Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Fariyad
Old
  (#1)
Gudiya
Registered User
Gudiya is on a distinguished road
 
Gudiya's Avatar
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Sep 2003
Rep Power: 0
Love Fariyad - 12th February 2004, 07:22 PM


Khata humari, ghalti humari, zulm to batata jaa,
Humari betaha mohabbat ki saza to sunata jaa...

Socha tha aaya hain thandi-hawa ka jhooka bahar mei,
Be-dard apne saath woh yaadein woh umeedein bhi leta jaa...

Qurbat mei humari, dhokey ka naam-o-nishan na tha,
Sang-dil apni chahat ki yeh saugat bhi saath leta jaa...

Tamaam umar ke liye humei dil ka rogh de diya,
Malhum na sahi kam se kam zeher hi deta jaa...

Jatey jatey humari maut ka saaman bhi deta jaa,
Bina tere jeena na-mumkin hani yeh sada bhi sunta jaa...


kabhi raahat, kabhi hasrat, kabhi qurbat ki baatein kartey hain,
har baat mei aye sanam sirf tera hi zikhar kartey hain.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Manish K Bansal
Registered User
Manish K Bansal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 21
12th February 2004, 08:18 PM

Khata humari, ghalti humari, zulm to batata jaa,
Humari betaha mohabbat ki saza to sunata jaa...

Socha tha aaya hain thandi-hawa ka jhooka bahar mei,
Be-dard apne saath woh yaadein woh umeedein bhi leta jaa...

Qurbat mei humari, dhokey ka naam-o-nishan na tha,
Sang-dil apni chahat ki yeh saugat bhi saath leta jaa...

Tamaam umar ke liye humei dil ka rogh de diya,
Malhum na sahi kam se kam zeher hi deta jaa...

Jatey jatey humari maut ka saaman bhi deta jaa,
Bina tere jeena na-mumkin hani yeh sada bhi sunta jaa...


Gudiyaa ji,

namsakaar,

Bahut achha likha hai aap ne. Dard mehsoos ho rahi hai aap ke dil ki. Daad qabul farmaieyega. Humesha aise hi likhti rahiye aur hontoon pe mushkaan bani rahe.

Yahi duaaoon ke saath..

Manish
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
12th February 2004, 08:22 PM

Bohot hi dard chhupakar rakhhi hein aapne. For me this was your first post but I checked you posted 2 more earlier on. I don't know how I missed your post till now. You really can express the feeling. I really don't know what to say. I can only say, you are in to much pain. Nahi mein wah kahungi nahi koi tarif karungi. Baas yeh hein ke aapki dard ko mehsoosh kee. Khuda aapko thodi si chain de yehi Duwa rahegi. Likhte zaroor rahiyega. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
katilaadaien
Registered User
katilaadaien is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Feb 2004
Location: in my buggah's dil
Rep Power: 0
13th February 2004, 03:17 AM

wow..that's really good..i love it!

keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
rakshit
kashtiki talashme..SAAHIL
rakshit is on a distinguished road
 
rakshit's Avatar
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Jan 2004
Location: Gujarat (India)
Rep Power: 21
Angry 13th February 2004, 08:14 PM

Namaskaar Gudiyaa jee,
Bahot achchhi tarah se bayaan kiyaa he aapne apne dard ko....
-------------------
Khata humari, ghalti humari, zulm to batata jaa,
Humari betaha mohabbat ki saza to sunata jaa...
Socha tha aaya hain thandi-hawa ka jhooka bahar mei,
Be-dard apne saath woh yaadein woh umeedein bhi leta jaa...
Qurbat mei humari, dhokey ka naam-o-nishan na tha,
Sang-dil apni chahat ki yeh saugat bhi saath leta jaa...
Tamaam umar ke liye humei dil ka rogh de diya,
Malhum na sahi kam se kam zeher hi deta jaa...
Jatey jatey humari maut ka saaman bhi deta jaa,
Bina tere jeena na-mumkin hani yeh sada bhi sunta jaa...
--------------------
Aap ke kalaam ke baare mei.n kuch aur nahi.N kahoo.Ngaa mei.n... par ek duaa jharoor maa.Ngugaa rab se ki agar ho sake to jiske liye likha gayaa he ye kalaam, bas ek baar use yahaa.N tak pahoo.Nchaa de... bas ek baar use is dard kaa ehsaas karva de... vohi shaayad aap ke dard ki dawaa bhi hogee...
well dost keep writing ... take care..... god bless u ....


~*~ saahil ~*~
----------------------------------------------
Ye alfaz he dard e dil ke, aur kuch nahi.n
Ye ghaav he zindagee ke, aur kuch nahi.n
----------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to rakshit  
Reply With Quote
Old
  (#6)
$ooraj
Registered User
$ooraj is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Jan 2004
Rep Power: 0
14th February 2004, 01:21 PM

Salam Gudiya G

Buhat Hi Aacha Likha Ha Pap Na,,
Kay Kehana,,
Buaht Khoob,

Take care
Allah Hafiz

$ooraj,
   
Reply With Quote
Thankyou all :)
Old
  (#7)
Gudiya
Registered User
Gudiya is on a distinguished road
 
Gudiya's Avatar
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Sep 2003
Rep Power: 0
Love Thankyou all :) - 23rd February 2004, 10:40 PM

Hi there,

I'm glad that you guys find my Fariyad that interesting..
Aese mujhe likhna aata nahi hain bas kabhi kabhi apne dil ke dard ko lafzon mei dal deti hu..
aap sab ka reply padh kar bohat achha laga..
Thankyou All

Gudiya


kabhi raahat, kabhi hasrat, kabhi qurbat ki baatein kartey hain,
har baat mei aye sanam sirf tera hi zikhar kartey hain.
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 24th February 2004, 03:56 AM

hi
its nice ...lafzon ka istaimal acha hay
likhti rhaiye ga
Jatey jatey humari maut ka saaman bhi deta jaa,
Bina tere jeena na-mumkin hani yeh sada bhi sunta jaa...

bohat khob
aik banjara''''
bas''''


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
24th February 2004, 07:54 AM

Gudiya jii,

maafii chahtaa hooN! mujhse galtii ho gayii.. maine sochaa thaa kii maiN aapkii ghazal paD chukaa hooN, aur jawaab bhii de chukaa hooN, is kar ke 'link' hi kuch dinoN se nahiiN kholaa, aur itnii khoob ghazal merii nazaroN ke saamne meiN se guzarne waalii thii!

maiN kin lafzoN se taareef karooN is laa-jawaab kalaam kii?

khaas-taur pe yeh sher to bahot hii achaa laggaa --
"Jatey jatey humari maut ka saaman bhi deta jaa,
Bina tere jeena na-mumkin hani yeh sada bhi sunta jaa..
"


isii taraH likhte rahiiye aap; bahot khoob laggaa aapkii ghazal paD kar!

daad qabuul farmaaiiye gaa,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Fariyad Mzsoniye Shayri-e-Dard 3 16th July 2010 11:33 AM
Fariyad cool_boy00744 Shayri-e-Dard 0 18th September 2006 11:54 AM
fariyad vinodsjain Hindi Kavitayen 1 4th May 2006 01:43 PM
fariyad Ghulam Ali Shayri-e-Ishq 0 12th January 2006 02:50 PM
fariyad arti_online Shayri-e-Dard 1 10th September 2005 11:06 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com