sacccha_pyar”..
sochna samajhna phir ise aazmaana..

Meri ye kahaani mera hi wo fasaana..
Bikhre hue aansuN, hai mera taraana…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal :- 14/05/2008
Bohat ba asar likha hai kunaal ji daad to hergiz nahi doongi aesay dard pe haan mager itna kahoongi bohat se dilon pe asar karega ye kalaam aate rahiyega allah aapko khush rakhe ameen


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
20th May 2008, 05:14 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Bahut Khoob...............!!!!

yeh mujhy sab se zyada passand aye
Shukriya .. mujeeb ..

aur kya kahuN aate rehna


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th May 2008, 05:25 PM

aaj to sachhi bahut accha din hai....aatey hi 2-2 acchey shayro.n ko padna naseeb hua....abhi abhi danny ji ko padda hai aur ab kunal aapko.....bahut dard bhara likha hai aapne....padkar dil mein ek kasak ahsaas hua.....hum to sochtey hain hi hamare paas hi baht dard hai...par yaha to hum se badkar kai haiN

kush rahiye aur mahfil mein aatey raha kijiye
duao.n ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
27th May 2008, 01:17 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
bahut khub KUNAL.....wakehi kabil-e-tarif hai....keep it up......
Shukriya....

Aapka bhi... apna waqt dene ke liye


Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#10)
jinal
Registered User
jinal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: May 2008
Rep Power: 0
Thumbs up 29th May 2008, 05:23 PM

so nice of you mr.kunal
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd June 2008, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Bahut dino ke baad aap aaye bhaiya..

Dard se bhari aapki yeh rachna dil ko choo gayi..

Humesha khush rahiye!

Take Care Bhaiya!

~Priya

Shukriya meri gudia...

aur aisi cheezoN ko dil se nahi lagana chaiye ... ye kisi ko khushi nahi de sakti ...

tumhari khushi ki dua humesha se hai aur rahegi

tumhara apna

kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#12)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd June 2008, 03:15 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Dard se bharpur aap ki yaha kavita ka kya kahein, Kunnu Bhaiya...? Bas jigar pe teer chalaata raha...!

Har ek sher kabil e tareef hai...!

Arse baad aap ko parhne ka sawbhagya mila humko...!

Yun hi likhein aur aate rahein...!

Aap ke khayaal abhi tak rakhte hein hum...!

Duaaon ke saath...!

Danny bhaiya..

bas aise hi likh ke chala gaya tha .. pareshani maiN ghire hue ...

accha laga aapko dekh kar yahan ...


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#13)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
13th June 2008, 02:13 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
Bohat ba asar likha hai kunaal ji daad to hergiz nahi doongi aesay dard pe haan mager itna kahoongi bohat se dilon pe asar karega ye kalaam aate rahiyega allah aapko khush rakhe ameen
shukriya aapka bhi

kyuNki main daad ka haqdaar huN bhi nahi ... aur na iske liye likhta huN .. dard bas rista hai ragoN se .. aur kisi ko uska ehsaas ho jaye badi baat hai ... aapka shkriya ...

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
18th December 2008, 01:50 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
aaj to sachhi bahut accha din hai....aatey hi 2-2 acchey shayro.n ko padna naseeb hua....abhi abhi danny ji ko padda hai aur ab kunal aapko.....bahut dard bhara likha hai aapne....padkar dil mein ek kasak ahsaas hua.....hum to sochtey hain hi hamare paas hi baht dard hai...par yaha to hum se badkar kai haiN

kush rahiye aur mahfil mein aatey raha kijiye
duao.n ke saath
Sunita ji

Muai ka adad talabgaar huN itne dino baad aapse mukhatib ho raha hun aapke khat ke jawaab main ... khair dair aaye durust aaye .. aur accha bhi hai tab ye keh nahi sakta tha ... ki aata rahunga .. par aaj dekhiye kehne ki zaroorat nahi kyuNki aapko roz dikh hi jata houNga yahan ... aapke pyar aur duaoN ka dil se shukraguzaar ...

aapka apna

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
25th March 2009, 09:37 AM

Quote:
Originally Posted by jinal View Post
so nice of you mr.kunal
Thanks Jinal... sorry for being late


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
7th December 2009, 01:02 AM

Hum to lut kar bhi ameer hai yaar..
mehloN mai tang-dil, gareeb zamana..




Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…


ye dono sher bhayee bahut asar liye hia.... kisi ke liye bhi raam-baan hai ye ....
bahut sahi kaah hai aur pur-asar kaha hai
Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..

kunaal bhayee .. this one is my favt........... dil foota hai yaha
yun laga jaise aapne kaah hia aur
mere sath ye ho gaya hai
jiyo bahut jiyo ......
mere pas lafz nahi hia... jane kya kahna chahta hun aur kyu nahi kah pa raha hun

Aur …!

har kisi ki kismet nahi “sacccha_pyar”..
sochna samajhna phir ise aazmaana..

ahh
ye bhi sahi hai
mere 'Baba' ki baat kahi hai

likhabat mai apni rote ho
tum bhi mere baba ke pote ho
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#17)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
7th December 2009, 01:55 AM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Arse se ghum raha.. arse maiN hosh aaya … mila nahi kuch mujhe … ho gaya apna har paraaya … ab bas aakhri ye raasta hai … zindgi se nahi maut se ab vaasta hai… har zarre se sailaab hai ab aaya … sach arse se gum raha aur arse main hosh aaya…! Milta mujhe kuch kaise ho gaya apna har paraya…!


°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
Kis ki ye kahaani kis ka wo fasaana..
Mere ye aansuN, hai mera taraana…

Chubhenge armaaN, wo toote hue..
Rukh par unhe, holeY se bahaana..

Hum to lut kar bhi ameer hai yaar..
mehloN mai tang-dil, gareeb zamana..

sun lo ..!

Mujhe sambhalne ka junooN hai bada..
Uth na pauN kabhi aisa mujhe giraana…

Jannat ki rah pe akhiri ye zulmi aah..!
Savaari ko meri phooloN se sajaaNa..

Meri Yaad zameeN maiN reh na jaye…
Mujhe raakh kar, hawa mai udaana..

Aur …!

har kisi ki kismet nahi “sacccha_pyar”..
sochna samajhna phir ise aazmaana..

Meri ye kahaani mera hi wo fasaana..
Bikhre hue aansuN, hai mera taraana…

°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°

Kunaal :- 14/05/2008

Kunal ji …ab is ke reply main hum kya kahe yeh to samajh hi nahi aa raha. Aap se ek sawaal puchhe … dil mai chhupe dard ke tukado ko aap yahaan ek saath jod ke kaise lafzon mai bayaan kar dete hai ????

Itana hi kahungi ki ……palako se aansoon gire nahi ..par haan dil ko zaroor rula diya …..aapke likhe ne… Hum jaanate hai kahena asaan hai …. Aur hona bahot mushkil …fir bhi hum dil se duaa karate hai ki …aap ko zindagi ki har khushi mile.

Shaayad bahot kuchh hai abhi kahene ko ise padhane ke baad … aur shaayad kuchh bhi nahi …. Par abhi kuchh kahe nahi paaungi …. Fir kabhi aaungi waapas is post par shaayad tab kuchh bayaan kar paaun…. Abhi ke liye hume maaf kar dijiye please.


Bhagwaa ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#18)
amit7600
Registered User
amit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really nice
 
Offline
Posts: 484
Join Date: Oct 2009
Location: Kolkata-City of Joy
Rep Power: 19
11th December 2009, 12:35 AM

kunal Bhai,
Jo mujhe kehna hai, vo gudiaji ne upar bahut hi bekhoobi se keh diya hai....

aur jyada kuch nahi...aapke vishay me ab kehne layak mere paas kuch bhi nahi hai....

Bas likhte raho bhai....aapki awaaz shyad hamari bhi awaaz hai....


amit7600
Aandhiya Gam Ki Chalegi To Sawar Jaoonga Me
Mai To Dariya Hu Samoondar Me Utar Jaaonga Me
Mujhe Suli Pe Chadane Ki Jaroorat Kya Hai Logo
Mere Haato Se Kalam Cheen Lo Yuhi Mar Jaoonga Me


(When i received You in my heart everything changed for me)
  Send a message via Yahoo to amit7600  
Reply With Quote
Old
  (#19)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
11th December 2009, 07:42 AM

Bohat khoob kunaal saheb........khoobsurat peshkash.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
apna samajhna...... muskaan76 Shayri-e-Ishq 1 26th February 2009 06:53 PM
rishte aazmaane se pehle tu khud ko aazmaana seekh...... rajveeer Shayri-e-Dard 20 26th July 2007 10:14 AM
samajhna saurabh_goelin Shayri-e-Dard 0 5th May 2006 10:16 PM
~*~...mat samajhna...~*~ mann_chand Shayri-e-Dard 12 18th November 2005 09:17 PM
mat samajhna red_ruchika Shayri-e-Dard 0 24th July 2005 05:47 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com