Kyon chalti hai pawan, kyon jhoome hai gagan
kyon machalta hai mann., na tum jano na hum
kyon aati hai bahar, kyon lootta hai karar
kyon hota hai pyar..na tum jano na hum
ye madhoshiyan ye tanahayian tassaur mein hai
kiski parchhayian
ye bhiga samaa umange jawaan mujhe ishq
le ja raha hai kahan..
kyon gum hai har disha, kyon hota hai nasha
kyon ata hai mazaa., na tum jano na hum (repeat twice)