Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Closed Thread
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khwab - Must Read
Old
  (#1)
young_prince11
Shayar
young_prince11 will become famous soon enoughyoung_prince11 will become famous soon enough
 
young_prince11's Avatar
 
Offline
Posts: 144
Join Date: Sep 2005
Location: ludhiana
Rep Power: 20
Love Khwab - Must Read - 15th July 2008, 06:28 PM

Stolen Poetry .....

Thread Deleted..............

Member warned..............

Mayank


Pawan Kumar


*******************************************
Tum Puncho aur hum na batayen aisi to koi baat nahi, Bas jara sa dil tuta hai aur koi baat nahi...
**********************************************

Last edited by Mayank; 20th July 2008 at 02:10 PM..
 Send a message via ICQ to young_prince11 Send a message via Yahoo to young_prince11 Send a message via AIM to young_prince11  
gam
Old
  (#2)
khanbhai
Registered User
khanbhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
gam - 15th July 2008, 09:06 PM

[quote=young_prince11;297047]Ye mera koi khwab tha ya tera khayaal tha,
Ye tera koi jawaab tha, ke mera sawaal tha,
Shareeq-e-mehfil-e-yaar ho gaye the hum Wo.
jo aalam tha, woh bemisaal tha.
Har zarre se aa rahi thi khushbu-e-muhabbat
Ye muzpe hua asar tha ke tera kamaal tha,
Yu to aasmaani roshni se tha roshan hua sama,
Jisse roshan hue the dil wo tera jamaal tha,
Khuda bhi na kabhi tha is qadar khush hua,
Ashq-e-khushi se hua ek chaman khush-haal tha,
The aasma pe baadal, par dil the sabhi yaqeeni,
Na kisise tha koi shikva, na kisika malaal tha,
Yaad aa gaye the zindagi ke pech tab muze,
Bikhra khuli hawaa pe jo kisika baal tha,
Us raah ka har mod is zindagi se milta laga,
Ke dekhnewale the has rahe, raahi behaal tha,
Is pal ko chhupa dil mein ziyaad ye hai saboot,
Ke tera dil bhi kabhi muhabbat ka yarghmaal tha...imran khan care
   
Old
  (#3)
qqplus
Registered User
qqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura about
 
qqplus's Avatar
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 22
15th July 2008, 11:39 PM

For Everyone's Kind Attention :

This Ghazal Is Written By Me.

It Is Observed That Mr Pawan Steals Others' Creations And Posts Them Under His Name.

I Request The Moderators To Ban The Said User.

Regards,
Ziyaad.
  Send a message via Yahoo to qqplus  
Old
  (#4)
young_prince11
Shayar
young_prince11 will become famous soon enoughyoung_prince11 will become famous soon enough
 
young_prince11's Avatar
 
Offline
Posts: 144
Join Date: Sep 2005
Location: ludhiana
Rep Power: 20
17th July 2008, 03:56 PM

Hello Mr. ZIYAAD.
For your kind attention i not steals your posts ok.
Don't blame any one before any enquiry..

Mr. ZIYAAD i never steal any other's posts and stop your idiots Observation..

I 2 request to Moderator that stop this nonsense untill they query for it and he dont need to do that if he observed tht i steal this observation then he is totally wrong this.

This Ghazal is written in My Website by Past 2 years... If u dnt believe then you can visit my website and check it...

http://pawan4all.bravehost.com

With Best Wishes
Pawan - The Silent Tear


Pawan Kumar


*******************************************
Tum Puncho aur hum na batayen aisi to koi baat nahi, Bas jara sa dil tuta hai aur koi baat nahi...
**********************************************
 Send a message via ICQ to young_prince11 Send a message via Yahoo to young_prince11 Send a message via AIM to young_prince11  
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th July 2008, 03:11 PM

Quote:
Originally Posted by young_prince11 View Post
Hello Mr. ZIYAAD.
For your kind attention i not steals your posts ok.
Don't blame any one before any enquiry..

Mr. ZIYAAD i never steal any other's posts and stop your idiots Observation..

I 2 request to Moderator that stop this nonsense untill they query for it and he dont need to do that if he observed tht i steal this observation then he is totally wrong this.

This Ghazal is written in My Website by Past 2 years... If u dnt believe then you can visit my website and check it...

http://pawan4all.bravehost.com

With Best Wishes
Pawan - The Silent Tear

pawan ji maine es link par visit karna chaha...par link open nahi hua...kaya eske liye register karna jaroori hai....aap aise link dijiye ki bina register kiye hi gazal pad sakuN....

aur Ziyaad ji aap bhi apni gazal ka link dijiye....


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Old
  (#6)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
19th July 2008, 07:24 PM

well yeh accha nahi ho raha hai do logon mein se
ek shaks to galat hoga hi

but SDC jung karne ke maqsad ke liye nahi hai balki dosti
ke liye hai aaj itne saalon mein aisi ladaai pehli baar dekhi
pawanji ki batai hui link par bhi main ne unki yehi gazal padi

well finally iska faisla moderator par hi ****e to behtar hoga aur main chahunga ki ziyaadji bhi koi saboot pesh karen
yaa us se behtar hai dono apni ranjishon ko bhula den

agar main ne kuch galat kaha hai to aap se , aur sabhi guest se aur khass taur pe moderator se
sab se maafi ka talabgaar hoon


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Old
  (#7)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
19th July 2008, 07:43 PM

sunitaji aap bhi bataiye kya yeh sahi hai
aap to yahan kaafi dino se hain aur lagbhag sabhi logon ki post par nazar daalti hain
yeh accha nahi hai na
well main ne pawanji ki site par visit kiya aur unka yeh same kalaam wahan par maujood tha
lekin mere kehne ka matlab kuch aur hai main bas yeh chahta hoon ki atleast yahan SDC par to yeh sab na ho
hum duniya ki kashmakash ko **** kar yahan aate hain yahan bhi yehi sab hoga to kahan jaayenge aur yahan dosti karne aate hain dushmani nahi
aap ne jo post kiya use pad kar hi main ne pawan ji ki link par gaur kiya
mujhe behad afsos hai ki yahan SDC par bhi politics hai
mujhe bhi bahot se logon ne kya kya kaha koi ladki samajh kar meri post ki tareef karta to koi mere kalaam ko kisi shayr ki kalaam se compare karta

waise starting mein main ne kaafi threads doosre shayar ki bhi likhi hai lekin mera maqsad tha acche sher ko poncha na aur us waqt mujhe SDC ke rules is had tak pata bhi nahi the
but baad mein likhi hui har post meri apni hai
beharhaal main ne to sab ko ignore kiya jinhone mujh se baat ki main ne bhi unko apna hath badha kar diya
well dekhiye kya hota hai yaa kucha hoga hi nahi
khush rahiye
aur itni lambi tehreer padne ka bhi shukriya


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Old
  (#8)
qqplus
Registered User
qqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura about
 
qqplus's Avatar
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 22
20th July 2008, 01:09 PM

Well,

Ab tak bade lihaaz se baat karne ke baad jana hai ke yaha lihaaz ki koi keemat nahi hai. Behtar hai ke main baat hi na karu.

Ye ghazal meri kyu aur kaise hai ye saabit karne ka sawaal hi nahi uthta, aur main ye laazim nahi samajhta. Fir bhi aaap is link pe jaa ke dekh sakte hai.
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=56561

Bas aur iske aage na main kuch kahunga.
Na hi SDC ka member rahunga.

Enjoy and express your emotions through others expressions.

Thanks a lot for everything.
Khudahafiz.
  Send a message via Yahoo to qqplus  
Old
  (#9)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
20th July 2008, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by young_prince11 View Post
Is pal ko chhupa dil mein ziyaad ye hai saboot,
Ke tera dil bhi kabhi muhabbat ka yarghmaal tha......

Pawan

Sabko doston ko mera adaab , ap sabne aik kahavat suni hogi "naqal ke liye bhi aqal ki zaroorat hoti hai " dosto app sab inki ghazal mein makta read kerien to app sabko maloom ho jaaey ga keh yeh ghazal kisne likhi hai aur dosri baat meine app doston ke liye aik aur link bhi neeche mention ker di hai kon kitna sacha hai app sab log dekh sakte hain ,

http://www.shayri.com/forums/showthr...ighlight=khwab

Meri Moderators se request hogi keh woh ghalat person ko ban kerieN ,

aur meri app doston se guzarish hai keh sahi person ko appritiate kerna chahiye hameiN .

aur pawan saheb "aik chori opper se seena zori" thoda sa ahsaas kerna chahiye appko aise ghalat kaam nahi kerne chahiye ... kisi ki mehnat ko apna naam day ker jhooti tareef hasil kerna bahut buri baat hai ...

mere jawab per waqt innayat kerne ka behad shukriya

Khush rahieN...

regards
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Old
  (#10)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th July 2008, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by young_prince11 View Post
Ye mera koi khwab tha ya tera khayaal tha,
Ye tera koi jawaab tha, ke mera sawaal tha,
Shareeq-e-mehfil-e-yaar ho gaye the hum Wo.
jo aalam tha, woh bemisaal tha.
Har zarre se aa rahi thi khushbu-e-muhabbat
Ye muzpe hua asar tha ke tera kamaal tha,
Yu to aasmaani roshni se tha roshan hua sama,
Jisse roshan hue the dil wo tera jamaal tha,
Khuda bhi na kabhi tha is qadar khush hua,
Ashq-e-khushi se hua ek chaman khush-haal tha,
The aasma pe baadal, par dil the sabhi yaqeeni,
Na kisise tha koi shikva, na kisika malaal tha,
Yaad aa gaye the zindagi ke pech tab muze,
Bikhra khuli hawaa pe jo kisika baal tha,
Us raah ka har mod is zindagi se milta laga,
Ke dekhnewale the has rahe, raahi behaal tha,
Is pal ko chhupa dil mein ziyaad ye hai saboot,
Ke tera dil bhi kabhi muhabbat ka yarghmaal tha......

Pawan


very simple...pawan ji ye ghazal apki hai to apne ziyaad ji naam kyon likha isme.apna kyon nahi likha?
  Send a message via MSN to zainy  
Old
  (#11)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th July 2008, 01:45 PM

Quote:
Originally Posted by qqplus View Post
Well,

Ab tak bade lihaaz se baat karne ke baad jana hai ke yaha lihaaz ki koi keemat nahi hai. Behtar hai ke main baat hi na karu.

Ye ghazal meri kyu aur kaise hai ye saabit karne ka sawaal hi nahi uthta, aur main ye laazim nahi samajhta. Fir bhi aaap is link pe jaa ke dekh sakte hai.
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=56561

Bas aur iske aage na main kuch kahunga.
Na hi SDC ka member rahunga.

Enjoy and express your emotions through others expressions.

Thanks a lot for everything.
Khudahafiz.


ziyaad ji ek friendly advice dena chaungi apko....sachai ki ladai ladne wale kabhi maidan se bhag kar nahi jaate....hum sab apke sath hai......apko sdc quit karne ki kya zaroorat hai...jayenga to wo jisne ghalti ki...

Last edited by zainy; 20th July 2008 at 01:51 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Old
  (#12)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
20th July 2008, 02:04 PM

Thread closed, member warned for stealing others work................

Thanks to Everyone.

Mayank

Last edited by Mayank; 20th July 2008 at 02:11 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Closed Thread


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Must read urdu sher from "Mirga Zhalib" 8-)... Read & enjoy.... Tausif shaikh Humourous Shayri 7 23rd June 2010 11:15 AM
A Must Read Story!!!spare Few Mins And Read It! farhana General Stories 8 25th December 2009 09:52 PM
khwab Merul Shayri-e-Ishq 0 8th February 2006 12:36 PM
KhWaB Niks Shayri-e-Dard 0 9th November 2005 11:12 AM
Khwab......tum meetu20012 Shayri-e-Dard 2 13th September 2003 10:27 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com