Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*@*Chandni raat ho....*@*
Old
  (#1)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
*@*Chandni raat ho....*@* - 25th October 2006, 05:05 PM



Chandni raat ho
Tum mere pass ho
Tum kaho main sunu
Main kahu tum suno
Door ho dooriya
Pyaar ki baat ho
Chandni raat ho


Sardiyo ka wo bheega-2 shamaa
Sirf hum tum ho aur koi na ho yaha
Chandni ki chadar tale
hum kuch is tarah mile
Ek duje ko bas toot kar pyaar kare
Pighalte hum dono k jazbaat ho
Chandni raat ho



Tere chehre ki masoomiyat
khwab hai ye mera ya hai haqikat
tere lab se jo mere lab takraye hai
behke hai is kadar fir na sambhal paye hai
teri zulaf jo tere kandhe pe laehrai hai
Bas teri hi surat meri aankho pe chhayi hai
mere kismat mein hamesha aesi raat ho
Chandni raat ho



Aankho mein sapne liye
Zindgi ki raaho par hum chale
Har mushkilo ko hum door karte chale
Ek haseeN aashiyaaN hum dono ka ho
Usme hum apne pyaar k rang bhare
Tum jaisa agar humsafar saath ho
Chandni raat ho


Chandni raat ho
Tum mere pass ho
Tum kaho main sunu
Main kahu tum suno
Door ho dooriya
Pyaar ki baat ho
Chandni raat ho



Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
25th October 2006, 05:39 PM

Quote:
Originally Posted by Diggaj_Dave View Post


Chandni raat ho
Tum mere pass ho
Tum kaho main sunu
Main kahu tum suno
Door ho dooriya
Pyaar ki baat ho
Chandni raat ho


Sardiyo ka wo bheega-2 shamaa
Sirf hum tum ho aur koi na ho yaha
Chandni ki chadar tale
hum kuch is tarah mile
Ek duje ko bas toot kar pyaar kare
Pighalte hum dono k jazbaat ho
Chandni raat ho



Tere chehre ki masoomiyat
khwab hai ye mera ya hai haqikat
tere lab se jo mere lab takraye hai
behke hai is kadar fir na sambhal paye hai
teri zulaf jo tere kandhe pe laehrai hai
Bas teri hi surat meri aankho pe chhayi hai
mere kismat mein hamesha aesi raat ho
Chandni raat ho



Aankho mein sapne liye
Zindgi ki raaho par hum chale
Har mushkilo ko hum door karte chale
Ek haseeN aashiyaaN hum dono ka ho
Usme hum apne pyaar k rang bhare
Tum jaisa agar humsafar saath ho
Chandni raat ho


Chandni raat ho
Tum mere pass ho
Tum kaho main sunu
Main kahu tum suno
Door ho dooriya
Pyaar ki baat ho
Chandni raat ho

dave ji acha likha hai apne apne jajbaatoin ko.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
wah ji wah
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
wah ji wah - 25th October 2006, 06:52 PM

Tere chehre ki masoomiyat
khwab hai ye mera ya hai haqikat
tere lab se jo mere lab takraye hai
behke hai is kadar fir na sambhal paye hai
teri zulaf jo tere kandhe pe laehrai hai
Bas teri hi surat meri aankho pe chhayi hai
mere kismat mein hamesha aesi raat ho
Chandni raat ho

diggaj ji appko raj ki pyar bhari namaste....appki nazam itni mitthi itni pyari itni komal,itni masoom ki dil main ek pyara sa ehsaas machal gaya.....bhut pyar bhare andaaz me appne is waqt ko byaan kiya hai bhut acha lagga....meri dili daad kabool kijiye or yu hee bazam ko apni pyar bhari nazmo ki saugaat dete rahiye.....take care.....raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
25th October 2006, 07:11 PM

diggaz bhaiya us din maan liya tha aapki baat ko ki ye "tum" aur "wo" koi nahi.par ab nahi maanta.yakeen maano bahut pyara geet likha hai aapne.bahut hi pyara geet hai.bahut ahcha laga aapko itne dino ke baad fir se padh kar.par haan bhaiya ab to bata do kaun hai wo? haan ji bolo bolo kaun hai wo???



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
wah wah!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
wah wah!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! - 25th October 2006, 10:35 PM

mere dost digaaj ji kya bat hai!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

is ke liye to wah wahi hi nikal rahi hai mere dost

bahot hi achha laga isko padhke aapke asaar isme saf chhalak rahe hai

bas yehi kahunga k dil se daad kubul kijiyenga mere dost

bahot chha likha hai aapne

apna khayal rakhiye

khus rahiye

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
26th October 2006, 09:24 AM

Quote:
Originally Posted by Diggaj_Dave View Post


Chandni raat ho
Tum mere pass ho
Tum kaho main sunu
Main kahu tum suno
Door ho dooriya
Pyaar ki baat ho
Chandni raat ho


Sardiyo ka wo bheega-2 shamaa
Sirf hum tum ho aur koi na ho yaha
Chandni ki chadar tale
hum kuch is tarah mile
Ek duje ko bas toot kar pyaar kare
Pighalte hum dono k jazbaat ho
Chandni raat ho



Tere chehre ki masoomiyat
khwab hai ye mera ya hai haqikat
tere lab se jo mere lab takraye hai
behke hai is kadar fir na sambhal paye hai
teri zulaf jo tere kandhe pe laehrai hai
Bas teri hi surat meri aankho pe chhayi hai
mere kismat mein hamesha aesi raat ho
Chandni raat ho



Aankho mein sapne liye
Zindgi ki raaho par hum chale
Har mushkilo ko hum door karte chale
Ek haseeN aashiyaaN hum dono ka ho
Usme hum apne pyaar k rang bhare
Tum jaisa agar humsafar saath ho
Chandni raat ho


Chandni raat ho
Tum mere pass ho
Tum kaho main sunu
Main kahu tum suno
Door ho dooriya
Pyaar ki baat ho
Chandni raat ho

dear diggaj

bahut khoob likha hai aapne, puri nazam badiya bani hai, jazbaat bahut khoobsurat, mujhe pasand aaye, dil se mubarakbaad sawikaar karo.

aapki didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~~~~Chandni Raat~~~~ Nazish Shayri-e-Dard 6 8th December 2010 07:20 PM
kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera Arnab Shayri-e-Dard 4 15th November 2008 11:04 PM
~Chandni Raat~ Sandhya1 Shayri-e-Ishq 39 16th May 2007 08:44 AM
Chand tha chandni raat thi Abd Shayri-e-Ishq 2 30th May 2006 03:56 PM
Chandni Raat Thi shayar_rahul Humourous Shayri 0 10th January 2005 05:27 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com