Quote:
Originally Posted by mausam
Maine aapko to kuch nahin kaha collectionji fir aap gussa kyun ho rahe hain................
Kisi aur ki post yaha kar sakte hain bas sirf no tmine likhna hain.....................aapko kisne kaha kisis aur ki post nahin likh sakte
|
Nahi mausam ji main kahan gussa ker raha hon , main ne ye kab kaha kisi aur ki shayri nahi likh sakta koi ... main ne lafz istemaal kiya churai howi app istemaal ker rahi hain " kisi aur ki "
in lafzon mein farq samjhiye , main bus itna kehna chahta tha >>> aur gussa main bilkul nahi ker raha shayad meri baat kerne ka andaaz ghalat hai
Sorry