Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jab se ghungroon pehne hai
Old
  (#1)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Jab se ghungroon pehne hai - 23rd March 2006, 04:06 PM

Doston

kisi ka tamasha bana, taaliyan bajana bohut aasan hai
Apna dard samjhana bohut aasaan hai,Kisi ka dard samajhne ke liye uski aatma mein jhankna padta hai, aisi ek koshish maine ki hai, shayad pasand aaye apko

Apki sarika

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi.........

raaat aati hain magar
Dil mein shama jalti nahi

Pyaar, mohabbat sab bikey, chund sikkon ke mol mein
Jism chalta hain yahan, Rooh ab chalti nahi

sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Shool ban kar 'aatma' chubhti hai meri, raat-din
jaane kyun rooh iski mar kar marti nahi

armaanon ki sej par 'phool' ban sajti hoon main
na jaane kis ki chaah mein jindagi galti nahi

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi......
   
Reply With Quote
Re: Jab se ghungroon pehne hai
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Jab se ghungroon pehne hai - 23rd March 2006, 04:17 PM

Dear sarika ji

aaj maine bhi aapko dusri baar padha par sach mein pdhta hi reh gaya..aur aapki baat bhi sahi dusro k dard par taliya bajana aasan hai...

aapne itna khoobsurat likha hai ki lagta hai dard bhi muskra raha hai

"Pyaar, mohabbat sab bikey, chund sikkon ke mol mein
Jism chalta hain yahan, Rooh ab chalti nahi"

kya likha hai aapne bohat khoob....


sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Shool ban kar 'aatma' chubhti hai meri, raat-din
jaane kyun rooh iski mar kar marti nahi

armaanon ki sej par 'phool' ban sajti hoon main
na jaane kis ki chaah mein jindagi galti nahi"


sabhi itne pyare hai ki kisi ek ko chun naa saka


shukriya itna umda likhne aur ishe yaha post karne k liye

bas ek gujarish hai ki bas aati rahiyega


Diggaj


Quote:
Originally posted by masti
Doston

kisi ka tamasha bana, taaliyan bajana bohut aasan hai
Apna dard samjhana bohut aasaan hai,Kisi ka dard samajhne ke liye uski aatma mein jhankna padta hai, aisi ek koshish maine ki hai, shayad pasand aaye apko

Apki sarika

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi.........

raaat aati hain magar
Dil mein shama jalti nahi

Pyaar, mohabbat sab bikey, chund sikkon ke mol mein
Jism chalta hain yahan, Rooh ab chalti nahi

sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Shool ban kar 'aatma' chubhti hai meri, raat-din
jaane kyun rooh iski mar kar marti nahi

armaanon ki sej par 'phool' ban sajti hoon main
na jaane kis ki chaah mein jindagi galti nahi

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi......


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
23rd March 2006, 04:23 PM

Diggaj ji

acha laga ki apko mera likha pasand aaya

yeh sab apki hi prerna thi

Shukriya aapke us sujhav ke liye

apki dost
sarika
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
hi - 23rd March 2006, 04:27 PM

Hamari prerna?

nahi ji aapne likha hi tarif k kabil hai


plzzzzzzz ab aati rahiyega hamein acha padhne ko milta rahega



Quote:
Originally posted by masti
Diggaj ji

acha laga ki apko mera likha pasand aaya

yeh sab apki hi prerna thi

Shukriya aapke us sujhav ke liye

apki dost
sarika


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#5)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
23rd March 2006, 04:28 PM

Diggaj ji

acha laga ki apko mera likha pasand aaya

yeh sab apki hi prerna thi

Shukriya aapke us sujhav ke liye

apki dost
sarika
   
Reply With Quote
Re: Jab se ghungroon pehne hai
Old
  (#6)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Jab se ghungroon pehne hai - 24th March 2006, 11:56 AM

Quote:
Originally posted by masti


Pyaar, mohabbat sab bikey, chund sikkon ke mol mein
Jism chalta hain yahan, Rooh ab chalti nahi
Sarika babhi...

MaiN samajh gaya huN is nazm maiN chupi gehrayi aur iske dard ko .. aapne wakai sahi kaha ki kisi ke dard ko padhne ke liye uski aatma maiN jhaNkna padta hai ... par aaj kal to aatmayeN bhi jhooti ho gayi haiN khair .. maiN tab bhi isi baat ko hi manta huN .. acchai aur burai ek hi sikke ke do pehlu haiN ... aapke is sher ne wakai gehra asar chora,... meri mubarakbaad aapko ..is dilfareb nazm ke liye ...

apna khayal rakhna

aapka devu

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
gahree soch hai
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
gahree soch hai - 24th March 2006, 12:50 PM

gahree soch hai gahree baat hai achha laga ummeed hai ye achee baten parhne ko miltee rahengee yoon hee
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: Jab se ghungroon pehne hai
Old
  (#8)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Jab se ghungroon pehne hai - 24th March 2006, 02:32 PM

MASTI SAHIBA
AABDAB
jindagi ki un andheri galion par apni kalam se jo roshni daali hai wo "dard" par "wah" kehe ka majboor kar rahi hai...sahir saheb ka mashoor kalaam jehan mein ubhar aaya...."yeh kooche yeh neelaam ghar bekashi ke,,yeh loot_te hue kaarwan jindagi ke,,kahan hai,,kahaan hai muhaafiz khudi ke,,,jinhe naaz hai Hind par wo kahan hai"
meri daad kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Jab se ghungroon pehne hai
Old
  (#9)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Re: Jab se ghungroon pehne hai - 28th March 2006, 05:26 PM

Quote:
Originally posted by masti
Doston

kisi ka tamasha bana, taaliyan bajana bohut aasan hai
Apna dard samjhana bohut aasaan hai,Kisi ka dard samajhne ke liye uski aatma mein jhankna padta hai, aisi ek koshish maine ki hai, shayad pasand aaye apko

Apki sarika

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi.........

raaat aati hain magar
Dil mein shama jalti nahi

Pyaar, mohabbat sab bikey, chund sikkon ke mol mein
Jism chalta hain yahan, Rooh ab chalti nahi

sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Shool ban kar 'aatma' chubhti hai meri, raat-din
jaane kyun rooh iski mar kar marti nahi

armaanon ki sej par 'phool' ban sajti hoon main
na jaane kis ki chaah mein jindagi galti nahi

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi......

Sarika Ji..

Sach kahooN to aap ke is ghazal ne mujeh la-jawaab kar diya.. MAine kayi baar isay padha.. Aap ne jis dard ko yahaaN pesh kiya hai. us par bahoot kam log hi likh paate haiN.. Aur aap ne is dard bhare ehsaas ko khoobsoorati ke saath lafzoN mai baandh kar ghazal ka shakal diya hai..

Dili daad kabool kijiye.. Jo aap ke hunar ke liye hai....

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#10)
surbhi_lov1
Registered User
surbhi_lov1 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Jan 2006
Location: heart
Rep Power: 19
28th March 2006, 06:16 PM

hi dear meine pahli baar aapko padha hai sach bahut achha likha hai aapney dil ko chu si gayi har line isi tarah likhte rahna
bye tc


surbhi
  Send a message via Yahoo to surbhi_lov1  
Reply With Quote
Shukriya
Old
  (#11)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Shukriya - 29th March 2006, 04:16 PM

Dear Kunal, Manoj, Anil, Mayank, Surbhi

Shukriya ! aapko mera likha pasand aaya, koshish karungi isi tarah kuch acha aur meaningful apke samne laane ki

Aap sab apna khayal rakhiyega

Ishwar apke saath rahe

Apki Dost

Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
24th February 2015, 06:58 AM

Rajeev ji ki kavita yaad aa gayi. Isliye re sharing.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th February 2015, 09:47 AM

Too good peshkash Sarika jii.. kaafii puaanii hai magar jazbaat ab bhi taazaa hain...
likhtiii rahiyegaa......

Shaaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th February 2015, 10:23 AM

Bahut bahut achchi kavita....aur sach baat kisi aise dard ko samjhna aur us par likhna jo aapne kabhi mahsoos na kiya ho..bada hee mushkil hai...
Dil se pasand aayi aapki ye rachna..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
24th February 2015, 11:25 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Too good peshkash Sarika jii.. kaafii puaanii hai magar jazbaat ab bhi taazaa hain...
likhtiii rahiyegaa......

Shaaad.....
Shukriya shoiab ji

sachmuch bohut purani hai.aaj achaanak rajeev ji ki rachna padi to yaad aaya ki is vishaya par maine bhi kabhi kuch likha tha aur dhundte hue ye haath lag gayi.

socha aap logo se share karun.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
24th February 2015, 11:27 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut bahut achchi kavita....aur sach baat kisi aise dard ko samjhna aur us par likhna jo aapne kabhi mahsoos na kiya ho..bada hee mushkil hai...
Dil se pasand aayi aapki ye rachna..
Thank you madhu ji

jab bhi aap aati hain mujhe bohut khushi hoti hai, pata nahi kya rishta ban raha hai aapse

aati rahiye


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
25th February 2015, 08:17 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

kisi ka tamasha bana, taaliyan bajana bohut aasan hai
Apna dard samjhana bohut aasaan hai,Kisi ka dard samajhne ke liye uski aatma mein jhankna padta hai, aisi ek koshish maine ki hai, shayad pasand aaye apko

Apki sarika

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi.........

raaat aati hain magar
Dil mein shama jalti nahi

Pyaar, mohabbat sab bikey, chund sikkon ke mol mein
Jism chalta hain yahan, Rooh ab chalti nahi

sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Shool ban kar 'aatma' chubhti hai meri, raat-din
jaane kyun rooh iski mar kar marti nahi

armaanon ki sej par 'phool' ban sajti hoon main
na jaane kis ki chaah mein jindagi galti nahi

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi......
Sarika ji,
bas yahi kahunNga ke iss peshkash pe aapko hazaaroN Salaam !


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
26th February 2015, 11:01 AM

sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi......

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahh... waaaaaaahhh.. waaaaaaaaaaaah.

kamaal hii kamaal ....... nihayat hii chubte hue .. dil-doz haqeeqat kiii ronamaayi karte hue
aap ka ka likha aik aik lafz dil ke aar-paar ho gaya ........

aap kii is umdah peshkash ke liye daad-o-tehseen bohat kam hy....
kyuN ky meri nazr meiN yeh kalaam in se kahiN bhad kar hy ....

likhte rahiye ... khush rahiye ...


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
4th March 2015, 07:08 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
sab hai 'sajaa', iss begairat baazaar mein
Har cheez milti hai yahaan, 'Hayaa' par milti nahi

Mitti ke iss jism ka mol, lagate jo hain
jaane kyun gairat unki, unmein kabhi palti nahi

Jab se ghungroon pehne hai
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi
saanjh ab dhalti nahi......

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahh... waaaaaaahhh.. waaaaaaaaaaaah.

kamaal hii kamaal ....... nihayat hii chubte hue .. dil-doz haqeeqat kiii ronamaayi karte hue
aap ka ka likha aik aik lafz dil ke aar-paar ho gaya ........

aap kii is umdah peshkash ke liye daad-o-tehseen bohat kam hy....
kyuN ky meri nazr meiN yeh kalaam in se kahiN bhad kar hy ....

likhte rahiye ... khush rahiye ...


Shukriya hassan ji

mujhe bohut khushi hui ki aapko mera likha pasand aaya aur apne zaroorat se zyaada tareef kar di shayad itni tareef ki main khud ko haqdaar nahi samajhti.



-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com