Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kaun kehta hai mohabbat ka janaazaa nikla
Old
  (#1)
Bhrung
Registered User
Bhrung is just really niceBhrung is just really niceBhrung is just really niceBhrung is just really niceBhrung is just really nice
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 0
kaun kehta hai mohabbat ka janaazaa nikla - 19th February 2012, 02:34 PM

kaun kehta hai mohabbat ka janaazaa nikla
baat itni si hai, apna bhi paraaya nikla

umr-e-rafta ko bhulaaoon to bhulaaoon kaise
bazm-e-tanhai mein har dam wo zamaana nikla

khat likhe lakh magar laut ke aaye saare
jo kisi ne na padha aisa risaala nikla

aadmi kaun yahaan, dev kise kehte hain
jis ko dekha vahi patthar se taraasha nikla

chaal hum aisi chale, maat hamari tay thi
jis pe hamla kiya vo sirf piyaada nikla

thi khumaari-e-mohabbat to laga dil gulshan
hosh aaya to vahi baag kharaaba nikla

aaj kal log, 'bhanwar', bhakt hue jaate hain
ke sar-e-koo-e-kharaabat shivaala nikla
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th February 2012, 07:25 PM

WELCOME TO SDC.....

chaal hum aisi chale, maat hamari tay thi
jis pe hamla kiya vo sirf piyaada nikla

thi khumaari-e-mohabbat to laga dil gulshan
hosh aaya to vahi baag kharaaba nikla

WAH!!...BOHAT KHOOB!!...........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Zindagi5
Registered User
Zindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to all
 
Offline
Posts: 103
Join Date: Jan 2012
Location: Mumbai
Rep Power: 19
21st February 2012, 02:42 PM

Quote:
Originally Posted by Bhrung View Post
kaun kehta hai mohabbat ka janaazaa nikla
baat itni si hai, apna bhi paraaya nikla

umr-e-rafta ko bhulaaoon to bhulaaoon kaise
bazm-e-tanhai mein har dam wo zamaana nikla

khat likhe lakh magar laut ke aaye saare
jo kisi ne na padha aisa risaala nikla

aadmi kaun yahaan, dev kise kehte hain
jis ko dekha vahi patthar se taraasha nikla

chaal hum aisi chale, maat hamari tay thi
jis pe hamla kiya vo sirf piyaada nikla

thi khumaari-e-mohabbat to laga dil gulshan
hosh aaya to vahi baag kharaaba nikla

aaj kal log, 'bhanwar', bhakt hue jaate hain
ke sar-e-koo-e-kharaabat shivaala nikla

Woow... Great Awesome..

Bahot Bahot accchaa likha hai aapne.....!!!!


Kaun Kambakhat Kehta hai,
Ke Sirf Ghaalib ko hai pata,
Radeef, Kafiya, Matla, Maktaa....!!
Yeh Teer-E-Ishq kyaa 'Zindagi' se Ziyada,
Kya Ghaalib ko hai Chubhata....!!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Bhrung
Registered User
Bhrung is just really niceBhrung is just really niceBhrung is just really niceBhrung is just really niceBhrung is just really nice
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 0
1st March 2012, 03:09 PM

Thank you, zainy, amd Zindagi5.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
alien_sadhu
Registered User
alien_sadhu is a jewel in the roughalien_sadhu is a jewel in the roughalien_sadhu is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 22
Join Date: May 2005
Rep Power: 0
28th June 2012, 08:09 PM

Dil kush hogaya miyaan aapki yeh shayri padhke

aadmi kaun yahaan, dev kise kehte hain
jis ko dekha vahi patthar se taraasha nikla


WAH !! WAH !! Kya khoob likkha hai.... Maza aagaya dost


Vinay Acharya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
4th January 2013, 01:17 AM

Quote:
Originally Posted by Bhrung View Post
kaun kehta hai mohabbat ka janaazaa nikla
baat itni si hai, apna bhi paraaya nikla

umr-e-rafta ko bhulaaoon to bhulaaoon kaise
bazm-e-tanhai mein har dam wo zamaana nikla

khat likhe lakh magar laut ke aaye saare
jo kisi ne na padha aisa risaala nikla

aadmi kaun yahaan, dev kise kehte hain
jis ko dekha vahi patthar se taraasha nikla

chaal hum aisi chale, maat hamari tay thi
jis pe hamla kiya vo sirf piyaada nikla

thi khumaari-e-mohabbat to laga dil gulshan
hosh aaya to vahi baag kharaaba nikla

aaj kal log, 'bhanwar', bhakt hue jaate hain
ke sar-e-koo-e-kharaabat shivaala nikla
bahot khoob
.................................................. ......
   
Reply With Quote
Reply

Tags
ghazal

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com